Meeting his daughter...

2.3K 163 11
                                    

Continued from last part,
Haseena and anubhav reached thana... She gets down and anubhav too after her..

HM: sirr aapko headquarters nahi jaana..? (Flat voice)

AS: aapse dur hi nahi jaan Bas (Low tone) Aa.. Matlab hume kuch kaam hai.. Chaliye..

They enter and there was similar senario..

Anuseena: jai hind...

All: jai hind sir.. Maddam sir..

PS: aap dono ek saath.. (Doubtfully)

HM: aa.. Ji pushpaji woh hamari gaadi kharab ho gayi thi aur wahin se sir guzar rahe the toh unhone hume lift dedi.. Aap log bataiye koi nayi update.. (Professionally)

SS: ji maddam sir.. DSP sir ne khushiji ko divorce de diya.. Abhi karishma maddam baat kar rahi thi.. (Innocently gaining a glare from all)

CC: uff yeh maasoomiyat... (Bending his head)

PS: hmm.. Apni patni ko talaaq de diya.. Pata nahin kya zamaana aa gya hai saat janmon ke rishte ko aise tod diya.. (Angrily)

KS: ae bhakk.. (Angrily) har samay bakaiti.. Santu maddam sir case ke updates ki poochhi hai.. Aur tumne uff yeh maasoomiyat bola na to narak mai jaake yamraj ko bolna uff yeh maasoomiyat...

CC and SS: sorry maddam..

HM: pushpaji kisike personal matter pe no comments.. Sab kaam pe lagiye.. Aaiye sir hum aapko weekly report dete hai..

Anuseena went inside and all went to their desks... Here, karishma was happy that now it's just matter of frw days, her best friend will be her bhabhi..

KS: haseena bhabhi.. (She whispered and chuckled in excitement)

In cabin,
Haseena directly went and searched for file.. Anubhav saw her doing so and she spotted file on top shelf..

HM: yeh is hafte ki file wahan itne uper kisne rakhi.. (Creased forehead)

She tried reaching there but failed... As she turned to go and call someone anubhav picked her up holding from legs to shelf height... She gets startled at the action...

HM: sirr... Yeh aap kya kar rahe hai.. (Shockingly)

AS: aap utariye na file... Hum toh help kar rahe hai.. (Naughtily)

She rolled her eyes and took that file turning there... He gently pulled her down and both were looking in each other's eyes... She came till his face but was still on his level in air... He had held her in air towards shelf and she said calmly..

HM: aapne khushi ko divorce kyun diya.. Itne saalon Mai kuch lagaaw toh hua hoga na... Woh kaise handle karegi is achanak liye faisle ko.. (Still in same position and looking in his eyes)

AS: (smiled) aapko kya lagta hai.. Hum itni asaani se aapko diya waada ki use dard nahi denge nahi tod sakte... Woh bhi kisi aur se pyaar karti hai aur ab jab use apna pyaar mil gaya toh hum use baandh ke nahi rakhna chahte the.. (Both gets teary eyed) Aur Aap hamari best friend nahi ho sakti kyunki woh haq khushi ka hai.. (She gets confused)Aap toh pehli mulaqat se hamara pyaar hai... Aur ab aap kuch bhi karlen aap hamare pass aakar rahengi... (He said with a fire in eyes and she flinched) I love only you... (He left her softly and left)

HM: anuu... (She whispered behind him and sat on chair) yeh sab kyun ho raha hai... Humne kitna galat samjha aur kyun yeh galati ki aur ab jab kardi hai galati to use sudhaarne mai dar lag raha hai.. Anu ke paas jaane ka har mumkin raasta khula hai.. lekin reeva... (She closed her eyes but composed herself and focused on work)

At headquarters, around 2:40
Anubhav called veer and said..

AS: hello veer...

V: ji jijaji.. (Smiling)

AS: aa.. Reeva ko school se laane ka time ho gaya hai na.. Hum tumhare saath chalte hai please... Hum apni beti se milna chahte hai.. (Emotional)

V: bilkul... Haq hai woh aapka aa jaate hai hum saath chalte hai.. (Smiled)

He hang up the call and waited for veer.. He came and both went to school... As they reached there he saw a cute girl running to veer with little steps saying... "Jinnieee"...

RM: (gets in veer's arms) jinniee.. Aap aaj jaldi aa gaye.. I was waiting for you... Thank you jinnie.. (Kissed his cheek)

AS: aa... Hi reeva... (Extending hand for handshake)

RM: (to veer) yeh kon hai jinnie.. Can i shake hand.. (Cutely)

V: bilkul... He's your fat..

AS: aa.. I want to be your friend.. (Again raised hand)

RM: (veer blinked eyes) okayy... I will be your friend.. (Get in his lap) aap hamari mom ko jaante ho.. (Shaking head cutely) woh bhi aapki tarah officer hai... (Touched his stars on uniform)

AS: haan.. Hum jaante hai aapki mom ko.. Woh bhi hamari dost hai.. (Smiled)

RM: and what is your name..? I am reeva malik.. (Smartly)

AS: i am anubhav singh... Aap anu bula lo.. (Same tone)

RM: anu.. (His voice echoed in his ears)

AS: (gasps emotionally) phir se bolo baccha.. (Cupping her face) (in mind) haseena bhi bilkul aise hi haseena bolti hai.. Same to same..

RM: anuu.. Humne bol diya kahan ghum gaye aap.. (Shaking him)

AS: haa.. Yahan pe hi hai... Abhi hum aapko chhod den aapki mom ke paas.. (Asking gently)

RM: okayy.. Hum chalen aur jinnie aap bhi chalo hamare saath.. (Cutely held their hands getting down)

They went to MPT and reeva went to haseena's cabin with anubhav in his arms..

RM: mom... (Cutely)

HM: aa gaye baccha... Yahan aao hamaare paas.. (Still looking in files gesturing thought hands)

AS: jaao baccha.. Apni mom ke paas.. (Both went near haseena)

HM: aap.. (Surprised)

RM: haan mom.. Hum anu ke saath aaye hai.. (Kissed his cheek again)

HM: aap sir ko kaise jaante ho baccha.. (Shocked)

RM: anu abhi hamaare dost bane hai.. Woh jinnie ke saath school aaye the.. Ab ja rahe hai woh.. (Sadly)

AS: baccha aap kal shaam ko apni ammi ke saath hamare ghar dinner pe aaoge.. (Eyeing haseena) please.. (Cutely)

RM: of course anu.. Hum mom ko leke aa jaayenge par hume na Chinese cuisine pasand hai.. (Smiling)

AS: (smiled automatically) hume bhi.. Same same.. (His heart flutter that his daughter had same choice as his)

HM: par sir hum.. (Nervous)

RM: mom please.. Hume anu bahut pasand aaye, jinnie se bhi zyada hamari baat maante hai yeh aur he is very cute.. (Pulling his cheeks)

HM: hmm.. (In mind) anu bhi aise hi hamare gaal kheenchte the.. Har tarah se unhi ke jaisi hai.. (Smiled automatically)

AS: aap dono aaoge na.. (Emotionally looking on her eyes)

RM: fikar not anu... Hum zaroor aayenge.. (Smiled cutely)

He went from there and haseena was left in dilemma with her motherly love and soulmate love..

UPCOMING
Dinner..
Stay tuned.....
Bye.... 👋👋

You are mine but..... not mine... 😶Where stories live. Discover now