7. What is gonna happen in the party?🤨

201 17 11
                                    

As per Amrit's demand, Veer had to get ready for the party. Everyone reached in the political meeting at evening. There were so many people and Anahita's father was also there.
(Going to add something new!)

"Inse miliyea, ye hai hamari patni Amrit Veer Pratap Singh!!" Veer said to Anahita's father Lalit and gave a proud full smile 😏

Lalit was looking at him with anger. Along with him Anahita was also there.

"Aapko kya laga?? Ki is duniya me sirf aapki beti hi khuburat hai!! Dekhiyea, ham inse bhi khuburat aur sanskari patni laye hai.
Amrit pair chuiyea inke!!"
(Lo Veer ne pair bhi padhva lie. Lalit be like:- gajjab baijatti he yaar) 🤣🤣

"Meri beti se to 2 pal acche se baat bhi na kr sake tum, ye ladki kese tumhare saath zindagi bitaygi??" 😤😤

"Magar ye bita rahi hai......!! Bita rahi he hamare saath zindagi aur ye khush hai!!" 😏

"Haa. Mai Veer sahab ke saath bahut khush hu. Aur mere hisaab se ye duniya ke sabse acche pati hai.
Aur rahi baat inke saath rehne ki, to yaha to Anahita hai jo inke saath nahi reh saki, varna mai to inke saath apni zindagi ka har pal guzarna chahungi. Mere pati me koi kami nahi hai." 😏😌

Veer was happy to see this.

Rani maa was busy in talking to other ministers and discussing something related to politics. 🙄 (politics apun ke samajh se bahar hai)

Suddenly Amrit saw Randheer coming there.

"Randheer yaha kya kr rahe hai??"
Randheer was standing with Lalit and Anahita. 😒 Ye lo villain villain ek taraf. 🤣

"Ye hai hamare PA, Randheer Raizada!!"

Amrit was shocked!! She asked Randheer when she got a chance

"Aap yaha kya kr rahe hai Randheer?"

"Mai kya kru kya na karu usse tumhe kya? Tum to jao na apne pati Veer ke paas." He went away.

She was broken 💔. She went and stood with Veer. Lalit said something to Randheer and both gave an evil smile 😈. Amrit saw it.
(Rani sahiba ka bahut rutba aur samman tha. Veer-Anahita ka rishta tootne ke baad unhe doosri party me jana padha tha kyuki jis party me ve pehle thi uske leader Lalit sahab the. Magar anb unke Unse sambandh kharaab ho chuke the. Rani sahiba ko log bahut izzat dete the aur unke kamo ki sarahna karte the islea Ranimaa ka jeetna pakka tha. Lalit sahab election jeetne ke lie Ranimaa ki izzat girana chahte the.)

"Ye ab kya karne wale hai??!!" 😲 Amrit thought

"Devio aur sajjano, Dekhiyea sab!!! Gaur kijiyea!!!" Lalit asked for attention. 🙄

"Ye hai Rani Nalini Pratap Singh ki bahu, Amrit Veer Pratap Singh!! Magar kya aap jante hai, ki inke jism par kitna bada daag haai!!"

Every one was in shock!! Specilly Ranimaa.

"Ye kya keh rahe hai aap Hamari bahu ko!!"

"Inhe kese pata chala!!" Amrit said to herself 😣

Veer gave an angry look to Lalit.

"Ji haa. Mai sach keh raha hu!! Meri beti Anahita, jispr ek bhi daag nahi; usse bura bartaav kia aur is daagi ladki se apne bete ki shaadi kara di!! Wah rani sahiba wah!"

"Ye ham kya Sun rahe hai Amrit?? Veer ye sab kya hai??" 😠 Ranimaa asked them.

Randheer came forward and showed Amrit's hand to everyone.

"Ye hai vaha daag! AMRIT FAROOKH ANSARI!!"
He gave a evil smile 😈.

"Maine aapse ye ummid nahi ki thi Randheer!" She murmured 😣

Veer came to take Amrit's side.

"Ha beshak, inke jism pr daag hai! Aur yaha baat ham acchi tarah se jante hai. Magar is daag se kya fark padta hai?
Aapki beti ko dekhiyea!! Inke jism pr bhale hi koi daag na ho magar dil pr to daag hai na! Vo kese mitaynge?
Aur yaha hamari Amrit, jiske jism pr daag hai magar dil ek dam saaf hai.
Ye aapki beti ki tarah dhokhebaaz nahi hai Lalit sahab!!" 😏😒 He had tears in his eyes but he didn't let them flow 🤧.

"Meri beti ke kheelaaf bolne ki himmat kese hui tumhari?"

"Aur hamari biwi ke bare me khule aam ye bolte aapko sharm mehsoos nahi hui?"

"Daag kis pr nahi hai? Ham saab daagi hai, magar inke haath pr jo daag hai vo deekhta hai aur jo ham sab ke chartra pr hai vo nahi deekhta.
Aap pr bhi leekha hai, aapki beti pr bhi leekha hai! Pata hai kya leekha hai?? "Bewafa!!"
Hame to khushi he ki ya hamari patni nahi. Jo ladki hame samajh na saki vo kya hamare saath zindagi bitati??
Amrit ek acchi aur sanskari ladki hai. Vo Ranimaa ki seva apni maa ki tarah karti hai, papa sahab ko apna pita manti hai aur ek adarsh patni ki tarah hamara har mod pr saath deti hai.
Iski nazro me ham adhoore aur janvar nahi hai!" 😒😏 he gave a good reply to everyone. (Sabki bolti band 🤐🤐)

Amrit was happy to see him taking her side 🙂"Aur rahi baat is daag ki to yaha ek gire hue neech insaan ne inke haath pr zabardasti leekh dia

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Amrit was happy to see him taking her side 🙂
"Aur rahi baat is daag ki to yaha ek gire hue neech insaan ne inke haath pr zabardasti leekh dia."

(Randheer jal bhoon gaya, ki itna accha plan banaya tha Amrit ko aur rani maa ko badnaam karne ka; vo fail ho gaya.)

"Tum ek ladki pr, aur khaas kr ke meri beti pr ungli kese utha sakte ho!!" He roared 🤨😤

"Aur aap jo kr rahe he vo??" 😤😤 Veer asked

"Amrit chahe jesi bhi ho, vo hamari bahu hai. Aur isme bolne ka aapka koi haq nahi janaab." Papa sahab said.

Rani maa was angry with Veer for hiding this 🙄.

"Aap hamari opposition party ke leader hai, magar hamne yaha nahi socha tha ki aap jeetne ke lie is tarah ka gira hua kaam karenge." She said to Lalit.

The party was over. Everyone dispersed, and The royal family left for the Palace.
Every one praised the Prataps for taking this step.

There Randheer was angry 😠.

"Maine socha tha ki isse yaha party me bahut bada hangama hoga aur Amrit ke chartra pr sab ungli uthaynge, magar yaha to sab ulta ho gaya. Kuch naya karna hoga. Maine badla nahi lia to mera naam bhi Randheer Raizada nahi!!"

Lalit came and said to him," Ye kesi tarqeeb batai tumne?? Maine socha tha ki is daag ka sach samne aane pr Ranimaa ki Baezatti hogi!!"

"Maine bhi yahi socha tha. Koi baat nahi, is baar mai kuch bada karunga." 😏😈

In the palace:-

Amrit came to Veer.

"Kya hua?"

"Mai aapko shukriya kehne aai hu."

"Shukriya to hame bhi aapse kehna chahiyea. Aapne hamari patni hone ka nataak bahut acche se kia."

"Ji!"
Both smiled 😊. Aage ka baad me dalenge. Happy reading.

~ Mahua Mishra ✒

Dastaan-Ae-Amveer | ✔ FF Where stories live. Discover now