It can be bit lengthy chapter.... Hope you like it... The chapter starts with sairat date part... I just want to add a small scene to it... The later part which is same will be written in crisp.. I am gonna mainly concentrate on drama and clear out the stupid Vada today... In serial anyway we don't get it... but this is my world and I will give you want we are waiting for in my chapters.... Welcome to my world of Sairat.... Let's start☺️
---------------------------------------------------------
Sairat are struck in landslide.. Sai is getting irritated struck in that area without food... she taunts virat also for that... Virat decides to lift her mood up ...Virat surprises sai by taking her to a simple yet beautiful place... It's their first date... Sai is so overwhelmed witnessing the beauty of the place.... She is just so happy by Virat's surprise... She signs to virat that she is so hungry.... Virat makes her sit on a chair arranged in that place and goes to prepare noodles.. before that he offers her chai.... Later noodles... They have it together with fun conversation.... Virat plays a romantic melodious song " Lag ja gale" and extends his hand to sai asking "Dance with me"... Sai hesitantly accepts and they dance lost in eachother's eyes... Sai sees a shooting star and requests virat to make a wish...
Virat: I love you Sai.... mai tumse bhohot pyaar kartha hu... Mai yeh baath kabse kehna chah raha tha lekin himmath nahi kar paya lekin aaj... Aaj raha nahi gaya... I love you Sai.. and I really mean it...
Sai is utterly shocked...
Sai: kya? Kya keh rahe hai aap...
Sai shakes virat as he is lost somewhere..
Sai: kaha kho gaye aap... Tootha tara dekhkar bhi wish nahi maange... Kya virat sir...(in disappointment)
Virat: Sai... Wishes jaruri nahi ki muh se hi manga jay... Dil mein bhi maanga ja saktha hai na... Don't worry maine dil mein apna wish maang liya ....
Sai: sachhi(in excitement)
Virat: muchchi....
Virat gets a call and he goes a distance away from sai... Sai enjoys the nature and falls asleep... Virat comes to her sits beside her in a chair... He covers her with his jacket for warmth... While doing so sai places her head over his arm... He admires her beauty... He takes a selfie with her...
Looking at her says " I love you Sai" he kisses her on her cheek and says "Happy anniversary" . He observes her movement so he immediately close his eyes and pretends to have fallen asleep...
Sai is in confusion... " Aisa laga kisine mere gaal ko chua"... She looks herself in Virat's arms... She looks at virat... She is close to him but not uncomfortable....
Sai: mai kabhi aapko samaj nahi paungi Virat sir... Kabhi kabhi itna care aur kabhi itna gussa...
Sai sees dust(say a small grass strand) in Virat's hair and removes it and gently places her hand over his face... She is lost in his cute face until phone rings... Virat wakes up and finds sai so close to her... The phone is still ringing so Virat checks his phone first sees that Sardar ji calling...
He lifts the call and sardar ji informs that traffic is clear they can start...
Virat: Sai... Vaha sab clear hogaya hai.... Hum chal sakte hai... Chale?
Sai nods yes...
They reach the car and are in journey back to resort...
Sai looks out from window and is in her own thoughts... She is remembering the moments she experienced just now.... Virat is staring at her and feeling happy seeing her happiness....
Virat(in mind): patha nahi sai ki mai kab kaise bataunga tumhe apni dil ki baath.... Tumhare ankhon mein dekhkar yeh baath bhol hi nahi pataa...ajeeb sa dar hotha hai agar tumhari jawab na hua tho... Tumhe bhi mai samajh nahi patha sai... Hum itne kareeb athe hai phir bhi tum voh deal vaali baath se aage bad nahi paathi ho...
His series of thoughts broke once they reach the resort....Next morning....
They go for shopping and sai thinks to buy gifts for family... Virat asks her whether she is gonna buy for him too... Sai replies that how can she gift him with his money... Virat asks her to buy something for herself as a gift for saying yes to the trip... He selects one but she likes the other one... but she pretends to like the one Virat chose..He asks to pack both of them observing her confusion...
They go to lover's point and Virat tries to make her understand his feelings via story... Though she is least interested but still she chose to listen... Virat narrates the story saying that his friend bought his girlfriend here to express his feelings.. he couldn't say it directly but indirectly he tried in many ways and many times to convey her... she never understands but she understands all others' feelings except his.. For this Sai says either the girl is budhu or she is pretending to not understand anything ...
Virat: matlab voh sab samajthi hai... Tho phir bolthi kyu nahi..?
Sai: kya patha voh aapki friend ki feelings hurt karna chahti nahi ho... Usko aapki friend ideal husband na lagtha ho aur hurt bhi na karna chahti ho...
Virat:(hurt) aisa tho math bholo sai...
Sai: are...aap Aisa behave kar rahe hai jaise yeh aapki story ho...
Virat:(in mind) mai ab yeh bhi nahi bata saktha ki yeh meri hi kahani hai... Sunny tumhari idea ke vajah se yeh sab sunna pad raha hai... Yeh sab sunne ke baadh tho mera himmath poori tarah se toot gaya...
Sai: virat sir... Kaha kho gaye.... Aage kya hua yeh tho batayiye...
Virat: aage... Aage udasi aur mayusi mein doob gaya hai mera dosth...
They reach the top of Mountain...
Sai: phir...
Virat: phir voh... He is interrupted by a lady patting his shoulder.. you know right the lady is yoga instructor...
He turned around and saw her ...
Lady: virat chauvan hai na.... Hi...
Virat: aree mam.. aap... yahaa
Lady: ha pass ke resort mein yoga campaign hai isiliye ayi thi... Aap chaho tho join kar sakthe ho...
Virat: no thanks mam... Am fine..
Lady: aur aapki partner pakhi kaisi hai...
Virat: teek hi hai...
Lady: u make so beautiful couple... Mujhe tho voh performance aaj tak yaad hai... Aapke beats par pakhi itna kho gayi thi aur dance karthe bonfire mein girne vali thi... Aapne last moment mein bachaliya... Ek dam filmy tha...
Listening this sai is devastated... She is again back to vadaa point...
Before she could continue... Virat stops...
Virat: mam.. mam... Yeh meri wife hai... Sai...
Lady and sai greet eachother..
Lady: I am sry.....u look good together... Mujhe kuch kaam hai tho I will take a leave...
She leaves...
Sai also leaves but virat stops...
Virat: sai kaha jaa rahi ho...
Sai: resort...
Virat: par sai... Yaha ka nazara tho dekho... Kitna acha hai... Tumhe nahi lagtha ki yaha koyi apni dil ki baath kahe tho kitna pyara moment ban jayegaa....
Sai: acha... Aap kya kuch kehna chahte hai... (Virat tries to say but sai continues) vaise bhi aap jinse kehna chahta unhe le aana chahiye tha na mujhe kyu le aye...
Virat: Sai... Yeh tum kya bhol rahi ho...
Sai: ( adament tone)mujhe resort jana hai... Aap aa rahe hai ya phir mein akeli chali jau...
Virat: chalo
They leave to resort...
Evening:
Virat asks sai to get ready
Sai: finally... Yaha jis kaam keliye yaha aaye hai uskeliye jaa rahe hai...
Virat feels guilty that he is keeping her under so many lies... But he has a hope that she would feel happy if she sees the surprise...
They both got ready and left to the destination.... Virat is excited to see her happiness seeing the surprise...
Sai : itna decoration kyu... Vaise aapke collegues kahi nahi dikh rahe hai?
Virat: tumhe gabrahat ho rahi thi na ki pehli baar tum mere collegues se milogi jinhe tum jaanthi tak nahi ho... Agar main kahu ki yaha jo log hai unse tum mil chuki ho tho ...
Sai(in dilemma): mil chuki hu?
Then Mohit and sunny comes in front of sai.." surprise"
Sai: are aap... Yaha... Acha hua aap yaha aye... Vaise Mohit aapne karishma ko bhi lana chahiye tha na ...
Mohit: voh vahini... Voh kya hai na... Ghar mein kisiko nahi pata na agar karishma ko bholtha tho voh ghar mein sabko dindora peethi na isliye... Aap yeh sab chodiye... Decorations kaisa lagaa...
Sai: acha hai... Virat sir...
Virat: ha ha... Kya poochne vaali ho patha hai.... Tumhe jo dikhana chahta hu voh is pardhe ke peeche hai ...
She turns in that direction ... Virat signs his gang to open the curtain...
And they come back...
Sai is shocked seeing all the photos,cake those decorations...
Virat , sunny and mohit shouts and wish her happy anniversary...
Sai turns back and sees virat...
Virat: mai jaantha hu tumhe surprises kitna pasandh hai isiliye Mohit aur sunny ke madadh se yeh sab kiya... Kaisa laga tumhe...
Sai rewinds all the lies told by virat and now she gets irritated...
Sai: tho yeh hai aapka official trip...?
Virat: sai... Mai jaantha hu ki maine jhoot bholkar yaha laya hu tumhe... But see na... Humare anniversary...
Sai: kaisi anniversary... (Loudly) kaisi anniversary virat sir... Jo shaadhi majboori se karna pada ho uski anniversary manaa rahe hai aap...
Virat: sai mai jaantha hu ki kin haalaton main humari shaadhi hui thi... Lekin isse yeh sach tho nahi badlega na ki humari shaadhi ho chuki hai... Aur ab haalath alag hai Sai..
Sai: aapne official trip kaha isliye aayi thi varna aathi hi nahi... Aur jis shadhi kk aap baath kar rahe ho na... Us vakth maine aapse minnathe ki thi shaadhi na karne ki baag jaane ki .. lekin nahi aapko tho mahaan banna tha na...
Virat:(low tone) m..mahaan?
Sai: (loud voice)aapne shaadi ke vakth kahaa tha ki aapse is shaadhi se koyi ummedh na lagau... Aap committed hai... Aur... Aur agar shaadhi jhooti hai tho uski kya celebration karni hai aapko...? Yeh rishtha pyaar aur parvah ke neev par nahi bani thi zimmedari majboori ke neev par bani
Thi... Aapne mujhse yeh bhi kaha tha ki mai doctor banne ke baad independent hone ke baad yeh rishta chodkar jaa sakthi hu...
Virat: ha kaha tha... Lekin vahi virat ne kuch din pehle tumhare samne haath jodkar gidgidaya tha sai... Tumhe rokhne Keliye ....apne pass rokhne Keliye.. Kyu sai? Kyunki mai chahta hi nahi ki tum mujhe chodkar jau... Maine tumhe isiliye nahi rokha tha ki mujhpar tumhari zimmedari hai balki isliye rokha tha kyunki mai chahta hu ki hum saath rahe...mai yeh ristha...
Sai: yeh ristha ek jhoot hai... Phir yeh natak yeh drama kyu...
Virat: natak?! Sai yeh dekho... Yeh hum hai... Yeh humara safar hai... Mai dikhava karne nahi kiya hai sai.... Inhe dekhkar lagtha hai na ki hum kitne aage bad chuke hai...
Mohit: vahini... Aap itna gussa kyu ho rahi hai... In sab ke peeche dada ke intentions samjhiye na... Voh sirf aur sirf aapko kush dekhna chahte hai... Aapke shadhi normal halatho mein nahi hui thi lekin vakth ke saath tho bhohot kuch badaltha hai insaan bhi...
Sai: kya badla Mohit ... Kuch nahi.... Vahi deal shaadhi... Vahi vadaa... Vahi committement.... Vahi yoga resort vala pyaar...
Virat is devastated now.... He now understood what's stopping sai... Yoga instructors words.... He is getting frustrated... His anger is about to explode...
He destroyed all the decorations...
Sunny and mohit stopped him... Sai is just observing his behaviour....
Sunny: virat... Yeh kya kar raha hai....
Itni gussaa teek nahi hai ..
Virat: tho kya karu... Kya karu... Sunny bataa... Ab tak tho itne ideas de rahe the... Ab kuch bhol kyu nahi raha hai ..... Tu kya hi bholega... Jab meri kismat hi kharab hai... Sunny jab hum us yoga instructor ko contact karne ki koshish kari tab hum nahi kar paye... Aur na tab hum phirse mulakat huyi unse... Hai na?
Sunny: haa....
Virat: aur jab mai aage bad chuka... Ek saal ho chuka mere shaadhi ko.... Sai aur mere beech tab tak sab normal chal raha tha.... Tho achanak se yoga instructor aathi hai aur purane saare baathe yaad dilaathi hai....
Sai: jo sach hai voh sach hi tho hai virat sir.... Unhone sach hi tho bhola... Aap aur...pakhi didi ek dusre pyaar karthe the... Beautiful couple... Vada bhi kiya tha na ki aap unke alawa kisi aur ko apne dil mein jagah nahi denge... Committement.... Tho phir ab kya badla..
Virat goes to Sai... Holds her by shoulders...
Virat: ek saal purane baathen... Shaadhi ke kiye vadhe sab sab yaad hai tumhe... Lekin kuch mahino pehle ya kuch dino pehle kahe hue baathe yaad nahi .....
Sai: mujhe kya yaad nahi virat sir... Huh?
He leaves her... tears in his eyes... Confused sai...
Virat: sunny Mohit.... Tum dono kya thodi der bahar rahoge...
Mohit: ho Dada...
They leave .... Sairat are left...
Virat: sab yaad hai na tumhe... Sab?!
Maine pichli baar tumhe hostel jaane se rokha... Us raat ko jab tumne poocha ki kya mai pakhi se committed tha... Tho maine kya kaha... Yahi na ki mai tha... Ab nahi hu... Aur naahi koyi purane commitments nibha raha hu....
Iska kya matlab hotha hai sai... Ki abhi bhi pakhi se pyaar kartha hu yaa phir ye ki mai usse pyaar nahi kartha...Bholo.... Nahi bolegi... Mai hi clear Karta hu... Mai Patraleka se pyaar nahi kartha... Mai vada nahi nibha raha... Voh sirf mere jeeva ki patni hai bas....
Dusri baath... Tumhare bday ke raath ko humari baathen hui thi... Usme maine kaha ki sai mai tumse pasand karne laga hu.. thoda thoda pasand karne laga hu.... Kaha tha na?! ... Kaha tha...
Jab tum hospital mein thi aur mai tumse mere saath ghar chalne ki baath kar raha tha tab... Tab maine kaha tha ki mai dil se chahtha hu ki humara rishtha bhi baaki pati patni jaise ho... Iska kya matlab hua... Yahi na ki mai yeh rishtha nibhana chahtha hu... Par sach yeh hai ki mai shaadhi ke kuch mahino baad se hi deal se aage bad chuka hu... Shaadhi nibhane ki poori koshish kar raha hu...
Tum choti bachi tho nahi ho ki tumhe kuch bhi nahi samajh aatha hai... Tumne kaha tha na lover's point pe ki voh ladki naa samajh hone ka natak kar rahi hogi... Kya tum yahi kar rahi ho..?
Sai: mai na samajh hone ki acting kyu karungi?!
Virat pulls her close and says...
" Tho phir humare itne kareeb aane ke baadh bhi tum yeh kaise bhol rahi ho ki yeh sab jo bhi hua hai voh jhoot hai Sai.."
Sai: kya matlab hai aapka...
Virat: teek hai... Bhohot Frankly bhol detha hu... Agar yeh shaadhi sirf deal hai tho tum itni comfortably mujhe hug kaise kar rahi ho.... Kushi main ghum mein mai tumhe hug kartha hu tho tum reciprocate kyu karthi ho...shaadhi ke pehle dino mai mai tumhare paas akar utana bhi manjoor nahi tha tumhe.... Bholo sai....
Agar yeh deal ki hi shaadhi hai tho... Tho mai jab...(takes deep breath and says) jab tumhe kiss karne aatha hu tab bhi tum positively respond karthi ho na Sai... Kyu... Kyu mujhe push nahi kartha aur naahi rokthi....
Bholo sai....
Sai: yeh .. yeh sab bholke aap kya prove karna chahte hai...
Virat: yahi... Yahi ki tum apne feelings se baag rahi ho... Mere feelings samajh aane par bhi na samajhne ki natak karthi ho...
Sai: acha... Tho phir aap samajhate kyu nahi... Bholiye... Aapne kabhi clarify ki... Nahi.... Aapne indirectly sab baathen bholthe hai aur expect karthe hai ki mai samjhu.... Kya samjhu... Seedha kyu nahi bholthe...
Virat: ha nahi bholtha... Nahi bhol patha... Isiliye tho tumhe samjhane ki indirect ways mein khoshish kartha hu.. par tum... Tum un sab ko deal par connect karthi ho...
Sai: tho phir kya karu... Mai aapke apka pakhi didi ko diya hua vade ke beech nahi aanaa chahti hu....
Virat: sai...... Phirse vahi baath...hmm..
Sai dyaan se suno... Mai aaj sab kuch clear kar detha hu... Mai pakhi se pyaar nahi kartha... uski Shaadi ke vakth vada diya voh bhi friendship ka naaki koyi ristha rakhne ka .... Dusra vada apne dil mein kisiko jagah na dena ka voh mai ab nibhana bhilkul nahi chahtha.. bhohot garv se kehtha tha ki virat chauvan jyachi pakki jaban... Baad mein jay... Agar mein voh vada sirf apne yeh pride ko bachane keliye nibhata raha tho kudh ke saath aur uske saath bhi anyaay hoga... Main aage bad chuka... Aur ab meri life mein tumse jyada kuch important nahi hai... Yahi baath pakhi ki use bhi batha chuka ek baar nahi baar baar bata chuka ki mereliye sai important hai aur agar phir bhi mujse voh ummedh rakhe jiska koyi matlab na ho aur aage na bade apni life mein tho kiski galathi hui... Uski na.... Use bhohot baar samjha bhi chuka hu ki pakhi hum apne apne life mein concentrate kare past ko bhul jaye vahi behthar hoga aur mai apni jindagi mein age bad chuka hu aur mai koyi vada nibhana nahi chahtha.. Phir bhi vade par atki hui hai tho mai kya karu batau....
Sai ek akri baath... ( Takes a deep breath collecting all the courage)...
I love you Sai.... Mai tumse bhohot pyaar kartha hu... Kabse kehne ki khoshish kar raha tha... Holi ke time se... Lekin himmath nahi hothi thi... Tumhare ankhon dekhkar bhol nahi patha... Tumne meri life ko kubsurat bana diya hai sai... Tumne mujhe poora kardiya... tumhare bina ab mai apni life imagine nahi kar paunga... scah kahu tho tumhare bina jee nahi paungaa sai...I love you... I really do...
He left her... He stepped back...
Sai is left in dilemma... She continuously looked into his eyes while he was speaking his heart out... She doesn't know how to react to that... she doesn't know what she feels... She slowly stepped back and then she ran away... Seeing this virat tried to follow her but got hit by a table and fallen down... Seeing sai running away Mohit and sunny came in lifts virat and questions him what happened... Virat first asks to find her... On the way sai thinks all the words he said and all the memories they shared... She tries to understand what she feels for Virat.....
On the way she finds Samrat and informs this to virat( this story is known to you right)I hope you like it... I just wanted to concentrate on confession... I want to show that in this drama also virat had scope to confess... Makers are making big jilebis.... if you like it give a vote... if you find any mistakes please understand and ignore....Keep supporting ... Thank you 😊
आप पढ़ रहे हैं
Sairat Anniversary
FanfictionStory revolves around the Anniversary drama... Makers are anyway not gonna clear out the vaadaa concept... I will clear out the thing... drama gonna be bit same... Hope you guys like it.... Dive in to read my way of Sairat Anniversary episode