Sai's sherni mode on

4.1K 175 17
                                    

Locking up Sai... Sai escaping to college.... After pooja when everyone started questioning Sai Samrat strongly supported her... At night sai and Virat had a huge fight regarding pakhi ....
It's been three days to that incident...
Sai and Virat didn't have conversation after that...
One fine evening..... At 6:00 pm
Virat came home from station... He saw entire family gathered in the hall... It's seems everyone are waiting for him to arrive so that they can start the drama....
Virat: kya hua? Sab... Teek hai na?
Bhavani: nahi.... Is jungli mulgi ki hothe hua kuch teek ho saktha hai kya? Humesha bhol bholke sabko pareshan karne waali yeh ladki aaj maun(silent) rehkar Pareshan kar rahi hai....
Sonali: ha Virat.... College se aayi hai sofa pe aakar bait gayi... Jabse aayi hai tabse aise maun silent shaanth hai.... Kabse hum pooche jaa rahe hai lekin koyi jawab answer utthar dethi hi nahi....
All the family members are in standing position so he couldn't notice Sai.... She is sitting in sofa bent forward and her hands folded in her lap... Seems like a lioness waiting for chance to hunt....
Ashwini (worried): Godu... Tu poochna ise kya hua hai... Mujhe chintha ho rahi hai...
Before virat could ask... Sai stood up and came to virat.... Looking at virat fiercely...
Sai: Aai aap chintha math kijiye ... Inhi ka intezar kar rahi thi.... Taaki... Sabko eksaath baath keh saku....
Pakhi(in mind): patha nahi ab kya thamasha chal raha hai iski dimaag mai...
Sai: Virat sir.... Aapkeliye mere paas dho thofe hai?
Karishma: thofa... Lekin aaj tho dada ki bday nahi hai...
Sai: patha hai karishma.... Actually yeh gift sirf virat sir Keliye hi nahi balki poore pariwar keliye hai....
Virat: kya matlab hai tumhara sai?
Sai goes to sofa takes out two envelopes and comes back to virat...
Sai( showing them to him): yeh hai thofe... Pehle yeh lijiye... Aur sabko padke sunayiyega...
She hands him one envelope... He takes it Hesitantly... He has no idea about what's running in her mind... But her eyes are telling that whatever it is... It's gonna surely create a huge dhamaka...
He opens it and takes out a paper from it and reads.... And gets shocked
Virat(in shock): transfer?
Ashwini: transfer... Godu tu phirse transfer Keliye apply kiya hai kya...
Virat: yeh mere transfer ki nahi hai.... Sai ki college transfer ka letter hai...
Samrat: kya? Sai tumne transfer kyu apply kari... Aur kaha ?
Sai: voh mai aapko nahi batha sakthi dada... I am sry(and it's not mentioned in that paper too)
Virat:(bit angry) par kyu? Sai aise top medical College ko chodkar transfer lene ka kya matlab hai?
Sai:(taunting)virat sir... bas ek thofa dekhkar itna gussa ho rahe hai tho dusra dekhkar patha nahi kya hi karenge... Lijiye... Yeh bhi khol lijiye...
Virat opens it and takes out papers...
He read it... This time he is not only shocked but broken from inside...
Virat(trembling voice...still looking at the papers) Divorce?
Everyone got shocked.... Pakhi is alone looking happy but hiding it
Ashwini turns sai to face her...
Ash(teary eyes): sai... Bada... Yeh kya karne jaa rahi ho? Bada ek baar phirse sochna beta...
Sai: nahi aai... Ab yeh faisla nahi badlega...
Mohit: vahini.... Lekin is faisla lene ki vajah tho hogi na...
Sai: ha Mohit bhaiya... Vajah hai... Bilkul hai.... Aaj sabko sab clear out karke hi rahungi....
Kaku... Aap khush hongi na aaj.... Yeh Jungli mulgi jidhi ladki aapke life se humesha Keliye jaa rahi hai... Humesha Keliye... Ab aapko is ghar mein shaanthi hi shaanthi milegi... Har roj ka thamasha nahi hoga... Har roj Khushi khushi bitha sakthi hai aap...
(Kaku couldn't counter back this time)
Ninad: Sai... Divorce hi humesha solution nahi hotha hai... Baitke baath karne se bhi problem mit saktha hai...
Sai: jaanthi hu baba... Jab mera aur virat sir ka rishtha tootne Keliye hi bana hai tho divorce tho the only solution hua na... Aur aapne jo kaha na ki baath karne se bhi problem mit saktha hai... Yahi sujav mai aapko dethi hu... Aai ke saath apna ristha teek karne keliye... jab se Aap unhe shaadhi karke is ghar mein laye hai tab se har roj is ghar ke prathi apni saari zimmedari nibhathi aayi hai lekin badle mein aapne unhe pyaar tho dhoor samman bhi nahi de paaye... I am sorry baba lekin yahi sach hai... Baba saare rishthe kabhi na kabhi humse dhoor jaathe hi hai... Lekin pati ya patni har khoshish karthe hai saath nibhane ki tab tak Keliye jab tak koyi or ummedh us risthe mein nazar na aaye ho....
(Ninad became silent as her words hit hard and made him to think about it.. she turned back to Virat who is still in shock looking the papers...)
Sai: Virat sir( he looked at her)...(bit loud and fiercely) aaj mai... Sai joshi kamal joshi ki beti... Unhe aapse li hui vadaa se aapko mukth karthi hu....
(Virat heart is breaking and the pain it's giving is unbearable....)
Ab Naahi voh vada raha aur naahi aapko meri zimmedari leni padegi...
Aur humari shaadhi ohh sry deal vaali shadhi ki baath ki jay... Tho mai voh deal se aur is risthe se bhi azzadh kar rahi hu aapko.... Aur kudhko bhi...
Yeh divorce papers sign karke dedijiyega....
Virat(wiping out his tears...With base voice): nahi.... Nahi karunga...
Sai: aapko karna hi padega virat sir...
Koyi or option nahi hai aapke paas...
Virat: option hai... Baitke baath karna... Tum kis baath se hurt ho agar voh bataugi tho mai kuch samjhapaunga....
Sai: aap mujhse pooch rahe hai ki mai kis baath se hurt hu... Seriously?
Virat: haa.... Please batau...
Sai: teek hai.... Meri age kitni hai...?
Virat: yeh kya sawal hai sai?
Sai: please batayiye na..
Virat: 19
Sai: haa... 19... Kya aap jab is umar mein the tab har roj ka thamasha hotha tha? har roj thaane dethe the? har koyi aap par inzaam lagaathe the?
Kya aapko aapki galathi na hone par bhi aapko hi chup karthe the? Kya bina sach jaane bina kuch soche aapko aadhi raath ko ghar se bhahar nikhal gaya tha? Kya aapko kisika bhalayi karne par bhi thaane sunne pade? Kya aap par bina koyi vajah ke aapke parvarish par sawal utaya gaya tha? Kya aapke character par sawal ute the? Kya aap kisi insaan ke parvah karne par badle mein unke gussa jhelni padi? Kya aapko jabardasti kamre mein bandh kiya gaya tha?
( These lines hit hard.... Reality check to everyone... Her words affected everyone in the house except pakhi... Most affected one is Virat himself)...
Sai: yeh sab side par rakh bhi dhu... Kya aap is umar mein kabhi itna akela mehsus kiya ki aapne aapko katam karna pe majbur hogay? Kya aapko jabardasti kisi aise bandhan mein baandhna pada jisme hume bataya gayo ho ki unse koyi ummedhe na lagaya jay? Batayiye.....
Nahi..... Mai koyi sympathy paane yeh sab nahi bhol rahi hu... Lekin mai bhi tho insaan hi hu na... Mujhme ab yeh sab or sehne sakhthi nahi hai... Aur sahi bhi kyu? Mai is ghar ki asli bahu nahi hu... Ek deal ki shaadhi thi humari... Tho yeh sab sahu bhi kyu?
College jaane se pehle har din mujhe jang ladna padtha hai... Ghar ka kaam aur padayi dono balance karni padthi hai... Mai ghar ki bahu hu aur yeh sab karne hothe hai... Mai jaanthi hu aur karthi bhi hu... Lekin badle mein mere har kaam mein kamiya nikhalthe hai... Kuch bholu tho jidhi, nasamajh, jungli .... Yeh sab sunaya jaatha hai.... Agar aur jyadaa bholubtho mere aaba ko beech mein laa dethe hai... Har roj mere athmasamman ka pariksha deni padthi hai mujhe...
Virat sir.... Aap aache insaan hai aur aapke prathi mere dil me izzath kabhi kam nahi hogi... Aapne kayi baar mera saath bhi diye the and I am thankful for that.... Lekin kayi baar gharwalo se jyaada chot aapne pahunchayi hai mujhe....
Mujhe yeh tak nahi patha chala raha hai ki aap kab mere saath khade rehthe hai aur kab mere khilaaf...
Aapko mere kis baath ka bhura lagtha hai aur gussa aatha hai yeh bhi nahi patha hai mujhe....
Aap keh rahe the na ki meri Jidh hi mereliye musibaathe la dethi hai....
Aaj mai aapko batana chahti hu ki aapka yeh gussa aapke achayi par haavi pad rahi hai... Yeh gussa ek din aapko itni guilt mein dhubo dega ki aap kabhi bahar nahi aapayenge... Aapki yahi gussa aapka sabse bada dushman hai.... Aur aapka yeh gussa aapse jyada aaapke karibi logon ke dil thod detha hai...
Kair... Mujhe tho kabhi na kabhi yaha se jaana hi hai... Aur mai vaha rehna bhi nahi chahti jaha har roj mere aaba ke parvarish par sawal utaya jatha hai aur mujhe baar baar ehsaas dilaya jatha hai ki mere apne is duniya mein koyi bhi nahi hai.... Mujhse or bardaash nahi hoga ...
Aai, bua, Mohit bhaiya, samrat dada...
I am sorry par or nahi Saha jatha hai mujhse.... Mere saath dene Keliye aap aapne parivaar ke khilaaf khade ho jathe hai... Aapko bhi sunaya jaatha hai mere saath dene keliye... Ab or nahi....
( Everyone kept silent... They could sense the pain behind her words... The pain they gave to her... To a 19 year old girl.... They are realising their mistakes.... And as usual Virat is guilt ridden... He never thought that divorce point would come this soon in his life.... He thought he would one day confess her that he loves her and never let her go... But it's late... Virat is not crying out but his heart is sobbing inside with pain)
(Turns back to virat) virat sir... Aapko kal subah tak ka vakth de rahi hu... Aap sign karlijiye... Nahi kiya tho mai court tak jaungi.... Is baar mai yaha bilkul nahi rukhne vaali.... Faisla aapka hai....
( She takes the transfer envelope from his hands... Her bag from sofa and leaves... Before leaving she stops and says..)
Sai: mai apne samaan guest room mein shift kar rahi hu.... Aai mai aaj raath ko guest room mein hi rahungi... Aur kal subah humesha Keliye chali jaungi....
She left... Aai, bua, samrat and mohit ... Noone tried to stop her this time... How will they even try after listening her pain? They thought that whatever happening is happening for good.... They decided not to intrude between...
Virat felt numb... Stood there for while watching the papers in his hands... Sai came down with her luggage and moved to guest room... After that virat rushed to his room...
He threw the papers on bed.... Went to freshen up.....
In all this only one person seems to be happy... Patraleka.... She is enjoying as Sairat are gonna part ways.... Oh god this obsession... She is not able to see Virat's pain at all....

To be continued........

I hope you guys liked it.....
Drop your votes as well as comments and let me know how is it....
Thanks for supporting my every story and show the same love to this story as well....

Will the parted ways ever meet again?जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें