Reality check

2.6K 178 17
                                    

Virat after freshen up came to his side of bed.... Sat on the floor leaning on the bed ... Taking the papers into his hands and kept staring at them... Sai has already signed the papers.... Her words are getting repeated in his mind...
Ashwini, Mohit and Samrat came to meet him...
Ashwini sat on the bed near him and Samrat and mohit are standing near ashwini... Ashwini placed her hand on his shoulder.... Virat couldn't control his tears and turned to his mother... Placing his head on her lap started to cry..... Ashwini caresses his hair....
Ash: Godu.... Kya socha hai? Divorce ke baare mein...
Virat lifts his head holds her hands...
Virat: mai use nahi jaane de saktha aai... Mai divorce nahi chahtha...
Samrat: kyu? Use yeh ghar kam narak jyadaa lagtha hai... Tho use is narak se mukht kyu nahi kar detha... Shiva
Virat: Jeeva.... Mai.... Mai use kaise jaane dhoon.... Voh meri patni hai.... Mai use... Use pyaar kartha hu yaar...
Samrat kneels down...
Samrat: pyaar? Usse aise akela ghar walon se ladne chod dena pyaar hai?... Use tumne yaha laya tha na tho saath dene ke bajay uske khilaf kyu kadaa rehtha hai har baar.?... Use kyu sunaatha rehtha hai...?
Virat: Jeeva.... Mai uska saath detha hu bhai.... Haa kuch aise situations aaye jaha voh mujhe galath lagi lekin asal mein vahi sahi thi... Maine gusse mein aakar uske saath bhura barthav kiya tha... Lekin jeeva mai sab kuch janne ke baadh usse maafi maanga tha dil se aur aaj bhi I regret for that...
Sai mere har baath ka kuch alag matlab nikhal lethi hai... Kuch alag hi kahani bana lethi hai.... Aur phir gusse mein jagda ho jaatha hai...
Samrat:  Kabhi uske saath shaanthi se baitke baath ki... Poocha ki voh kya soch rahi hai kya hua hai ... Nahi na....
Shiva... Zimmedari lena padayi Keliye karcha utana ghar mein rehne dena... Yahi tho kiya hai tumne... Use jab tumhari sabse jyaada jarurat thi tho uska saath diya hi nahi aur uske khilaf khade hogaye.... Jab chaha pyaar jathaliya aur jab chaha gussa kardiya aur gusse mein kadve shabdh sunakar tum yeh kaise keh sakthe ho ki tum pyaar karthe ho usse.... Pyaar matlab vishwas... Izzath... Saath... Parvah....
Agar voh galath hai tho use samjhana chahiye daantna nahi... Jidh kar rahi hai tho tumhe sabar dikhana chahiye gussa nahi.... Tumhe aur tumhari baathon ko samajh nahi paa rahi hai tho aur jyadaa prayaas karna chahiye naaki chup rehkar us baath ko taalna hai... Aur voh baath nahi maan rahi tho vajah poochkar use pyaar se samjhana chahiye naaki jabardasti...
Guru maanthe ho na kamal sir ko tho jab ghar wale sai ke aaba ka unke dhi hui seekh ka apmaan kar rahe the tho tu kuch bhola? Nahi... Chup tha varna aaj yeh baath ut tha hi nahi....
Shiva voh 19 saal ki hai... Hum logon se jyaada dukh sahi hai... Is umar mein shaadhi voh bhi ek deal aur commitment ke saath... Medical ki padayi ka pressure upar se ghar vaalon ke thaane... Pati ka gussa... Pati ka aathith.... Samajh paa rahe ho uspar kya asar ho raha hoga in sab ka... Shiva mai yeh sab tumhe pyaar se samjha raha hu kyunki mai jaantha hu ki tum kisiko chot dekhar khush hone walon mein se nahi ho balki tumhe tho or jyada dukh hotha hai... Lekin sai ko clarity na dekar usse pyaar ki ummedh karna teek hai kya?
Virat: bhai maine use clarity diya tha... Maine kaha tha ki mai koyi puraane commitments nahi nibha raha hu mere aur pakhi ke beech mein dosthi ke alawa kuch nahi hai... Maine uske bday ke din kaha tha ki mai use pasand karne laga hu lekin usne kaha use aisi baathen mazak mein bhi nahi pasand...jo ring maine apne pyaar ka pratik maankar laya tha voh sirf gift bankar rehgayi varna voh lethi bhi nahi.... Jab uska accident hua tha...
Samrat: ek minute.... Accident?
( He is aware of most of the incidents happened through aai, Shivani and mohit but he was not told about accident)
Mohit: voh dada... Ajinkya vahini ka dosth... Dada ne vahini aur Ajinkya ko kamre mein saath dekha aur gussa kiya... Vahini ghar se nikhal gayi thi aur accident hogaya tha...
Samrat: par voh kamre mein aya hi kyu?
Mohit: voh...patraleka vahini ne use kamre bhej diya tha..
Samrat got shocked... He decided to know what is running in pakhi's mind... He already has a doubt about pakhi moving on and now decided to work on clearing his every doubt...
Samrat: shiva... Tumne sai par shak kiya tha kya ?
Virat kept silent....
Samrat: ek baar ghar se bahar nikhaal diya aur ek baar uspar shak kiya.... !!
Shiva.... Yeh tera pyaar hai? Ise pyaar keh raha hai?
Virat: Jeeva... Mai jaantha hu ki mai galath tha... Mai sai ko kisi or ke saath nahi dekhpaya tha.... Mai... Mai possessive hogaya tha....
Jab hospital mein mila tha sai se... Use bhi yahi kaha ki mai use lekar possesive hogaya tha.... Sai ne poocha kyu hona chahiye aapko possessive jab humara rishta baaki pati patni jaise nahi hai..... Maine kaha tha bhai ki mai dil se chahthe hu ki meri aur sai ki risthe baaki pati patni jaisa ho...
Isiliye jab humare beech sab teek hogaya tha maine use Mahabaleshwar le aya tha taaki anniversary celebration ke saath mai use apni dil ki baath keh saku... Lekin sai ne tho kuch alag hi samajh liya tha...
Samrat: kya?
Virat: yahi ki mai dho auratho ki jindagi ko barbaad kar raha hu....
Jeeva... Sai har koyi poochne par ek hi jawab de rahi hai ki uske dil mein mere liye kuch nahi hai lekin meri parvah karna kabhi nahi chodthi... Jab pakhi se cafe mein mila tha tab sai ne dekha tha hume tho uski aankhon mein dard dhikayi de raha tha... Mai use dhoor jana chahta tha tho mere transfer rokh di usne.... Agar mereliye kuch feel hi nahi karthi tho yeh sab kyu karthi hai? Mai jab uske kareeb janaa chahtha tha voh mujhse dhoor hothi gayi aur jab mai use dhoor jaa raha hu tho meri kareeb aane lagi.... Mujhse yeh confusion bardaash hi nahi ho raha tha.... Mere baar baar kehne par bhi voh yeh baath ko maane Keliye taiyyar hi nahi hai ki mai aur pakhi sirf dosth hai aur pakhi tumhare saath move on ho chuki hai .... Mere koyi baath use samajhna hi nahi hai tho mai... Gusse mein aakar aisi harakath....
Samrat: Jeeva.... Har baar sirf humare nazariya hi sahi nahi hotha... Hume jo dikh raha hai voh asal se alag bhi hotha hai... Sai ko kuch aisa dikha hoga jiske vajah se voh aage nahi badna chahthi ....( Samrat said the last line as if he started decoding pakhi's behaviour and Sai's words)
Virat: matlab?
Ash: matlab yeh tha ki tumhe sirf apne nazariye se nahi balki sai ke nazariye se bhi cheezo ko dekhna chahiye tha.... Godu... Jab pati patni ke beech koyi theesra bholna lagtha hai na tab risthe ko bikar jaane mein vakth nahi lagtha.... Tumne tumhare risthe mein theesri ko bholne ka poora mauka de diya aur unke baatho ko sach maan bhi Lethe ho kabhi kabhi... Aur tum kudh tumhare risthe ko ek aise mod par khada kardiya jaha tootne ke sivay koyi aur rastha hi nahi hai....
Virat:(teary eyes and trembling voice) nahi aai..Please...Please aisa math boliye...  Mai sai ke bina nahi reh sakta...
Samrat: pyaar udaan dethi hai shiva baandtha nahi hai.... Ab sai ko tumhara pyaar sirf ek bandhan banke reh gaya hai... Use uski udaan tumhe dena hi hoga...
Mohit: dada... Is baar aap jo faisla lenge voh sirf apne nazariye se sochkar nahi balki vahini ke nazariye sochkar lijiye ga....
They all left the room....

Meanwhile shivani went to Sai's room with food.... Sai is studying....
Sai:bua... Aap... Yah?
Shivani: kyu? Nahi aa sakti?
Sai: maine aisa kab kaha... Yeh ghar aapka hai mai hothi kaun hu aapko rokhnewaali....
Shivani: ohhoooo sai... Voh sab baathe chodo... Mai tumhare liye khana lekar aayi hu... Lo khana khalo aur haa mere saamne hi khana padega...
Sai: bua... Man nahi hai...
Shivani: nahi... Aisa bilkul nahi chalegi... Maine tumhare liye kuch banaya hai tho tumhe khana hi hoga .. atleast mere liye sai... Please
Sai: bua lekin....
Shivani: please.... Mai tujhe yaha se jaane se rokh nahi sakthi kyunki is baar tum sahi ho... Aur patha nahi jaane ke Baadh phirse hume milne augi bhi nahi... Isiliye maine dilse tumhare liye kuch banake khilaana chahthi thi....
Sai: teek hai khalungi.... Aur bua... Mai milne tho aa nahi paungi lekin aapse humesha touch mein rahungi... Aapse aai se Mohit se samrat dada se tai se contact mein rahungi....
Shivani: aur Veeru se? Kya use bhool paugi...?
Sai: virat sir ne kudh kaha tha ki voh aaj mein jeene vaale insaan hai... Aur voh apne past mein jhaakne vaalon mein se nahi hai... Iska matlab yahi hua na ki voh mere jaane ke Baadh mujhse contact mein rehna pasand nahi karenge....
Shivani: agar tujhe patha hai ki veeru athith mein jhaakne vaalon mein se nahi hai tho tumhe aisa kyu lagtha hai ki veeru aur patraleka ke beech abhi bhi kuch hai....
Sai: bua... Jo athith kabhi bana hi nahi use peeche kaise chodenge... Pakhi didi unki athith nahi hai.... Aur bua please mujhe insab ke baare mein baath karni bhi nahi hai....
Shivani: acha teek hai.... Chalo khalo
Sai starts eating....
Shivani: rehne ka arrangements hogaya?
Sai: ha bua... Pulkit jiju ne help ki hai
Shivani: achi baath hai... Tho kaha reh rahi ho Sai...
Sai: mai aapko nahi batha sakthi bua... Sirf pulkit jiju ko patha hai aur maine unse vaada liya hai ki voh kuch nahi batayenge kisiko bhi....
Shivani: teek hai.... Koyi bhi jarurath hogi tho call jarur karna...
Sai: ho....

Here Virat.....
He took a Lightner.... He sat on the royal chair(I call it so)they have in their room with papers and the Lightner....
Kept staring at the papers.... whatever Samrat, aai and mohit said are running in his mind......
He Lit the Lightner.....

Next day morning.......
Sai comes to hall and finds everyone in the hall... None have smiles on their faces... But pakhi is eagerly waiting her to leave.... She didn't find virat anywhere.... Just then virat came down in his uniform....
Sai: aapne papers sign kiye....
Virat didn't respond... He kept staring at her.....

To be continued.....

Did virat signed the papers or he burnt them? Wait for the next update.... Thanks for supporting... Keep supporting and please drop your votes and comments... Please...

Will the parted ways ever meet again?जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें