Next day morning......
Virat woke up holding his head.... Opens his eyes and finds his mom standing with a lemon juice....
(I don't know exactly whether people drink this but I heard it in movies and serials... So I just used it... Sry if I am wrong)
Virat: aai.... Aap yaha...
Ash: yeh peele.... Hangover uthar jayega....
Virat: voh aai....
Ash: kehne ki jarurat nahi hai Godu... Mai poochungi bhi nahi ki tumne kyu Piya hai.... Kyunki mai jaanthi hu ki aksar mard apne dard ko bhoolne keliye iska sahara Letha hai...
Aur phir tera dard kal raath sabko nazar bhi aagaya tha...
Virat: matlab? Maine kuch kiya kya?
Mujhe tho kuch... Kuch yaad nahi aa raha... Aai... Batayiye
Ash: kuch galat nahi kiya hai Godu... Bas tere andhar ka dard bahar aa gaya tha... dekhna Tera dard is ghar ke badon ke aankhon ka Patti nikhal dega...
Virat drinks the juice...
Virat: unhe samajh aaye ya na aaye kuch badal tho nahi vala hai na aai... Kuch din baadh notice bhi aajayegi ki mera aur sai ka rishta officially khatam hochuka hai.... Ab voh vapas Khabhi ayegi bhi ya nahi... Nahi patha.... Kya mujhse milna chahegi ya nahi... Nahi patha.... Kya voh mujhe miss bhi karthi hogi ya nahi?Scene shifts to Sai....
Sai getting ready to college.... yesterday night she kept herself busy in setting her room and studying for a while... She informed pulkit that she reached and also to aai....
Today she is going to her new college...
She sat before the mirror.... Combing her hair.... She decides to tie her hair but she remembers Virat's words....
" Khule baal hi acha lagte hai"
Sai: yeh mai kya soch rahi hu.... Nahi sai... Ab koyi rishtha nahi hai.... Ab sirf tumhara ek hi maksath hai aur voh hai aaba ka sapna poora karna... Bas...
She ties her hair..... She puts her books in her bag... She sees a pen... Gifted by virat for her first day of college...
Sai takes it in her hand and gently rubs the name....
Sai:(low tone) Dr. Sai Joshi.....
Aap kyu itna badal gaye virat sir? Pehle bhi humare beech jagde hothe the lekin vakth aane par mere saath tho dethe the.... Dheere dheere aapka aadath hogayi mujhe.... Lekin is baar ke jagda aapka barthav aapka gussa alag hai... Jaise ki aapko achanak se mujhse nafrath hone lagi ho aur aap mujhse dhoor rehne chahte ho.... Har baar aap apni galathi maanthe the lekin is baar aapne maafi maangi bhi nahi agar maangi bhi hothi tab bhi maaf nahi karthi mai.... aur divorce papers bhi kitni jaldi sign kardiye the.... Rahiye ab apni pyaar ke saath khushi khushi...Aapko tho mujhe bhulne mein jyada vakth lagega bhi nahi aapki bestfriend jo hai vaha..
Lekin mai... Mai aapko itni asaani se bhool nahi paungi....
Sai erases of the thoughts... Her mind doesn't want to take that pen with her but her heart wants to... This time her heart won and she puts the pen in her bag... Locks the flat and leaves to her college....
Scene shifts back to aai and virat
Virat: lekin aai mai kabhi sai se aage nahi bad paunga... Aur naahi badna chahtha hu...
Ash: jaanthi hu Godu.... Lekin apna khayal rakhna... Yeh sharab...aadath ban jane mein vakth nahi lagta aur baadh mein kahi saari problems aathi hai.... Tum is adaath se please dhoor rehna....
Virat: ho aai....
She leaves and he gets ready and goes down... He goes to ashwini and says...
Virat: aai... Aaj mujhe station mein kuch jyada kaam nahi hai tho lunch keliye ghar aajaungaa....
Bhavani: lekin virat... Ghar ke sabhi aurathe mandhir jaa rahe hai... Patha nahi vapas aane mein kitna samay lagega.... Aur Omi Ninad tho karkhana jaa rahe hai....
Ash: ha godu... Tu mandhir hi aajana...
Virat: nahi aai.... jeeva aur Mohit honge na?
Samrat: arey nahi shiva.... Mujhe orphanage se related kuch kaam hai... Aur Mohit ko rehearsals par bhi jaana hai aaj....
Virat: koyi baath nahi... Aai jab tak aaplog nahi ayenge tab tak apne kamre mein rest karunga....
Teek hai ab mai chaltha hu....
Virat leaves to station... All the men leaves to their respective works...
Women get ready to go to temple... But pakhi looks so weak....
Bhavani asks her what happened...
Pakhi: badi maami.... Subah se kuch teek nahi lag rahi hai..... Ab achanak se chakkar aane lage...
Mansi: tho tum kaise augi mandhir... Tum apne kamre mein aaram karo... Mai abhi samrat ko call karthi hu aur use ghar bhulathi hu....
Pakhi: aai... Uski jarurat nahi hai... Samrat ka kaam jaruri hai use ghar bhulana teek nahi hoga....
Bhavani: tho hum rukh jaathe hai...
Sonali: haa... Mandhir tho hum kal bhi jaa sakthe hai....
Pakhi: badi maami, sonali maami mai jaanthi hu aapko meri chintha hai... Lekin meri vajah se aap apna plan kyu change kar rahe hai.... Mai aaram karungi tho teek hojaungi...
Ash: lekin ghar mein akele?
Bhavani: virat dhopher ko ajayegana... Tab tak keliye sambhalke rehna patraleka...
Ashwini and shivani are pissed off...
Shivani whispers to ashwini...
" Vahini .... Yeh kab sudregi... Achanak se bimaar kaise pad jaathi hai yeh"
Ash: mujhe kya patha.... Patha nahi kya chal raha hai iski dimaag mein.. chalo ab koyi aur option bhi tho nahi hai vahini ko mana bhi nahi kar sakte hai na....
They leave....
Pakhi: ab mujhe bas virat ki aane ka intezar hai....
आप पढ़ रहे हैं
Will the parted ways ever meet again?
FanfictionIt's a SaiRat centric story.... In the show Ghum hai kisike pyaar mein current plot revolves around Virat locking up Sai in room... Sai escaping from there going to college and applies for transfer.... I am gonna my story start from this point.... A...