confession will be conclusion

205 21 3
                                    

Recap:aman forcefully kissed roshni fom preventing her to talk............ Roshni is shocked by his behavior.......

aman distanced himself.
aman:mujhe fark padta hai because i love you.mujhe tumse tabhi pyar hogaya tha jab mein tume phele baar dekha tha.tum pheli ladki ho jisne iss ajk se nahi darti ho.tumhari himmat dekhe tumse pheli nazar mein hi pyar hogaya hai.phir tumne mujhse jagadne lagi ho sab ladki mujhe pane ke liye kya kuch nahi karti hai par tum mujhse ladne lagi ho tabhi mujhe tum sabse alag ho bolke pata chala.tumhari wajah se mein pheli baar kisi class ke bahar gaya hun mein pheli baar bahar ki life enjoy kiya hai.tumhare sath jitna free rehta hun utna free mein apni ammi ke sath bhi nahi rehta hun.jab mein tumse jagda karta hun baad mein tumse zyada bura mujhe lagta hai.jab tume mere sath phele baar baat karna band kiya tha tab mujhe laga ki meri life ki koi sabse badi aur important part missing hai.jab tumne apni parents ki death ki baat ki hai tab mujhe bohot dhuk huya hai ki tum apni life mein kitna sare cheeze akeli hi face kari ho.jab bhi mein tumhari smile dekhta hun toh mujhe lagta hai ki mein iss duniya ka sabse lucky insaan hun.tumhari bachpana aur tumhari har ek adaa pe mein fidaa hun.mein tumhari gussa sehna chahta.mein tumhari hasi banna chahti hun.tumhari gham ko tumse dur karna chahta hun.mein tumhari pareshani ka haal banna chahte hun.mein tumhari mohabbat banna chahta hun.mein tumhari khusi ki haasi aur gham ke asoo banna chahta hun.mein tumpe yakeen karna chahta hun.mein tumhare sath rehna chahta hun.tumhari har ek baat sehna chahta hun.bas tumse mein ek baat kehna chahta hun ki mein hamesha tumhare sath rehna chahta hun.tum mere dil mein nahi meri rooh mein basti ho.mein yeh kabhi nahi kahunga ki tum chand jesi ho kyunki chand ko bhi roshni dene ke liye suraj ki jarurat hai isiliye tum meri chand nahi ho tum meri suraj ho.mein yeh nahi kahunga ki tum meri phela pyar ho.mein tumse phele kisi pyaar karta tha aur uski death ek accident mein hogayi hai.uska baad mein kisi ke sath itna kush nahi jitna mein tumse hota hun.phele mein akhdoo aur sadu nahi uski death ne mujhe aise bana diya par tumne mujhe phele aur purane wale aman mein badal diya hai.meine kabhi socha bhi nahi ki mujhe kisi aur se pyaar hojayega par hua hai.mein tumhe bhi uski tarah khona nahi chahta hun.agar tum mujse dur chali gayi toh mere pass kio bhi jeene ki wajah bhi bach kar nahi rehegi.jab tumne kaha ki mein tumhari kon hun haa mein tumhara ho kon ek pagal ashiq jho tumse beinteehan pyar karta hun.jab tum mujhe chida thi ho toh mujhe acha lagta hai.tum mujhse hamesha chidti ho aur chidati ho ladti ho aur ladwati ho par tum jesi ho wesi hi pasand ho.jab uski death hua hai meine apne apse ek wadah kiya hai ki kisi se bhi pyar nahi karna chahiye par hogaya tumse pyaar.ishk ek aise cheez hai jis par jhor nahi dala jata hai wo kese bhi karke ho jata hai.jab tum meri saat hoti ho toh mujhe ek saal bhi ek minute jaise lagta hai aur tumhari bina ek minute bhi ek century lagta hai.tume gussa karna hai toh gussa karo daatna hai toh daato aur marna hai maro par mujhe ignore mat karo mujhse dur mat ho.(biggest dialouge written by me)
            aman confessed all his feelings.roshni left the room hurrily.aman ran behind her.roshni locked herself in a room and started crying devastatingly.

Precap:will roshni accept aman love......... Is this the beginning of roshan love Or end of love..........
I hope you all like my story. Please vote and comment on my story. For the first time your writer has written this much big dialogue. Until then read my stories. Enjoy the curiosity to read the next part. Bye guys.

Wafa Hai Ya Bewafa Haiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें