Sacchai ki jeet nishchit

358 21 9
                                    

Thana mein DSP sir ka call aya.

DSP: Haseena Malik. Aap jo mamla punah tehkikat karna chah rahe the. Aaj ek admi khud aa ke apna jurm kabul kar li hai.

Haseena: kyaa!! Likin Sir.

DSP: Ji ha Haseena Malik.

Karishma: Kya hua MaddamSir?

Haseena: Karishma Singh kisine aj khud aa me yeh kabul ki hai Tridha ka shilta hani usne kiya hai.

Karishma: kyaa!!?

Yeh baat chalte chalte thana mein ek lady ati hai unke pati ko phasaya jaa raha hai aisa bol ke.
Unke pati ek company mein Watchman ka kaam karte hai. Thoda kam khate hai likin pati-patni bacche milke khushi se rehte hai.

Lady: Mere pati ne kuch nehi kiya hai MaddamSir.
Kaal raat se pata nei kaise ajeeb ajeeb baat kar rahe the, “kaal se tumko aur baccho ko koi pareshani nei hogi, bacche acche school mein padhenge, accha khana khana khayenge, koi dukh nei hoga tum sabko. Aur baccho ko meri kami mehsus hone maat dena. Unse bolna unke papa bura insan nei the kabhi kabhi halath ke maare zindegi bohot kuch dikha jata hai”.

Haseena: Dekhiye aap shant ho jaiye. Aur humein bataiye hua kya hai. Apke pati ka naam kya hai kaha kaam karte hai.

Lady: Mere pati Watchman hai. “The Humanity” company mein 5 saal se Watchman hai.

Haseena: Yeh “The Humanity” to Vikram Thakur ki company hai na.

Karishma: Haa MaddamSir.

Haseena: Ab samajh mein aya hai. Apke pati ka naam Mukesh hai?

Karishma Singh: Kya hua MaddamSir?

Haseena: karishma Singh yeh ek sazish hai Vikram ki rachaya hua. Usne apni jurm apne watchman se kabul karaya. Garib ko peyse ka lalach de ke. Abhi DSP sir ka call aya tha Kisi mukesh ne Shalini wala case reopen hote hi apna jurm kabul kar li hai.

Apne office mein chair mein beith ke Vikram is smiling.

(flashback)

Vikram called the Watchman

Vikram: Tumhe peysa chahiye tha na apne baccho ke kapde aur acchi padhai ke liye.

Watchman: ji Sir.

Vikram: Tumhe mere liye ek kaam karna hoga. Kaal tum thana jaa ke bologe Tridha Sharma ka jo case tha uska shlilta hani tumne kiya hai.
Badle mein mein tumhara parivar ka khayal rakhunga unko haar mahina peyse bhejunga. Chaho to tumhari biwi ke account mein 10/20 lakh bhej sakta hu.
Ek saal baad tumhe jail se nikalne mein bhi help karunga. Phir tum Khushi khushi apne parivar ke sath rehna.

Socho tumhare bacche bade school mein ja rahe hai. Acche khana kha rahe hai accha kapda pehen rahe hai. Jo tumne aaj tak unhe nehi de paya.
Dekho duniya mein peysa kamana ya to bohot mushkil ya to bohot asan. Bas rasta pata hona chahiye. Lakshi mata khud chalke a rahe unko mat thukrao. Yeh 1lakh le jao bakika kaal pohoch jayga.

Watchman ne peysa utha ke chala gya.

Ab pura case is crystal clear to Haseena and Karishma. Ab usse jurm kabul kara ke usko saza dilane ki baari hai.

FIRE GIRLS  (one step ahead of you)Where stories live. Discover now