so hello everyone I am back with the next part of THE TWO SOULS
hope you all are healthy and safe..... so lets get started
.......................................................
continue from last part
raavi :- kaki aapka thank you so much aapne humme ek raat guzarne kai liye aashray diya
lady :- arre koi baat nhi beta....
shiva :- acha kaki ab hum chalte hai
man :- arre beta tumhe jane ka rasta pata hai kya ??
shiva :- nhi kaka pata toh nhi per kahi na kahi se mil hi jayega
man :- arre beta chalo main tumhe chod dunga unke baad tum vah se bus lekar nikal jana
raavi :- per kaka aap kyu taklif le rhe ho hum chale jayege
lady :- arre beta isme taklif ki kya baat tum dono toh mere bachche jaise ho na
shivi smiles and touch their feet n they blessed them
man :- chalo ab nhi toh bus nikal jayegi
shiva :- ji kaka
( so they directly goes to pandya house and in the bus he called up gombi ; he inform him everything ) ( they took phone someone else )
dhara :- chalo chalo sab tyaar ho gye hai kya aur kitna tym baraat lekar bhi nikalna hai
krish :- vese bhabhi maa nhi dikh rhi voh kahan hai
rishita :- arre voh humare saath barat join nhi karegi.... kyunki koi gaurav ki aarti karne ko bhi chahiye na
krish :- oh acha
dhara :- oh acha kya haa dekh shiva kahan reh gya abi tak aya kyu nhi uske sar per pagdi (turban) bhi bandni hai...
dev ;- ruko bhabhi mai dekh kar aata hu
as dev turns he saw shiva coming
dev :- lo bhabhi aa gya
dhara :- hayye kitna pyara lag rha hai kisi ki nazar na lage ( while putting kala tika )
rishita :- sahi main shiva tu toh bahut handsome lag rha hai
aarav :- haan chachu you are looking amazing
shiva :- thank you
manya :- arre sab usi ki tarrif karte rhoge ya meri bhi karoge ( while coming )
darshan :- arre meri bachchi kitni pyaari lag rhi hai
manya sticks her tongue out looking at shiva
darshan :- acha chalo ab dhara aur rishita beta tum dono mil kar shiva kai pagdi baand do phir humme nikalna hai
dhara and rishita :- ji papa
then they tie pagdi on shiva head
gombi :- chalo ab nikate hai
( shah family main bhi siya gaurav kai pagdi baad ti hai aur voh bhi venue per pahuch jate hai siya aur raavi piche kai gate se room main chale jate hai pehle suman gaurav ki aarti utarti hai phir prafulla shiva ki then uske baad shiva and gaurav mandap per chale jate hai )
kirti to pihu :- pihu aap bui ka ek chota kaam karogi ??
pihu :- kya hua bui
kirti :- voh aapko gaurav chachu aur shiva fufa ji kai shoes dikh rhe hai na voh la kar mujhe dedoge.. lekin chup kese lana
YOU ARE READING
The two souls
Fanfictionshiva a big business man and raavi a middal class girl so lets see how their love story take place