so hello everyone I am back with the next chapter of THE TWO SOULS so without wasting much time lets get started
...............................................................
suman :- arre raavi beta zara idhar ana
raavi :- ji maa
suman :- beta ab tu jaa kar tyaar ho ja aaj tere pagfeere ki rasam hai
raavi :- per kaki abhi tak manya didi nhi aayi toh mai kaise jaungi
suman :- arre mari prafulla ji se baat ho gyi hai jaise hi gaurav manya ko jodne aaye ga voh tujhe le jayega
raavi :- maa lekin shiva
suman :- tujhe pata hai na shaadi ki wazh se kitni chuti ho gyi aur kitna kam bacha hua hai lekin tu chinta mat kar voh mujhe lene jaroor aayega
raavi :- thik hai maa ( sad )
someone :- kya baate ho rhi hai
raavi :- shiva... tu yha tujhe toh office mai aaj kaam tha na
shiva :- kisne kahan.. aur maa nai hi bola tha ki tujhe apne ghar jana hai koi rasam hai toh mujhe bhi tere saath jana hoga isliye aa gya...
raavi :- aur kaam
shiva :- voh toh mera pura hai
raavi :- lekin maa neh toh ( she understood it was suman trick to teas her )
suman starts laughing
suman :- sorry.. sorry beta voh teri tang khichne mai maza aa rha tha isliye ( while laughing )
raavi ;- maa aap bhi na
suman ;- chal beta ab ja kar tyar ho ja fir tumhe jana bhi hai
shivi :- jii maa
then after changing their cloths they both leaves for shah house
( guys mujhe nhi pata pagfeere mai hota kya hai so mai vaha se start karungi jaha se they both return to pandya house )
darshan :- ho aayee tum dono
shiva :- ji papa
darshan :- chalo acha hai ab jake aaram kar lo
raavi :- ji papa
then they both go to their room
dhara :- papa mai kya soch rhi thi ki kahi bahar chale kyunki jin halato mai shiva aur raavi ki shaadi hui hai na mujhe nhi lagta ki in dono ko ek dusre ko janne ka same bhi milega aur rishita ka bhi mood thik ho jayega
aarav :- mai bhi chalunga mujhe bhi ghumne jana hai kitne din se hum sab bahar nhi gye
darshan :- thik hai fir kal sham ko hi chalte hai
krish :- per hum jayenge kahan
darshan :- humari pushteni haweli
aarav :- wow.. hum humari haweli jayenge
suman :- haan chalo fir tyaari kar lete hai '
krish :- haan aur itne mai ek bus book kar deta hoon.. lekin shiva ko kaun manayega
suman :- voh tu mujh per chod de
gombi :- chalo ab sab sone chalte hai kal hi tyaari kar lenge
dev :- per mai hospital se chutti laise lu ??
rishita :- kya dev tum mere liye thodi din ki chutti bhi nhi le sakte
dev :- rishita essa nhi hai pehle hi shiva ki shaadi mai meri bahut chutti ho gyi hai aur ab fir lunga toh problem ho jayegi
YOU ARE READING
The two souls
Fiksi Penggemarshiva a big business man and raavi a middal class girl so lets see how their love story take place