Part 27

2K 92 37
                                    

so hello everyone I am back with the next part of THE TWO SOULS hope you all like it so without wasting much time lets get started..........

........................................................

next morning 

shiva and raavi are sleeping while hugging each other ; raavi was wearing shiva's shirt... shiva sleep got disturb by sunlight 

shiva :- oh god yeh light....

then he feels weight on him and saw his beautiful wife sleeping on him... he smiles and suddenly his smile got disappear as he remember the last night 

shiva :- oh... no .. yeh maine kya kar diya how i lost my control.. no.. no.. yeh maine sahi nhi kiya maine raavi ki puri zindagi barbad kar di yeh maine sahi nhi kiya ( thought + guilt ) ab mai kya karu kaise thik karu ( the guilt was eating him that he ruin her life he is the worst man on the earth ) 

she stretches her arm and take a side 

shiva pov :- nhi.. nhi.. ab mai raavi ko face nhi kar paunga mere mai aur himmat nhi hai.. i can't ( he changes his clothes and come out of the tent ) 

after 1 hour everyone comes out of the tent ; raavi is still blushing while remembering her last night with her husband shiva n manya notice it 

manya :- kya hua raavi sab thik hai na tum itna blush kyu kar rhi ho 

everyone looks at raavi 

raavi :- nhi bh.. bhabhi essa kuch nhi.. mai toh bas esse hi 

krishti and nivya uderstood why she was blushing ; kavya wink her eyes 

nishant :- haan lagta hai kal kisi ki raat achi gyi hai 

krish :- haan jabhi toh shiva.. aaj nind mai lag rha hai 

marav are still confused because they both didn't know anything ; after hearing this raavi blush harder and shiva is feeling that he did the biggest mistake of his life 

shiva :- agar tum logo ki bakwas ho gyi ho toh vapas haweli chale 

this time raavi felt that something is wrong with him which he was not sharing but she thought it might be because nishant and krish were teasing them so she leave that topic their and leave for the haweli 

after few min they all reached the haweli 

dhara :- arre aaagye tum log kaisi rhi tum logo ki campion 

kirti :- bahut maza aaya bhabhi.. we really enjoyed a lot 

krish :- lekin humse zyada toh shiva aur raavi bhabhi nai enjoy kia ( muttered ) 

rishita :- huh ?  krish kya bol rha hai.. zor se bol 

krish :- mai... mai kuch bhi toh nhi bhabhi mai kahan kuch bolta hun .....

aarav :- chachi.. chachi... ( while running ) 

raavi :- arre mera bacha ( picking in her arms ) kaisa hai 

aarav :- mai thik hun.. aap kaise ho..

raavi :- mai bhi thik hun 

dhara :- acha chalo ab tum sab log haath muh dho lo itne mai tumhare liye khana laga deti hun 

everyone :- thik hai 

everyone left for their room 

shivi room 

raavi :- shiva 

shiva :- hmm 

raavi :- shiva mai kya soch rhi thi ki haveli kai piche hi garden hai toh kun na hum sab aaj sham ko vaha picnic karle 

shiva :- hmm 

raavi :- aarav ko bhi acha lagega aur dev bhi rishita ko jane se mana nhi karega 

shiva :- hmm 

raavi :- shiva kya ho gya hai tumhe subh se dekh rhi na tum mujhse sahi se baat kar rahe ho aur toh aur mujhe ignore bhi kar rhe ho 

shiva pov :- kaise batao raavi mai tumhe ki mai kitna sharminda hun mujhe kuch samajh nhi aa rha mujhe pata nhi ki kal raat mai tumse itna attract kaise gya ki mujhe kuch samajh nhi aaya aur maine apna control kho diya.. 

raavi :- shiva kya ho gya hai tumhe jab tak mujhe bataoge nhi tab tak mujhe pata kaise chalega 

shiva :- kuch nhi.. hua aur mai tumhe ignore bhi nhi kar rha hun 

raavi :- toh yeh baata tum meri aankh mai dekh kar kyu nhi bol rhe ho 

shiva :- mai bahar ja rha hun shayad bhabhi bula rhi hai 

as shiva was going to left the room she held his hand shiva look at her with teary eyes 

raavi :- shiva kya hua hai tum mujhe bata sakte ho mai tumhari wife hun 

shiva hug raavi and start sobbing 

raavi :- shiva... shiva.. kya tum thik toh ho na dekho mujhe bahut ghabrat ho rhi hai toh please batao shiva sab thik toh hai na 

shiva :- i am sorry raavi.. maine bahut badi galti kar di... mujhe maaf kar 

raavi :- per shiva hua kya hai.. tum mujhse maafi kyu maang rhe ho 

shiva :- raavi.. raavi.. vo..voh 

raavi broke the hug 

raavi :- pehle shant ho jao aur yha betho 

shiva sits on the bed 

raavi :- aur yeh lo paani pio.. tumhe acha lagega.. aur shanti se batao baat kya hai 

shiva drinks the water 

raavi :- ab batao kya baat hai 

shiva :- raavi I am so sorry mai.. kal mujhe sach mai nhi pata 

raavi :- shiva kya bol rhe ho mujhe kuch samjh nhi aa rha 

shiva took a deep breath 

shiva :- mujhe bahut zyada guilt hai raavi maine tumhare saath thik nhi kiya maine tumhari puri zindgi barbad kar di hai.. mjhe nhi pata ki kaise kl mai apna control kho diya tha I am sorry mujhe pata hai maine bahut badi galti ki hai mujhe samajh nhi aa rha kaise mai tumhe kis muh se sorry bolu mai iss duniyan ka worst husband hun maine tumhare saath bahut glat kia hai agar tumhe mujhe koi saza deni hai toh mai ready even mai issi layak hun but raavi.. ( guilt ) 

raavi :- chup ( shouts ) ek dum chup kab se sune ja rhi hun toh iska matlb tum kuch bhi bologe.... tumhe koi haq nhi hai mere pati kai bare mai bakwas karne ki tumhe kya lagta hai jo bhi kiya mere pati nai kiya maine kuch nhi kiya... ek sec agar usne kiya bhi hai toh tumhe usse kiya voh mera pati hai aur uska haq hai mujh per aur haan usse bata dena ki ussne kuch galat nhi kiya hai toh usse guilt mai rehne ki koi zrurat nhi hai 

shiva :- tum naraz nhi ho mujhse 

raavi :- ek insaan naraz jab hota jab kisi nai kuch kiya ho aur tumne kuch galt nhi kiya hai 

shiva :- per maine tumhari zindagi barbad kar di uska kiya 

raavi :- zindagi toh tab barbad hoti na jab mai tumse pyaar nhi karti lekin mai toh tumse.....

chalo guys aaj kai liye itna hi aur finally aaj raavi nai apne dil ki baat bol di hai kya lagta hai aapko will shiva accept her proposal or he will denia her proposal 

precap :- climax 

so guys are you all ready for the climax of the story 

comment your reaction in the comment box 

sorry for the mistake in the above text 

THANK YOU 




 


The two soulsWhere stories live. Discover now