Part 15

1.8K 93 35
                                    

so hello everyone hope you all are doing good so without wasting much time lets get started 

............................................

krish :- ruk jaiye bhabhi aap yeh apni maang main se sindoor nhi hatta sakte kiyunki aapki aur shiva ki shaadi hi hogi vidhi se nhi ( while entering ) 

everyone looks toward krish 

suman :- krish yeh tu kya bol rh hai 

krish :- maa jese kutte ki dum kabhi sidhi nhi ho sakti vese hi vidhi jaise log bhi kabhi sidhe nhi ho sakte 

raavi :- krish kaisi baat kar rha hai voh teri hone vali bhab.....

krish :- per bani toh nhi hai na aur na hi kabhi banegi 

jagat :- beta tu yeh kya bol rha hai 

krish :- uncle mai bilkul sahi bol rha hun aur vese bhi aap sabko pata hai vermilion ki kimat kya hoti hai aur voh toh raavi bhabhi ki maang mai hai shiva ka naam ka toh kaise vidhi aur shiva ki shaadi ho sakti hai... aur vese bhi yeh dhokebaaz aaurat sai mai apne bhai ki shaadi kabhi nhi hone dunga 

vidhi :- how dare you to split all the trash from your mouth about me ( shouts )

krish :- oh hello I'm not splitting any kind of trash I'm just speaking the truth 

raavi :- krish jaisa tu soch rha vesa kuch nhi hi ab vidhi badal gyi hai.. aur yeh sab chod jabse main mandap mai aayi thi tab se tu dikha nhi kahan tha tu 

krish :- bhabhi mai vahi bol rha hun..

raavi :- krish pehli baat ab main teri bhabhi nhi hun teri bhabhi vidhi hai 

krish :- nhi... main nhi manta kyunki jahan tak main dekh paa rha hun vahan tak toh mujhe meri bhabhi aap hi dikh rhi ho kyunki shiva kai naam ki mehndi , haldi aur yeh sindoor toh aap per laga haina aur ek baat batao aa yeh gathbandhan kyun nhi khol pa rhi ho 

raavi :- krish essa kuch nhi hai maine try kiya tha per khul nhi pa rha 

krish ":- exactly mai bhi vahi kehna chahta hun bhagwan ji bhi nhi chahte ki aap dono ka rishta kisi aur kai aane se toot jaye 

vidhi :- krish kitni der se bakwaas suni jaa rhi hun toh tu kuch bhi bolega aur tu mere character per ungli utha rha hai I will not leave you

krish :- oh really jiss ladki ka ho hi essa character toh main kya kar sakta hun 

raavi :- krish yeh kya tamiz hai badi hai na voh tujhse aur vidhi aur shiva ki shaadi hi hogi kyu tu yeh shaadi nhi hone dena chahta... mujhe pata hai vidhi nai galta kia per ab voh badal gyi hai 

krish :- nhi bhabhi vidhi kabhi badal hi nhi sakti 

raavi :- krish dekh 

krish :- aapko mujh per bharosa nhi hai lekin agar main aapko proof dekha dunga toh aap meri baat maankar shiva se dubara proper shaadi karegi 

everyone was shooked that krish has a proof 

vidhi :- kr... kri .... krish yeh.. yeh.. kya bol rha hai 

krish :- kyun ab dar lag rha hai 

raavi :- krish apni bakwaas band kar aur saaf saaf bata kya baat hai 

krish :- haan  bhabhi pehle aap promise karo ki mere bhai se shaadi karogi 

raavi :- krish yehh..

krish :- bhabhi plz kyunki main janta hun ki iss proof kai baad mere bhai ka dubaara dil toot jayega aur voh kisi per trust nhi kar payega aur hum sab nai dekha hai aap hi shiva bhai ko sambhal sakti ho hummare shiva ko pehle vala shiva  bana sakti ho bhabhi please mana mat karna nhi toh voh nhi jee payega please bhabhi 

raavi :- krish tu esse mat kar please tujhe pata hai na tu aur aarav main meri jaan basti hai toh please esse mat kar 

krish :- raavi bhabhi aapko meri kasam ki app shiva se shaad karoge jab mai proof dikha dunga 

raavi has no choice so she accept krish proposal 

raavi :- krish ab bata tere paas kya proof hai 

krish :- haan.. aap sab log sameer ko tho jante jo vidhi ka bhai nhi balki ...

everyone nodded 

krish :- to ab sara sach vahi batyega aapko.. ruko mai bulata hun usse.... sameer 

sameer enters 

vidhi was double shocked to see sameer 

vidhi :- (herself ) oh no yeh yha kya kar rha hai kabhi isne sara sach na bata dia ho nhi toh humara sara plane fail ho jayega 

but as all are quite so everyone could hear what vidhi said 

prafulla :- kahin krish sahi toh nhi keh rha 

kirti :- mujhe bhi yhi lagta hai 

krish :- yeh hi hai vidhi aur sameer phir se khel khel rhe hai 

dhara :- what 

krish :- haan bhabhi even jo yeh lawyer hai yeh bhi inki gang ka hissa hai 

rishita :- kya.. tum pherse humme dhoka de rhe ho 

krish :- bhabhi yeh toh kuch bhi nhi hai even inhone koi rishta nhi toda hai aur toh aur yeh shiva ko marna chati hai 

now everyone get shocked 

raavi :- sh.. shi.. shiva ko marna 

krish :- haan bhabhi kyunki agar shiva ki jisse bhi shaadi hogi aur agar vo mar gya toh saari properties uski wife kai naam ho jayegi 

shiva took two step back as he didn't know what to say is he happy as he didn't get marry to that gold digger vidhi aur angry on himself that he always do mistake in understanding the person 

darshan :- krish tu yeh kya bool rha hai 

krish :- papa main sach keh rha hun even aap chahe toh issi se puch lo.... bol bata sab ko sach kya hai bol

sameer :- uncle mujhe maaf kar dijiye maine kuch nhi kiya yeh sab toh vidhi nai hi kahan tha mujhe isliye... mera koi intention nhi tha maine toh isse mana bhi kia tha but isne kahan ki voh emotional blackmail karke aap lago ko manva legi aur saari properties le legi

now raavi couldn't bear anything she goes to vidhi and tightly slap her 

"SAMASH"

everyone looks at vidhi 

raavi :- how... how dare you tumne socha bhi kaise ki tum shiva ko maar dogi 

vidhi :- tumhari himmat kaise hui mujhe thapad marne ki... tumhari toh

she was also going to hit raavi but it was stopped by shiva 

shiva :- don't you dare vidhi agar raavi ko zara si bhi lagi toh mai tumhe choduga nhi.. acha hoga ki tum dono yha se chale jao nhi toh dhaka maar ke nikalwana padega 

vidhi :- tumhe toh mai...

raavi :- kya.. haan kya samajh kya rakha hai tumne main pagal thi jo iss sindoor ko mitane chali thi lekin ab nhi ab tum apni aankho kai samne mere aur shiva ki shaadi hote hue dekho gi and this is mrs raavi shiva pandya challenge to you ms vidhi 

everyone looks toward raavi with a bright smile 

chalo aaj kai liye bas itna hi next part wil be upload soon till then take care n stay safe 

precap :- shivi marriage ( cholo guys ab khush ho jao ) 

THANK YOU 

The two soulsWhere stories live. Discover now