Door se chizein alag lagti hai,parchai si lagti aur pas jakr kuch aur mehsus hoti hai roshni si lagti hai ,andhera sa lagta yun lamho ka badalna sa har shay me nazar ata hai ,akhir ye dil ko tasalli dene wali shay hai kya ? Kya hi kuch samjh aati hai aur aadhi baat na samjhi me guzar jati hai .
Kya maloom ye tasalli kya hoti hai,
Kya khwahishon ka pura hona tasalli hai ya adhuri reh janay mein sukoon.
Ye na muqammal si shay hai
Adhuri rwh janay wali chzion kya hi sochna ,iska jo ho nahi sakta uske baray me kya hi sochna.
Yun ghumao daar si lagti hai sab
Miljaye to ba qadri aur na milay toh shiddat me guzar jati hai ...
YOU ARE READING
tasalli
Non-FictionDoor se chizein alag lagti hai,parchai si lagti aur pas jakr kuch aur mehsus hoti hai roshni si lagti hai ,andhera sa lagta yun lamho ka badalna sa har shay me nazar ata hai ,akhir ye dil ko tasalli dene wali shay hai kya ? Kya hi kuch samjh aati ha...