Part11

427 28 1
                                    

In London

Siya: pati babu!!!
She wakes up in a jerk she was totally sweating. To relax herself she went to Isha's room

Siya: Isha Isha uth please
Isha(in sleep): Kya hova Teri undeer ki mother Teresa jag gayi Kya yaar raat ke 2 baj gaye bhoot ki tarah ghoom na band kar aur soja please
Siya: Isha uth please emergency hai please
Isha feels weird as the girls who never gets scared of anything in somewhat scared why . She woke up and saw Siya sweating and scared
Isha : kya hova tu itni sweat kyun kar rahi aur itni daari hovi kyun hai kuch hova hai kya
Siya : tu chal aur maan ko bhi bola
Two of them came to the hall and saw Siya sitting near the window looking at the moon
Mansi : kya hua Siya tum itni raat ko Hume hall mein kyun bulaya
Siya : aa ke beet
Isha: ab bolo
Siya : tum logo toh pata hai na ki mujhe ajeeb ajeeb sapne aate hai
Mansi : tu ne raat ke 2 beje yeh baat ne Hume bulaya
Siya: nahi aaj kuch bahut ajeeb hua pehli baar main ne ek naam suna mere sapne mein
Isha : kiska naam
Siya : nahi pata par baar baar sapne mein ek hi naam suna main ne bondita
Mansi: what ! Bondita
Siya : aur usse zyada ajeeb ki reflex mein main ne pati babu chillaaya
Isha: okay tu shant ho ja . Relax your self ek kaam karte hai tu aaj mere sath soja
Mansi : haan hum sab sath so jathe hai
Siya nodded but her mind was continuously thinking about her dreams , what do they mean , why does she get such weird dreams . But she only had questions but non of them had any answer to her questions

RC mansion

Trilochan kaka: arrey jaldi karo subah ki Aarti kar hai kitna aur samay lage ga

Somnath and batuk came running towards mandir

Trilochan kaka: samay mill gaye humari baat sune ka
Somnath and batuk lowered their heads soon Binoy also came
Meanwhile Bihari came running towards the mandir and told
Bihari: bade malik , barrister babu  kaha ki woh Aarti ke liye nahi aarahe hain
Trilochan kaka: toh yeh kon si nayi baat hai , mandir mein aana toh usse ne 10 saal pehle hi chod diya hai

Binoy: Da , aap toh jaante hai na Aniruddh ko . Kitna ziddi hai

Trilochan kaka nodded his head and started with his Aarti
Trilochan to dugga ( in his mind): hey ma 10 saal ho gaye humari bahu ko gaye hova . Aniruddh toh zinda lash ki tareh ban gaya hai kuch kijiye ma . Aniruddh ki zindagi mein phir khushi bahaar dijiye. Kripa kar ma kripa kar

In London
It was the last day of Siya 's college and the convocation ceremony was a week after that . All were happy they were all in the cafeteria area

Isha: yes finally exams ka result aa Gaya aur Humesha ki tarah humari Siya ne top kiya wow tujhe maan gaye . Yaar sach battoo itni khushi mujhe toh aaj tak nahi hoyi
Siya : sach mein mujhe bhi bahut khushi hui ki tu bhi 2nd number hai yaar I am so happy Hai na maan
Isha : isse kya hua
Siya : maan apni khayali pholuv ko zaara hold mein rakh
Mansi: dekha na kitna cute ladka hai ek dum Prince Charming type
Siya: 4 din mein yeh tera theesria pyaar hai .
Mansi : kya yaar Siya apne charo taraf dekha itne sare  cute aur handsome ladke tu sach baata tumhe in mein se kisi pa crush nahi hova
Siya: nahi bilkul nahi mujhe iss pyaar vyaar ke chakar mein nahi padh na . Mein in sab se  toh dur rahane wali hoon
Isha: par kya pyaar tujhse poch ke ayye ga . Pyaar toh ho jaata hai tu kaise rookegi ?
Siya : main na darwaza hi band kar dongi . Na rahe ga baas na rahe gi basuri
Ab chal ghar nahi jaana . Bahut thak gi hoon . Oo maan ladko ko tadhna band kar aur chal
Isha( in her mind): pyaar hoga tujhe aur tujhe paata bhi nahi chalega Siya
And smiles
Siya: waise main ne ek chithi likhe hai baba ko I hope unhe mill gayi hogi
Isha : of course millgayi hogi tu ab uske liye bhi tension layegi kya . Ooo maan chal yaar ghar
Maan ( coming out of her dream land):haan , haan chal
And left for their house

After 1 hour

Siya's POV

What happening why the hell am I seeing such un logical dreams .  I have no one as my own I am an orphan. Then who the hell is bondita why did I hear that name in my dream . From the time I remember I lived in an orphanage I don't know how but I don't remember anything from my childhood. I met Isha and Mansi when I was 12 years old my  parents adopted me and Mansi  ,made me study and come out as barrister 
And from then I am getting such weird and un logical dreams. Should I ask in the orphanage were I used to live MR yashawant will surely help me . I really need to know about my past .
POV ends

Hey guys , sorry for such a late update , my exams were going on so that why anyways enjoy 😉 till then
Love and peace ✌️

Saira

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now