Part 12

454 33 1
                                    

Siya : Isha , maan  mujhe tum dono se baat karni hai
Isha: haan na bool
Siya: woh yaad hai main aur man ek orphanage mein rahate thee
Isha: haan of course par tu usse orphanage ke baar mein accha nak
Kyun poch rahi hai
Siya: mujhe apne anthit ke baare mein jaane hai main kaun hoon . Mere ma baap kaun hai sab aur ye sab sirf MR yashawant hi bool sakathe hai aur iss ke liye mujhe India jaana hoga
Isha: thik hai agar tujhe lagata hai tu jo kar rahi hai woh sahi hai toh thik hai . Par hum sab bhi chalega
Mansi : par rahenge kaha ?
Isha : baba ne ek naya ghar liya hai waha rahe sukhte hai
Siya: kaha hai woh ghar
Isha : tulsipur
Siya (in her mind ):tulsipur yeh naam kuch suna suna laga raha hai  par main toh kabhi iss jagah mein
Isha: ( snapped her finger in front of Siya): kaha ko gayi hai . Waise 6 din baad convocation tu Kya pehnaegi
Siya: top aur skirt
Mansi: kya nahi meri ma tu pagal ho gayi hai kya . Yaar college mein na humari kuch izzat hai please usse barbaad karne mein kyu tuli hui hai
Isha : bilkul sahi keha rahi hai maan yaar itni boring toh maat ban
Siya: phir kya pehnaun ? Ek kam karti hoon clown ban ke chali jati hoon . Meri behen convocation ceremony hai fashion show nahi .
Isha: tu paat hai kya karegi kal humare sath shopping chalegi
Siya : what bilkul nahi. Tum logo ke sath shopping jaane se acha ki main woh clown wale kapade pehan lo
Mansi : tu kal chal rahi hai bas baat khatam chal yaar bahut raat ho chuki sooja Siya aur haan raat ko chudaloon ki tarha maat ghoomne na please heart attack aajata hai
Siya (giving a sarcastic smile): raat 4 baje aakar teri neend main karab karogi meri behen tu ruk
Isha: ho gaya tum dono ka chalo soojo bye good night
Mansi,Siya: good night

Meanwhile in RC mansion
Trilochan kaka: binoy kab tak Aniruddh ki zindagi mein akelapan rahenga . Binoy tumhe nahi lagta ki Hume Aniruddh ki dusri shaadi karvani chahiye

Binoy: haan da par Aniruddh manega kya app toh jaante ho usse woh kabhi bhi dusari shadi ke liye nahi manega
Trilochan kaka : haan par hum apne bache ko aise ghut ghut ke jeene nahi denge .Hume kuch toh karna hi hoga
Trilochan suddenly noticed there were some men putting some furniture in his neighboring house ( which was Sudamini's house )
Trilochan kaka: waise yeh samne usse Sudamini ke ghar mein yeh chal kya raha hai
Binoy: paata nahi da . Par bhumik ke karobar mein bahut baad nuksan hua hai

Trilochan kaka: chalo zaraar paata karte hai
Trilochan kaka called some laborers who were working In shifting furniture and asked that what was going there
Trilochan kaka: suno yeh chal kya raha hai
One of the labor: woh Malik bhumik ji ne yeh haveli Bhattacharya malik ko bech diya toh bas unke adesh tha ki purani saari cheezein haveli se nikal ne ko . Toh bas wahi kar rahe thee
Trilochan kaka: thik tum jo

The laborers left and started doing their work

Trilochan kaka: dugaa ma sab ko apne karmo ki saza zaroor deti hai
Binoy : haan da . Ab bas bhagwan Aniruddh ke khushiyon ko bhi lota de
Trilochan kaka: dugga ma humare bache ke sath kabhi koi annay na kare

Sampoorna and Surabh has now a child whose name was shubh

Shubh: ma mera naam shubh kyun rakh
Sampoorna got tears in her eyes
Flashback
When samproona used to come to bondita 's house to work
Samproona and was eating puchka when she saw a mother beating her son because he did some  Mischievous
Samproona : dekh bondita woh ma apne bache ko kis tarah se maar rahi hai
Bondita: iss kaki ko dekh kar mujhe mami ki yaad agayi  tujhe yaad hai kis tarah woh chadi lekar mere peeche baagha karti thi
Samproona and bondita but laughed

Samproona: main toh apne bache ke sath kabhi aesa nahi karoongi  usne agar koi Sharat ki bhi toh usse pyaar se samjhoongi
Bondita: acha toh tum uska naam socha
Sampoorna : nahi  par reet ke hisaab se toh bua ko naam rakhna chahiye par unke toh koi behen hai hi nahi . Ek kam kar tum koi naam soch na
Bondita:main!
Sampoorna : haan tu
Bondita: thik hai .... hmmm 🤔 haan! Agar ladki hui toh uska naam tu manvi rakhna aur agar ladka hua tho.... haan shubh
Sampoorna: arrey wah mujhe yeh naam toh bahut pasand aaya main apne bache ka naam yehi rakhungi . Chal ab ghar chal warna tere kaka sasur ji humare jaan le lenge

Bondita: haan chal chal

Flashback ends
Shubh: maa Boole kis ne mere naam rakha hai
Samproona : aaj achanak se kyun poch raha hai tu?

Shubh : aaj vidyaalay mein shikshak ji ne pocha ki mere naam ka matlab kya hai aur mujhe mere naam ka matlab hi nahi paata aur mere saare dost mujhe chidhate hain ki mujhe mere naam ka matlab hi paata . Toh isliye mujhe naam ka matlab jaane ke liye unse poochna padega jinhonne mera naam rakha hai

Sam:acha toh hum baata hain ki tumhare naam ka matlab hai ki jab kuch mangalmay hota hai toh usse khete hai shubh
Shubh: par mera naam kis ne rakha
Sampoorna: ( tears in her eyes)tumhara naam meri bahut achi behen ne rakha tha
Shubh: ma meri masi  bhi hai toh main kabhi unse mili kyun nahi
Sampoorna: woh isliye kyuki woh hum se bahut dur chali gayi itna dur ki hum mill toh kya usse dur se dekh bhi nahi sukhte
Shubh: woh jagah kaun si ma
Sampoorna didn't want answer
Shubh: bolna
Sampoorna: woh......
Surabh came in the right moment and saved samproona from answering
Surabh:shubh
Shubh:baba!
Sampoorna took a breath of relief and Surabh noticed that and signaled that he  handle shubh

Too soon ? I don't think soo anyway hope you guys like it and next update will be hopefully soon ? Maybe?  I don't know anyways enjoy till then
Love and peace ✌️

Saira

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now