Part13

583 33 1
                                    

Sampoorna took a breath of relief and Surabh noticed that and signaled that he  will handle shubh

Meanwhile in London
Mansi was looking for Siya in the whole house Isha finally came and asked her problem
Isha:kya hua itni Subah kya doondh rahi hai
Mansi : yaar Siya kaha hai aaj kapade lene jaana tha na
Isha: tujhe paat nahi hai kya ki Siya madam ka morning routine pehle jogging ke liye jaati hai
Mansi:phir tennis practice
Isha :phir madam ghar aake karate practice karti hai
Mansi aur finally kathak practice yaar humari Siya na jaane aisi kyun hai hum 9 saal se London mein raha rehen hai in 9 saalo itne samayeein mein toh  ache ache hindustani ka bhi lifestyle pura ka pura change hua hai par humari Siya ka lifestyle bilkul change nahi hua woh jitni modern hai utni hi sanskari bhi hai kaise? Aur dekh Siya par pura college ke ladke fida hai aur woh kisi ko bahava bhi nahi deti . Kyu kyuki madam ko pyaar se allergy hai
Isha: kyuki woh hai unique woh apni life mein sab balanced rakhti hai . Aur uska yeh jo kehna hai na ki woh kabhi pyaar ke chakar mein nahi padhne wali paata hai kyu kyuki usse dar hai ki kahi woh jisse pyaar kare woh usse chod ke chala na jaye jaise uske ma baba ne usse uss anathasharm mein chod ke chalegaye . Par tu Dekhna maan woh pyaar mein padhe gaye bhi aur usse pyaar ke liye puri duniya se bhi ladha gayengi aur usse koi aesa Mille gaya jo usko yeh pyaar ki  allergy se bhi bahar nilkalega
Meanwhile Siya entered
Siya:kya discussion ho raha hai
Isha and maan turned and saw Siya and started to hide the thing which they were discussing.
Siya: kya hua tum logo kya saap soong gaya kya
Isha:nahi,nahi kuch nahi yaar waise aaj itni der kyun hui
Siya : arrey woh na mujhe miss Mary se milne jaana tha
Maan kyu?
Siya:woh main ne soch ki main law ka practice shuru kar doon toh uss silsile se jaana pada
Isha: haan par algae hafte toh hum India jaa rahe hain na phir tu practice kaise karegi
Siya : haan toh isliye main gayi thi toh unhone kaha ki main waha law ki practice kar sukti hoon . Unhone mujhe yeh ek card diya hai kisi barrister tulsipur mein
Main usse ke under kaam karongi 
Say this she went to her room to change her clothes. She had kept the card in the table which Mansi took
Mansi :naam kya hai usse ka
Isha. : card pe hoga dekh
Maan : haan hai barrister Aniruddh Roy Chaodhury bhai aur lamba naam rak Lethe abhi kyu ruk gaye
Both started to laugh and suddenly Siya shouted from her room
Siya: Isha maan shopping pe nahin jaana
Isha and maan:haan
Both went to get ready

Meanwhile in RC mansion
Aniruddh had got a call from Ms Mary that a barrister will be joining him to work under him very soon . He had thought that it would be a male and decided to give him some case for his practice
Soon Surabh comes in with a Letter in his hand
Surabh: chote malik yeh app ke liye chiti
Aniruddh: haan woh MS Mary ka hoga lao mujhe de do
Surabh hand over the letter to Aniruddh.Aniruddh started to read the letter and realizes that this was someone else letter which he got by mistake in the letter it was written that

Dear baba,
Aaj 9 saal ho gaye mujhe app se ma se aur apne desh se dur hokar in 9 saalo mein iss bade se shehar ke sath sath aapki betiya bhi badi hogi .   mera exam khatam hogaya hai aur meri aur Isha ki law ki padhai bhi khatam ho gayi . Mansi ka last exam bhi bahut jald khatam hogi aur Mansi ki medicine ki padhai khatam ho gayi gi . Baba main soch rahi thi ki main India aagao app ke pass kyuki kuch cheezein hain jo mujhe Appse baat karni hai . Isha aur Mansi ko bhi app ki bahut yaad aa rahi hai . Waise Isha aur maan dono bahut khush hai aur woh dono bhi bahut badi ho gayi hai. Isha ab bahut samajhdaar ho gayi aur Mansi ki toh baat hi mat poochiye woh aaj bhi pagal hai par ab woh bahut jald ek Doctor bane wali hai par uske bachpane ko toh app jante hi hai . Woh kabhi nahi jaane wali . Aur main thik hoon baba iss shehar ki shur main laag raha hai meri awazz dab gayi hai . App toh bachpana se hi jaante hai ki main kaisi hoon Baba main soch rahi thi ki main India aagao app ke pass kyuki kuch cheezein hain jo mujhe Appse baat karni hai .  Anyways app kaise hai app apna aur ma ka khayal rakh rehen hai . Mujhe paata chal ki aaj kal app apni dawaiyan time se nahi le rahe hai . Baba please app apna khayal rakhiye aur ma ka bhi . Aur ab zara kam ko aram dijiye aur app todh apni health par dhayaan dijiye thik hai . App ki jawab ka Intezar rahe ga
Appki beti
Siya
Aniruddh was wondering who's letter it could be and thought about the time when he got bondita's letter by mistake and that changed his life forever
Aniruddh (in his mind): 10 saal pehle mujhe tumhari chiti bhi kuch is tarah hi mili thi kash yeh tum hi hoti bondita.
Suddenly Surabh interrupted Aniruddh 's thought
Surabh: chote malik kis ki chiti hai woh mujhe haveli ke bahar mili thi par uska paata pura mitt gaya hai pura kichad lag gaya hai
Aniruddh: paata nahi kisi ladki ka hai jo London mein hai aur barristeri ka padhai kar rahi hai
Surabh: appko choti malkin ki bhi chiti kuch iss tarah hi mili thi na ?
Aniruddh:haan Surabh. Par shayad sirf milne ka nasib thaa taqdeer ne hi Hume Millay aur usse ne Hume alag kar diya .par paata hai kya mere dil mein jo bondita ke liye jagha hai woh koi nahi le sukta koi nahi
Surabh (in his mind) app choti malkin ko kitna yaad karte hoo ye sab jaante hai . Kyun dugga ma inke zindagi mein hi itne dukh kyun hai inhone toh Humesha sach aur naya ka sath diya hai phir inhe inki khushiyan koi nahi mill rahi .
Aniruddh: Surabh Ms Mary ka phone aaya tha woh bool rahi thi ki koi fresh barrister London se mere under kaam karne aa raha hai toh uske liye mujhe kuch cases ke files chahiye please mujhe woh files wahan se de do it
Surabh: ji ek minute
Meanwhile Aniruddh was thinking about the letter and about the girl's who letter in was

Hey so this was I guess early update but who cares anyhow enjoy hope you like it and please please give your love to it ? Till then love and peace ✌️

Saira

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now