Part 19

357 27 2
                                    

Isha shows the photograph to Aniruddh he was left in shock. He saw his bondita as siya . But to clear his doubts he asked Isha
Aniruddh: yeh Siya hai are you sure
Isha : haan bilkul wahi hai .
Aniruddh: yeh aap ko konse anath ashram mein millithi
Isha: naam toh ache se yaad nahi......... haan yashawant anath ashram
Aniruddh:ok thank you
Meanwhile siya comes and saw Aniruddh

Siya: waise bade badatameez hoo tum ghar tak pohaen chuke
Aniruddh eyes welled up with tears his bondita was standing in front of him but did she recognize him why did she not remember that she is his wife

Siya:aap dimaagi ke duhare padte hai kya ? Aise kya dekh rahe hoo
Aniruddh thought he will find out everything afterwards but now he had to handle siya's questions
Aniruddh:(acting as normal as he could) excuse me ! Main tumhara pados mein rehata hoon
Siya:ohh toh kya aapki aarti utharana hoga ( folding her hands in sarcastic tone )

Aniruddh:kal tum ne jis kaka ki maadda ki thi woh mere kaka hai
Siya: what woh tumhare kaka thee . Tumhare kaka kitne ache insaan aur ek dum unke opposite. Anyways main tumhare bakwaas kyun Sun rahi hoon mujhe mere kaam pe jaana hai

Aniruddh: toh mujhe bhi tumse baat karne ka koi shock nahi woh toh kaka ne tumhe khanne pe bulaya hai parso with family and family including your parents too . Ab mujhe jaana hoga . Thank you aunty thank you Isha and your welcome siya .

He rushed out the house and sat on his car he still couldn't believe that bondita was alive it felt like a dream and now he understood that why was he being pulled towards siya because it was she was his love of the life , his loving wife his bondita. But he wanted to know that why didn't she recognize him soon he reached his office and went his cabin and took bondita's photo in his hands

Aniruddh:bondita tum zinda hoo mera pyaar zinda hai main phir se zinda hoga ya. Par tumhe main yaad kyun nahi hoon . Mujhe ye sab jaane ke liye usse anath ashram mein jaana hoga  .
He was about to go when siya came to his cabin

Siya:  may I come in sir
Aniruddh: yes please
Siya: sir aaj mujhe kya kaam karna hai
Aniruddh: (trying to act normal):huh ... yeah tumhare liye yeh kuch cases hai jin he tumhe solve karna hai

Siya : okay sir I will do it thank you . Waise sir kya aap ro rahe thee
Aniruddh (shocked): tumhe kaise paata main ro raha tha
Siya: (immediately without thinking) woh jab bhi aap rote tho aap ki nak aur lips dono Lal hoo jate hai
Aniruddh: yeh baat tumhe kaise paata?

Siya: paata nahi , ok sir main jaati hoon
She went out beating her forehead with her hand
Siya: tu pagal ho gayi hai kya Siya behave tera boss hai!
Meanwhile
Aniruddh:yeh baat toh sirf bondita janti hai . ab toh yeh confirm ho gaya ki tum hi bondita ho .

Aniruddh somehow managed to do his work and soon it was evening time and all the staff were going back to their home even Aniruddh was going home as tomorrow was holiday for them . He can go tomorrow to the orphanage at that time siya comes in his cabin

Siya: may I can sir
Aniruddh: yes come in
Siya : sir main ne yeh cases solve kar diya
Aniruddh: nice good keep it up Bon... I mean siya waise tum ghar kyu nahi gayi it very late ?

Siya : mujhe ye cases solve karna tha bas isliye ruk gayi
Aniruddh: come I will drop you
Siya: no no sir it's okay I will manage thank you
Aniruddh: Siya it's my order
Siya: ok sir

As soon as they came out of the office siya took an other rote
Aniruddh stoped her
Aniruddh : hello kaha ja rahi hoo tum meri gadi vahaan hai
Siya : paata hai
Aniruddh: toh isse taraf kyun aayi

Siya : kyuki main tumhare sath nahi aa rahi hoon , main ne apne boss ko haan bola tha tumhe nahi , tum mere boss tab tak jab tak main office ke andar hoon jab main bahar hoon office ke tab na hi tum mere boss ho aur nahi main tumhare junior got it now bye .

Aniruddh immediately got hold of her hand and pulled her towards him
Siya : kya kar rahe haan app chodo mujhe leave !
Aniruddh: just shut up ! Kabse bakwaas kari ja rahi hoo chup hoone ka naam hi nahi liye rahi hoon .

Yeh tumhara London nahi jo tum raat ko safe raho gi yeh India hai India yeh raat ko tum safe nahi samjho meri baat ko . Tum safe nahi hogi toh ab chup chap mere sath chalo warna tumhe utha kar liye jaoonga samjhie. Chalo mere sath .
Siya : nahi
Aniruddh: last bar kahe raha hoon chalo
Siya: nahi nahi nahi
Aniruddh : ok
Aniruddh picks up siya in his arms and walk toward the car he made siya sit in the car forcefully.
Siya: aapki himmat kaise hui mujhe zabaradasti gadi mein beetane ki
Aniruddh: himmat toh mujhe mein bahut hai chahe tulsipur ke kisi bhi admi ya aurat se poch lo jawab haan hi hogi
Siya: huh bahadur aur aap waise  acha mazak karte hain aap
Aniruddh: bhulo mat boss hoon mein tumhara
Siya: honge boss aap aapne office mein par yeh bahari duniya hai yahan pe sab barabar hai
Suddenly they saw some men kidnapping a girl siya saw this and immediately told Aniruddh to follow them . They followed they car as fast as they could and then they overtook the car and stopped the kidnapping.

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now