CHAPTER-45

4.1K 677 1K
                                    

Saleem ji flared watching his wife on the door.

Saleem - Tum chup raho .

Nusrat - Nahi.. Nahi rahenge.. Bohot chup reh liya.. Humari bacchi ki haalat dekha aapne.. Nahi na.. To aap chup rahiye.

Saleem - Nusrat... He warned but She didn't got scared today.

Sidharth - Aap kuch keh rahi thi.

He spoke completely ignoring Saleem.

Nusrat- Bachpan se hi Naazi humesha kehti thi ki usko Amir bhaijaan nahi pasand..
8saal ki thi jab tab usne kaha ki Ammi Amir bhaijaan hume acche nahi lagte.
Wo hume ajeeb tarah se chute hai..

Lekin hum sabne uski baato ko nazar andaaz kar diya ye soch kar ki wo naasamajh hai isliye aise bolti thi.

Phir ek baar school se aane k baad usne shaam ko complain kiya ki usko Amir k saath school nahi jaana.

Saleem sahab ne usko nakhre karne mana kar diya sabke saamne cheek ke.
Wo ro rahi thi to inhone usko badi horahi hai aur nautanki badh rahi hai aisa kehke usko ek thappar maar diya.

Uske baad jab wo 15 saal ki thi usne humse kaha tha ki Amir usse gandi baato ka zikr karte hai aur Amir ne sabke saamne Zaleel hone ka drama kiya jo hum ab samajh rahe hai.
Usne Saleem sahab se kaha ki agar Naazi ko sabak nahi sikhaya Unhone to aage chalkar wo samaaj k saamne humare khandan ko badnaam karke rakhegi mardo pe jhute ilzaam lagage.

Uski jhuti aaso dekh Saleem sahab ne Naazi ko dhamki di ki agar wo Amir se maafi nahi maangti to wo uska Nikkah us neech se tay kardenge taki Naazi ko zindagi bhar Amir k saamne jhukna pade aur maafi maangni pade.

Uske baad Amir chala gaya videsh aur ab lauta hai to wapas Shehnaaz ko wahi sab jhelna padh raha hai.

Sab humari galti hai, sab.. Kaash humne us wakt uske baato pe gaur kiya hota.. Kaash us wakt hum apni bacchi par yakeen karte to aaj...

She shuttered stumping down on the stairs.

Saleem - Kar liya tamasha.. Ab humare ghar waale ghar ki baate mohalle mei uchalenge is kadar.. Isiliye ye saari ladkiya manhus hai.. Tamasha banake rakh diya gairo k saamne.
R e jhut bolti hai tumhari bacchiya... Jhuthi hai tumhari Naazi.

And the dining table glass shattered into pieces once he said the last line.

Sidharth- Meri Shehnaaz jhuthi nahi hai..... His harsh voice boomed in the hall.

Saleem ji catched the word "Meri"

Sidharth- Samajh lijiye aap sab... Meri Naaz jhuti nahi hai.. Aaplogo ki soch nichi hai.
Aap sab ki galti hai aaj jo bhi hua usme.
Dekhke bhi andekha kar diya haaa... Kaise?

Aaplogo idea bhi hai India mei kareeb har roz 200 se jyada molestation k cases paaye jaate hai minors pe..
Aur iski wajaah aap jaise ma baap hota hai jo apne hi bacche pe bharosa nahi karte hai.
Ek 8 saal ki bacchi ne ye bola ki usko kisi ka touch nahi pasand to ye konsi kism ki bachpana hai jise aap jaise parents ignore kar dete hai?

Masoom hote hai bacche, hum to bacche ko bhagwaan ka darja dete hai na to unki baate kaise andekha kar dete hai?

Kyu? Kyunki aisa karne wala apke ristedaar, apke aas paros wale, ya close koi hota hai right? Jis pe aap apne bacchi se jyada bharosa kar beithte hai aur apki bacchi ko insab mei mental trauma, physical abuse, depression, jaise kai tamaam cheezo se guzarna padhta hai bachpan se.

In 2012 , the govt introduced  POCSO(Protection of Child from sexual offense ) Act which clearly states that it is mandatory to report each case of case of such offense to Police

🔥JUNOONIYAT 🔥जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें