Part 6

1.4K 106 6
                                    


Karan is sitting alone in near door. He is tensed .
Rohit came to him.
R: kya soch raha hai.
K: kuch nhi bas samjh nhi aa raha hai kya kar raha hu,
R: kya kar raha hai matlab
K: nothing. Just samjh nhi aata ki, u know vo mujhe affect karti hai.
R: teja
K: yeah, but
R: kya hua, baat toh Ho gayi thi na Teri usse.
K: haan, I feel she is still ignoring me.
Like abhi bhi mujhe vo laga.
R: what, abhi toh vo kuch kar hi nhi rahi thi,  vo dinner karke so gayi, infact tujhe hi hug karke soyi thi, Phir yeh ignorance kaha se aaya.
K: tab vo nind Mai thi ,Usne sona ko hug karke soyi thi, vo chali gayi toh nind main Usne mujhe main hug kiya.
R: toh isme ignorance kidhar hai, tu kya kya soch raha hai, sona ko hug kar liya toh kar liya, usme tujhe ignore kaha kiya.
K: haan toh yeh problem nhi hai ki  usne sona ko hug kiya ya kisi aur ko hug karti toh, my point is jab vo Khaa rahi thi tab mujhe feel hua ki vo mujhe ignore kar rahi hai,
R: really karan, it is insensitive and stupidity . she is not well, and us situation main log aise hi behave karte hai, tujhe usse baat karni chahiye na.
K: main gaya tha na
R: leave it. She is not ignoring you. Bro.
Vo tere se gussa kyu thi.
Karan tell him about their conversation.
R: I suggest you that tum dono apne game and relationships alag Rakho, task K bajah se apni personal relationship ko affect mat Karo.
Then they goes and sleep in karan's bed. He didn't ate his dinner also.

Next day,
Teja ignore karan. She goes to smoking room.
BB: Sab apna battery change karle.
Karan goes to smoking room.
He pulled Teja when she comes out of room. He is trying to change her battery but she is snatching mic from him.
K: bas kar ,bas kar na
She didn't replied.
K: bas kar na, bas kar plz
She again ignored her and snatched her mic and go.

9: 00pm
Then karan is sitting with sonakshi and Rakhi and talking about the fight happened yesterday.
K: it's not for the game, vo gueninely mujhse naraz hai, thik hai, choti hai.
R: tumne kiya kya kuch?
K: maine kiya kuch, isiliye naraz hai, aur mujhse baat nhi kar rahi hai ,but is main nukshaan Hamara hi hai.
S: toh jab ladte Ho, yeh samjhdari kaha jati hai.
K: main kaha ignore kar raha tha, Maine Ki toh baat usse. Aur baat task ki nhi thi, iss task main toh koi fark nhi padega, but Aage agar kisi task main fark padta hai, toh Hamara saath hona zaroori hai, agar nhi karna toh bhi koi problem nhi hai, main apna Dimag lagaunga.
Par apki jo strength hoti hai na, vo chali jaye toh problem hoti hai.
S: exactly
R: dekh, apni khushiyon ki chabi kisiko nhi Deni hai, vo insaan bhale hi tumhara pyar kyu na Ho, apni khushiyon ki chabi aapne pass rakhni chahiye.
S: Rakhi, yeh bolne main Asan hai,but hota nhi hai ,aap itne mentally, emotionally involved hote ho na uss insaan se, its not possible.
R: aisa kuch nhi hai, main apni husbands se alag game khelti hu, voh toh meri life hai na, voh kaha jayenge.
K: Rakhi, vo naraz thi mujhse, Phir bhi task main maine aapne hisab se khela. Aur main voh karunga.
S: u know aapke clashes hote hai becoz task main aap Dimag se khelte ho, aur vo dil se khelti hai, so game aur relationship mix mat Karo.
R: I know, I have to handle both things, relationship bhi aur game bhi, bhale game main Hamare opinion mile na mile, par vo mera relation toh waisa hi rahega na. Bhale hi Ap kitna lad Lo  ,but emotionally toh connected hote hi ho na.ab mujhe rohit ka tension nhi hota kyunki Hamare opinion Milte hai, aur na bhi ho toh khud handle kar hi lete hai, sirf yeh teja aur iska hi tension hota hai.
S: main kab ladi aapse.
K: Kal kya kar rahi thi.
S: agar gussa hoti toh aapko lagta hai main aapse baat karti.
K: tujhe na main tabse janta hu jab tu paida bhi nhi hui thi.
R: jab paida hi nhi hui thi tu janta kaisa hoga
K: are matlab jab yeh apni maa k pet main thi tab se,toh main tere rag rag se bhakif hu, golu.
S: I m not angry ,It just that conversation getting to my nerves  ,but thik hai I know tum dono ki bhi galti nhi hai, sabke perspective alag hoti hai.
R: haan,wahi toh isiliye apni khushiyon ki chabi kisiko bhi nhi Deni chahiye.
K: par usme zindagi jeene ka maza nhi aata, main aisa banda hu na, le ja chabi le ja.
R: par Phir sad Ho jata hai insaan ,waqt nikal jata hai.
K: nhi voh nhi hone dunga, itna toh akal hai na Rakhi, aur usne bhi chabi di hai mujhe, dikhte hai Rakhi.
R: haan di toh hai Usne chabi, main bhi mehsus kar rahi hu.
Pyar kya chiz hai na
K: siyappa
R: samjhota hai life ka. Sona  ,tu yaha pe kisise pyar main mat padna.

 Love Conquers All Where stories live. Discover now