Drikshit went out...
Drishti:- bolo kaha jana chahte ho pehle..
Rakshit:- sabse pehle breakfast.. fir gift.. fir lunch... and evening me ghar jayenge..
Drishti in mind:- oh god.. itne paise to nai layi me...
Rakshit:- our aaj ki sari treat meri taraf se..
Drishti:- nai.. nai.. aise kaise.. me hi paise dungi..
Rakshit:- pl drishti.. abbi mujhe karne do.. night me jab sabke saath celebrate karenge.. tab tum karna..
Drishti smile.. and nodded..
Drikshit went for breakfast and rakshit order her favourite things..
Drishti:- tumhe kaise pata meri choice..
Rakshit:- mere jasoos he sab jagah..
Drishti:- ohh...divi ne bola na..
Rakshit:- hmm..lo khao..
Drikshit enjoy their breakfast and came out...
Rakshit:- samne park me thodi der baaten karte he..
Drishti:- thik he..
Both sit in park..
Rakshit:- drishti hamari life ek jaisi he.. hum dono apne parents k bina hi bade hue he...
Drishti:- haa but hamare grand parents ne hume bahut pyar diya he..
Rakshit smile...
Rakshit:- drishti tum apne bare me batao.. kya pasand he kya nai.. kya chahti ho life me... me bhi apni baaten share karunga tumse...
Drishti:- okk..
Drikshit start talk.. they laugh.. sometimes sad.. sometimes happy.. and sometime imotional...
Drishti:- oh god.. 3 hours ho gaye baaten karte karte.. ab chalen...
Rakshit:- yess mam.. now its lunch time..
Drishti:- but ek condition par..
Rakshit:- kya..
Drishti:- lunch me sab tumhari favourite cheezen order karenge...
Rakshit smile..
Rakshit:- okk..
Drikshit sit for lunch happily...
Rakshit:- drishti can i feed you...
Drishti shocked..
Drishti:- sab kya sochenge..
Rakshit:- yahi.. ki 2 friends enjoy kar rahe he...
Drishti:- okk..
Rakshit feed her with his hand...
Rakshit:- tum bhi khilao...
Drishti also feed him with little shyness...
After lunch...
Drishti:- ab vapas chalen kya..
Rakshit:- abhi gift baki he na.... aao...
Drishti:- rakahit hum jwellery shop me kyo aaye he...
Rakshit:- mene tumhare liye ek gift pehle hi choose kiya tha.. bas ek baar tum dekh lo to final kar dunga...
Drishti:- nai.. nai me.. yaha se nai le sakti.. vapas chalo..
Rakshit:- noo.. mam.. aapko lena hi hoga ... rakshit shergill ki friend ka gift he...
Rakshit ask for his gift and lady came with gift... a beautiful chain and pendent...
YOU ARE READING
Maasum Pyar (drikshit)✔
FanfictionOne innocent love face many problems Let's see...