1 week later...
Drishti and divya talk with each other..
Divya:- mil gayi khushi mahaan ban kar... kyo rakshit ka dil tod diya kitna pyar karta tha tujhse..
Drishti:- to kya bhai ka dil tod deti.. pata nai wo kyo rakshit ko like nai karte... me bhai ko dukhi nai kar sakti..
Divya:- our rakshit ko kar sakti thi..
Drishti:- me bhi khush nai hu.. me bhi rakshit ko like karti hi.. but jis bhai ne bachpan se parents ki tarah mera khayal rakha.. uska dil kaise tod deti.. bol...
Divya silent..
Drishti:- mujhe job mil gaya he... ab bas kuch time job par concentrate karna he.. our kuch nai sochna chahti.. rakshit ko bahut dard diya he.. but me kya karti...
Divya:- tujhe job mil gayi...
Drishti nodded..
Divya:- ye to acchi baat he.. kis company me...
Drishti:- mahitaan industries me...
Divya in mind:- ye to rakshit ki company he.. but me ise abhi nai bataungi.. job k bahane se hi dono mil payenge.. but rakshit to Mumbai me he..
Next day...
Drishti get ready and went for job... she reached mahitan industries... and knock his boss door...
Boss:- come in..
Drishti went in.. and shocked to see rakshit... and rakshit smile...
Drishti;- rakshit tum yaha.. ye tumhari company he?
Rakshit:- yes.. drishti ye meri hi branch he...
Drishti turn and about to go...
Rakshit:- ruk jao drishti..
Drishti stop and turn..
Rakshit:- job chodne ka mat sochna... hum life partner nai bane to kya hua.. friends to reh sakte he na.. tumhare bhai ne mujhe as your husband reject kiya he.. as friend nai...
Drishti bow her head... rakshit came near her and caught her face in his palm...
Rakshit:- tumne kuch galat nai kiya.. apne bhai k against jane ki jarurat nai he... tum bas khush raho and ye job karo... our kuch bhi mat socho.. as a friend me hamesha tumhare saath hu..
Drishti's tears rolling down and rakshit wipe it from his thumb...
Rakshit:- are tum ro mat yaar.. bahar sab kya sochenge mere bare me.. ki pata nai mene kya kiya tumhare saath..
Drishti smile..
Rakshit:- bas aise hi hasti raho... chalo mam kaam par mera time bahut precious he...
Drishti:- okk boss...
Drikshit busy in their works..
Rakshit in mind:- ek na ek din tum meri hogi drishti... hamara pyar nai haar sakta.. romi ko ye baat samajni hi hogi... thanks divi mujhe inform karne k liye...
Some days later..
Rakshit:- drishti chalo aaj bahar lunch karte he... bore ho raha he..
Drishti:- but me khana layi hu..
Rakshit:- are chalo na wo bhi kha lenge...
Drikshit went in restaurant he order her favourite dishes.. and he ate her lunch..
Drishti:- ye tum kya kar rahe ho rakshit...
Rakshit:- mujhe tumhare haath ka khana accha lagta he.. kaash me hamesha kha pata.. agar tum meri biwi hoti...
Drishti shocked..
Rakshit:- but never mind... hum friends to he na...
Drishti in mind:- hum sirf friends nai he rakshit bahut pyar karti hu me tumse... but.. Kya karu me.. tum mere decision ko weak bana rahe ho...
Rakshit:- 2 din baad Sunday he.. to mere saath shopping par chalo na.. akele kuch nai samajta.. vaise to dadu aate the.. but abhi tum chalo..
Drishti:- thik he.. aaungi...
Rakshit:- that's like my good friend...
On sunday
..Drishti:- bhai me bahar ja rahi hu..
Romi:- us divya k saath..
Drishti in mind:- ab kya bolu...
Drishti:- hn..haa...shopping par jana he...
Romi:- jao...
Drikshit meet in mall and busy in shopping... drishti bought some clothes for him.. rakshit also gave 1 dress to her...
Drishti:- nai.. nai mujhe nai chahiye..
Rakshit:- kyo... kya me tumhe gift nai de sakta... our aisa to nai he ki mene pehle tumhe gift nai diya he.. to aaj kya problem me... me to tumhare liye wo dress bhi lena chata tha.. agar tum meri hoti..
Drishti saw a beautiful short dress...
Drishti:- rakshit tum baaton ko ghuma kar kyo bol rahe ho..
Rakshit:- kyoki sidhi baat tumhe samaj me nai aati..
Drishti:- means..
Rakshit:- hum ek dusre se pyar karte he.. saath me rehna chahte he.. to kyo tum mere saath apne pyar k liye fight nai kar rahi ho..
Drishti:- apno.. se hi apne pyar k liye fight karu..
Rakshit:- haa...
Drishti:- agar tumhe aisi hi baaten karni he to me nai aaungi kal se job par..
Drishti about to go when rakshit pulled her to him... drishti shocked...
Rakshit:- tum meri ek habbit k bare me nai janti.. jo mera he.. use kabhi khud se dur nai jane deta...chahe jo ho jaye...
Drishti:- rakshit..
Rakshit kiss on her forehead... and touched his nose with her...
Rakshit:- me to nai jee paunga tumhare bina.. kya tum jee paogi..
Drishti melt in him..
Drishti:- nai.. me bhi nai jee paungi.. but..
Rakshit:- is... but... ko nikaalo apni life se.. meri khatir ek baar apne bhai se baat karo... use apni feelings k bare me batao.. jo tumbe mujhse bhi nai boli he... jab tak tum.nai bologi.. meri baat par trust nai karega romi....bolo karogi na.. mere liye pl
.Drishti:- karungi.. bhai se baat.. hamare pyar k liye...
Rakshit:- that's like my girlfriend...
Drishti hug him tight... rakshit also hug her back and kiss on her hair...
2 days later...
In drishti's home...
Drishti:- bhai mujhe aapse kuch baat karni he....
Romi:- pehle meri baat sun... kal tujhe dekhne k liye.. ek family aa rahi he.. bahut acche log he wo.. mujhe to neeraj bahut pasand he.. bas tu ek baar baat kar le.. agar sab thik raha to...wo meri zindagi ka sabse khubsurat din hoga....
Drishti shocked...
Romi went from there...
Drishti ran to murari and hug him.. she was crying badly...
Murari:- mat ro drishti beta... me to aaj teri shadi rakshit se kar du.. par tu hi khud ko roke hue he.. romi k liye... pata nai kya chal raha he uske dimag me.....
Drishti call rakshit and said everything..
Rakshit:- tum tension mat lo... kal faisla hoga... our jo bhi hoga.. me acept karunga... ab tum usse kuch mat bolna.. ab jo karna he me karunga...
Drishti:- tum kya karne wale ho..
Rakshit:- trust karo mujh par.. tumhare bhai ko takleef ho aisa kuch nai karne wala.. but hoga to bahut kuch... bas kal ka wait karo....
Precap:- rakshit's step..
YOU ARE READING
Maasum Pyar (drikshit)✔
FanfictionOne innocent love face many problems Let's see...