Next day...
Romi busy in preparation... drishti and divya in making food items...
Romi:- drishti.. tu ready ho ja... and divya aaj koi tamasha nai chahiye mujhe neeraj and uski family k samne..
Drishti:- bhai pl divi ko kyo daat rahe ho aap... chal divi...
Drishti wore beautiful saree... but her face look sad..
Drishti:- pata nai rakshit kya karne wala he.... aaj kitni baarish bhi ho rahi he..
Divya:- bahut smart he wo.. abhi tak sirf teri wajah se ruka tha... but aaj to kuch na kuch hoga... our apne bhai k saath saath thodi use bhi importance de... pyar he wo tera...
Drishti nodded...
Rakshit came in front of drishti's home and stand..
Romi:- ye yaha kyo aaya he... our aise baarish me kyo bhig raha he..
Drishti:- ye kya ho raha he..
Divya:- wah super hero... protest kar raha he..
Romi came out..
Romi:- ye kya kar rahe ho tum... jao yaha se...
Rakshit:- me drishti se bahut pyar karta hu.. use kisi our ka hote hue nai dekh sakta.. so aaj ya to drishti meri hogi.. ya meri jaan jayegi.... our koi teesra option nai he..
Drishti shocked to hear him...
Romi:- aise hume dhamki nai de sakte tum...
Rakshit:- tumne bhi to drishti ko dhamki di thi ki agar wo mujhse shadi karegi to tum usse koi rishta nai rakhoge... tab nai socha tha.. ki khud ki behan ko hi blackmail kar rahe ho..
Romi shocked... and divya happy.. drishti scared...
Drishti:- rakshit.. ye kya kar rahe ho.. bimar ho jaoge.. pl aisa mat karo..
Rakshit:- aaj ya tum meri hogi.. ya me mar jaunga....ab our tumhare bina nai jee paunga....
Romi went from there in anger...
In romi roomm..
Romi in mind:- rakshit... drishti k liye apni jaan tak dene k liye ready he... kya wo saccha pyar karta he drishti se but mene jo dekha.. wo kya tha.. agar rakshit ne shadi k baad drishti ko chod diya to.. agar usse chup kar kisi se affair kiya to.. meri drishti bahut maasum he.. wo nai tolerate kar payegi.. me samaj nai pa raha hu.. Kya sach he.. our jhooth...
Murari came..
Murari:- ab to samaj romi.. ki rakshit drishti se kitna pyar karta he... wo galat insaan nai he.. mene dekha he use haridwar me... wo drishti k liye hi bana he.. maan jaa... uske liye na sahi apni behan ki khushi k liye maan jaa.. wo bichari tere pyar ki khatir.. uske pyar ko thukra rahi he.. bahut dard me he wo.. aaj agar rakshit ko kuch ho gaya to.. wo bhi jee nai payegi.. andar hi andar mar jayegi....
Romi silent....Murari went from there...
Drishti:- rakshit 2 hours ho gaye.. pl tum jao... bhai nai manenge... me tumhe aise nai dekh paungi...
Rakshit:- pyar to aisa hi hota he drishti... ab is paar ya us paar...
Girdhar came there... and smile to see his grand son..
Girdhar:- tu bilkul apne dad par gaya he.. usne bhi mahima ko pane k liye.. Kya kya kiya tha.. our uska pyar jeet gaya... me bhagwan se prarthna karunga ki tera pyar bhi jeet jaye...
Girdhar went in home and hug murari...
Romi:- mujhe lagta he ki.. rakshit ka pyar saccha he but mene jo dekha.. wo kya tha.. kis baat ko sach maanu.. but..
Divya:- kya dekha tha tumne...
Romi:- ye sab tumhari wajah se hua he..
Divya:- mene kya kiya...
Romi said everything... and divya shocked...
Romi:- tum dono kiss kar rahe the fir kyo rakshit drishti ko apni life me chahta he...
Divya angry on romi...
Divya:- tumhara dimag kharab ho gaya he.. ek misunderstanding k liye apni behan ki life barbaad kar rahe ho...
Romi:- means ..
Divya:- meri aankhon me kachra gaya tha wo use clean kar raha tha.. mere our uske bich me aisa kych bhi nai he... wo mera sirf accha dost he.. pyar to me tumse...
Divya silent..
Romi:- kya mujhse...
Divya:- me tumse pyar karti thi.. but tum to pyar samajte hi nai ho.. so me ab tumse nafrat karti hu.. but haa mere our rakshit k bich me aisa kuch bhi nai he.. meri our drishti ki dosti ki kasam...
Romi shocked badly....
Other side...
Drishti came out in rain... she was crying...
Drishti:- rakshit tum kaanp rahe ho.. tum bimar pad jaoge.. pl jao yaha se.. me tumhe aise nai dekh paungi..
Rakshit smile..
Rakshit:- our me tumhe kisi our ka hote hue nai dekh sakta..
Drishti: agar tumhe kuch hua to me apni jaan de dungi...
Rakshit Keep his hand on her mouth..
Rakshit:- shh.. aisa nai bolte.. aaj mujhe mere pyar k liye fight karna he.. bina kisi ko nuksaan pohchaye..
Drishti:- oyr mujhe bhi mere pyar ko bachana he.. bina kisi ko hurt kiye.. mujhse bahut pyar karte ho na..
Rakshit:- haa.
Drishti:- usi pyar ki kasam he tumhe.. pl jao yaha se... agar me apni family se bahut pyar karti hu..to tumse bhi utna hi karti hu.. tumhe dard me nai dekh paungi.... pl jao.. our khud ko safe rakho mere liye... kyoki agar tum thik rahoge to me bhi khush rahungi..
Rakshit:- ye galat he drishti.. me yaha se nai jaa sakta... tum andar jao..
Drishti:- nai me tumhe chod kar nai jaungi... but tum jaoge abhi... tumhe meri kasam....pl jao...
Rakshit kiss on her forehead..
Rakshit:- me hamesha tumhari haat samajta hu na... but aaj tumhe samajna hoga... aaj tum meri hogi sirf meri...pl tum andar jao... aaj me nai jaunga.. aaj romi ko mujhe acept karna hi hoga.... pl jao... tumhe meri kasam....
Drikshit hug each other and crying... drishti start walk to cone in home...
Other side...
In romi room..
Romi:- mujhe nai pata kon saccha he our kon jhootha.... but aaj ek faisla mene liya he..
Romi went out... and saw...
Drishti came home.. and rakshit see her with teary eyes....... both crying badly...
Precap:- romi's decision...
YOU ARE READING
Maasum Pyar (drikshit)✔
FanfictionOne innocent love face many problems Let's see...