Haldi

807 61 14
                                    

So as I said SidHita were going to married within a week so it's the time of there marriage. (It is year 1944)

First of all, all the functions will happen in RCH coz Anahita aur Preesha k dad tapak gye ek car accident mein and RC'S treat them as there own daughter. And now function

Day one : Haldi and Sangeet , Haldi will be after lunch and Sangeet at night (7 pm)
Day two : Mehendi
Day three : Shaadi
Day four : Reception

Das pariwar is in RCH. Day one

At morning , breakfast time , dining table

At morning , breakfast time , dining table

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bon's dress

Anahita's dress

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Anahita's dress

All were having there breakfast

Kaka : Hum yeh keh rahe the ki Anirudh sabki shaadi ho gyi tu..... (Anirudh stopped chewing ad looked at him) kuch nahi rehne de tujhe Jo karna hai kar.

Bin : Achha Bondita beta tumne shaadi k baare mein kya socha hai abh toh tumhari age bhi ho gyi hai shaadi ki.

Bon : baba abhi toh mujhe shaadi nahi karni kyunki mujhe pehle self indipendent banna hai matlab I know ki mein barrister hu par mein jiss reason k liye barrister bani hun usse pehle pura karna hai aur rahi baat shaadi ki age ho gyi hai toh mujhe ek aisa insaan chahiye jo mujhse pyar kare naki meri age ya profession dekhe toh agar dugga maa (she now also say dugga instead of Durga coz of bachpan ki aadat) ne mere liye kisi ko banaya hai toh woh zarur kuch karengi.

Kaka : Anirudh seekho kuch Bondita se kitni achhe tareke se samjha rahi hai ki koi bhi samajh Jaye aur ek tu hai jo shaadi k naam se hamesha bhagta rehta hai nalayk kahinka.

Anirudh didn't say anything because he was least interested in it after sometime

Ani : Mera ho gya mein jaa raha hun

Kaka : Par Anirudh tune khaya bhi nahi ach.... (He left)

TM : Kya hua zamindar babu, Anirudh babu ko.

Kaka : Kya hi bataye Kalandi ji. Kuch saalon se humne jaise apne pure Anirudh ko kho diya hai aur toh aur pichle do saal se usne sharab bhi pina shuru kar diya hai pata nahi kya hoga uska. Khana bhi thik se nahi khata bas kaam kaam kaam. Ekdum ek woh kya kehte hai angrezi mein mechen

𝑨𝒏𝒊𝒅𝒊𝒕𝒂 : 𝑩𝒓𝒐𝒌𝒆𝒏 𝑯𝒆𝒂𝒓𝒕𝒔 (𝘔𝘢𝘯𝘰𝘳𝘢𝘮𝘢 𝘛𝘳𝘢𝘤𝘬)✓Where stories live. Discover now