The Snow

1.1K 144 36
                                    

After two days

"Tumhe ek baar kahi gyi samjh nhi aa rahi hai ya phir marne ka shauk ho gya hai tumhe" SO scolded Anubhav.

AS-sir samjhne ka prayas kariye hamare paas aur koi tareeka nhi hai....(he tries to convince SO).

SO-dekho Anubhav tumhare brain mein jo Bullet hai woh kitni khataranak hai yeh baat tum bhi acche se jante ho isliye main tumhe yeh permission nhi dunga....(he said coldly but worried for AS).

AS-sir aapko Mission pura chahiye toh hum guarantee  de rahe hai aapko ki mission safal hoga bas ek  baar haan kar dijiye...(he said with confidence).

SO-chalo maine tumhe permission de diya par iske baad ka result tum jante ho kya hoga..(he said questioning tone).

AS-ji sir (smiled sarcastically) hum sab kuch jante hai aur soch vichar ka yeh faisala liya hai....

SO-apni personal life ke bare mein soch kar bolo Anubhav....

AS-sir aap hi kehte hai ki bhavanaayein hum Agents ke liye nhi hoti, hum logon ke liye desh ke prati apna kartvya hi matr ek bhaavana hi hamare andar honi chaahiye toh bas hum aapki baat maan rahe hai.....(he said smilingly).

SO-theek hai main permission deta hoon par dhyan rahe yeh baat kisi ko bhi pata na chale.....

AS-dhanywaad sir.....

At Home

"Anu mere pyare Anu..." Haseena called him in her sweetest voice.

AS-karya boliye.....

HM-dekhiye na hamari sari ki sari dresses purani ho gayi hai toh kya aap hamare sath kal shopping par chalenge....(she said with an innocent face).

AS-aur kuch?

HM-nhi....aur kuch nhi bas itna hi....(she said nervously).

AS-sach mein....(he asked raising his right eyebrow).

HM-haan ab bas aap kal thane aa hume lene ke liye....

AS-jaisi aapki aagya shreemati Ji....(he said smilingly).

HM-waise aapko koi problem hai, jiski wajah se aap itne tension mein hai....(she asked, gazing in her eyes).

AS-nhi....

HM-hum hi bewakoof hai jo aapse puchha kyunki hume pata tha ki aap hume kuch nhi batayenge....(she said angrily).

AS-jab koi pareshaani hai hi nhi toh bataye kya....

HM-aur hogi bhi toh hume batayenge kyu, aakhir hum aapke lagte hi kaun hai...sirf biwi jiska koi hak nhi hai aapki problems par....tabhi toh humse kabhi kuch batate nhi hai....(grumpily).

AS-Haseena aap bekar mein chinta kar rahi hai....(he said, holding her shoulders).

HM-chhodiye aapse kuch kehna hi bekar hai....(she said hopelessly, removing his hands from her shoulders).

AS-Haseena....(she silently picked up some clothes and went out from the room).

AS(in mind)-jitna ruthna hai ruth lijiye shayad kuch din baad hum manane ke liye na rahe hai....(smiling).

Aabhas-Baba...!

AS-kya hua....(he asked, lifting him in his arms).

Aabhas-next week hamare ss...school mein annual fun...ction hai aur meri teacher ne mujhe poem chhikaya hai aur haan...aapko aur ammi ko aur chhare baccho ke mummy papa ko bulaaya hai.....

AS-toh aapko kavita yaad ho gyi?

Aabhas-nhi yaad huyi kyonki woh bahut diffi...cult hai....(he said seriously).

Anuseena-The Soulmate✔Where stories live. Discover now