Andheron me tum chamak banjana
Jo Na koi kar saka wahi kar dikhana
Khud ko kabhi kam na dikhlana
Bhale sab se tum alag kehlanaHar koi alag hai ek dusre se
Sabko banaya nhi ek maksad se
Agar tum rahoge sabhi ki tarah
To kaise pata hoga tum ho kitne badhiyaAndheron me tum chamak banjana
Jo Na koi kar saka wahi kar dikhana
_AIDI
आप पढ़ रहे हैं
Kaavya🌸
PoetryI hope you'll like 'kaavya' 🖤 Kindly share your feedback with me ! This book was earlier known as "Book of Hindi poetrys".