Aasha na chhodna kabhi
Na manna haar
Chahe gir jao kitni baar
Jo thaan lena ek baar
Sach karke dikhlana,
Na logo ki baat sunna
Na manna haar,
Bas rakhna bharosa khud pe
Aur ho jana shuru !
Mehnat karna Puri lagan se
Sach hogi tumhari abhilasha
Bas aasha na chhodna kabhi
Na manna haar ✨
Chahe gir jaao kitni baar !
_AIDI
आप पढ़ रहे हैं
Kaavya🌸
PoetryI hope you'll like 'kaavya' 🖤 Kindly share your feedback with me ! This book was earlier known as "Book of Hindi poetrys".