Sundarta ki chandrama ek misal hai
Kabhi Chanda mama kehlo ya sirf chaand
Rajnish ,shashank, sudhakar bhi isi ke hi naam
Chaand par dhabbe bhi hai
Phir bhi uski sundarta aprampar
Chand apna aakar badalta rehta hai
Phir bhi chamakta rehta hai
Bachcho ko aakarshit karta
Chandrama hi sabse sundar dikhta !
_AIDI
आप पढ़ रहे हैं
Kaavya🌸
PoetryI hope you'll like 'kaavya' 🖤 Kindly share your feedback with me ! This book was earlier known as "Book of Hindi poetrys".