"devil 😈 girl part 5 "

644 35 6
                                    

Batuk was so guilty about what he does with her she also same as diya age batuk was nonstop crying

I am sorry aasmita ma aa raha hoo tumsa maafi maagna....

He run towards his house..

...............................................

Aasmita chalo saab ready haa

Ji doctor she about to leave when a voice come from behind

Aasmita.......

She turn and found it was batuk

Batuk tum.yaha kya kar raha hoo

Ya saval to mujha tum saa poochna chahiya aasmita tum.yaha kya kar rahi hoo

Aacha hua mr batuk aap yaha aa gaya mujha aap sa jaruri baat karni haa

Nahi doctor.....

Nahi aasmita mujha batana doo aakhir hona wala baacha ka baap batuk haa uska ya janana jaruri haa

Hona wala baacha ya sab kya haa doctor.mujha kuch samjh nahi aaraha haa

Baat ya haa ki aasmita pregnant haa

Kyaa itni badi baat tumha mujh sa kyu chupayi aasmita or tum yaha kya kar rahi ho

Abortion ka aayi thi ya yaha

Kya......tum pagal hoo aasmita tum eassa kasa sooch bhi shakti hoo ya hamara baacha hamara payar ki nishani batuk hold her hand but she p push him

Konsa payar kasa payar aara batuk roy chodhari jissa tum payar kaha raha haa vo tumhari havas thi mara liya or mujha ya samjh nahi aa raha tum iss baacha ka liya itna payar kyu jata raha hoo and see towards doctor oo aab samjh aaya ya doctor tumhari pahacha ki haa tumhari nika saamna baajati naa hoo jaya isiliya yaa kaha raha hoo na varna saab janta ha asa baacho ka saath kya hota aagar ya ladki huyi too kotha.....

Aasmita...😡 he scold at her and hold her shoulder

How dare you mara baacha ka bara ma eassa bolna ki tumhari himmat bhi kasa huyi

Tumhara baacha ya tumhara bacha nahi ek naja

Assmita....enough is enough bhot sun Li tumhari bakwas ek sabad or mara baacha ka bara maa to mujh sa bura koyi nahi hoga

Chalo maan liya ya tumhara baacha haa aab kya kya aapna paoga issa naam da paoga roy chodhari khandan kaa nahi na bass kuch din ka moho ha tumha uska baad tum mujha or issa chod ka chala jaoga or kiss uchi jaat ki aamir ladki sa sadhi kar loga phir hamara kya hoga jo aanjam baad ma hona ha vo abhi ho jaya to aacha haa batuk tum nahi janta ya samjh easi ladkiyo ka saath kya karta haa

Oo god aassmita ma tumha kasa samjhu

Ek baar phir sooch lo aasmita ya koyi normal abortion nahi hoga tumhari jaan bhi ja shakti haa said doctor

Kya......batuk with wild eyes

Ya doctor kya kaha rahi haa aasmita

Sahi kaha rahi haa doctor

Tum.kya pagal ho gayi hoo mujha laga tumhari kaam age ha isiliya tum ya abortion chahti hoo magr kya tumhara ya abortion hona tumhari jaan sa bhi badka haa

Haa haa are ya baacha iss duniya maa aagaya to sab issa najayash kahaga samjh issa jina nahi daga la daka hama marna hi to eassa mara ya vasa baat ek hi haa

Now batuk is hell angry 😡 he hold her hand and dragged her out of house

Batuk kya kar raha hoo tum.

Ma jo bhi kar raha hoo magar ya abortion ma hona nahi duga tumha aapna future secure chayiya na to ma tumha dooga...

Ya tum.mujha mandir kyu laa aaya kya karna chata. Ho batuk

anidita SsWhere stories live. Discover now