so os to aapna bhut sa padha hoga magar kabhi soch aagar os ki story kuch easi hoti
krishna nagar ban gaya krishmay
aagar krisha nagar vala kudh.ko hi virnada van basi samjh la bonadita aapna aap ko radha magar krish anirudh babu nahi koi aur ho in...
Tara nikalna ka ek ghanta baad nikla tha suna ki tu hospital mai magar tu to bilkul thik hai
Ha sab maa ki dua ka aasar hai
Aacha sirf maa ki boudi ki nahi
Ani blush hard
Aab mujhsa kyu sarma raha hai bata na boudi kaha hai
Ani remember everything and become angry
Kya hua bhayi tuu gussa kyu ho gaya
Mujha nahi pata kaha hai voo he said angrly
Kya tujha nahi pata matlab
Matlab mujha nahi pata surabh
Kya kaha raha hai bhayi kahi tara or budi ka beech jhagda to nahi hua
Jhadga hona ka liya milna jaruri hai vho to mujh sa abhi tak mili bhi nahi hai to jagda to door ki baat hai
Oo to ya baat hai janab gussa hai boudi sa
Vho mari lagti kya hai jo mai ussa gussa hou
Anirudh kya tu bhi tara ya gussa bass todi daar ka hai ek baar budi aa jaya a to tara sara gussa saant ho jayga
Eassa kuch nahi hoga samjha tu...
Thik hai vho to samya hi batayga vassa mai itni door sa aaya hoo mujha. Tara gaav nahi gumayga
Ha chal na.....
Ani and saurabh were going out of the house when saurabh eyes fall infront house
Are anirudh ya kisski havali hai Point towards the house
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Ya bondita ka baba ki havali hai
Are vhaa bhayi tari to lotary lag gayi abb tu roj bondita boudi sa mil shakta hai chal na mujha dikha na tara hona wala sasural
Mai vaha par nahi jauga
Kyu
Mujha nahi milna bondita sa
Kya tu bhi anirudh kitna gussal hai koyi na koyi vajaha hogi jiss karan boudi tujhsa mil nahi payi aab kya pura din tu moo pholaka batha rahaga
Aacha tab nahi mil payi to aab kya hua sara din bitna ko aaya hai or raat bhi hona wali hai aab kya kaam hoga ussa saurabh aagar vho mujhsa milna nahi chahati to mai bhi mara nahi ja raha hoo ussa milna ka liya
Tu or tara ruthna ya tu mujha maat dikha boudi ko dikhna samjha aab chal na aandar