you are my best friend part 3

654 38 6
                                    

After bondita word he feels relief but when she asked the question he was nub he has no answer to say he left the room faster when he leave
the room bondita fall on her knees and cry 😭

Bon 😭 : kyu kyu duga ma mara saath easa hota ha kyu anirudh ka pass aana sa itna farak padta ha jabki ma janti hoo uska or mara koyi future nahi ha kykui vo mujh sa bachpan  nafrat karta ha kyu uss din ma uss party ma ussa mili

And she cry hiding her face on pillow on other hand anirudh was coming out of bondita house he see mini he go near her

Ani 😡 : mini tumna mujhsa jhuth bola ki bondita ko deakhna ladka wala aa raha ha

Mini : ha mana jhuth kaha magar tumha kya fark padta ha anirudh tum to bondita sa payar nahi karta vo kissi sa shadhi kara ya na kara tumha ussa kya

Anirudh has no answer of her words he leave the place and go to his room and locked the door

Ani : kyu bondita kyu .kyu ma tumha bhool nahi pa raha hoo ha ya sach ha mujha jalan mahashoosh ( feel ) ho rahi ti uss ladka ko tumhara saath deakhka kyu ki ma tumsa payar karta hoo

He close her eyes and imagine bondita was standing infront of him open her arms he just want to go and hug her title and exprace his love to her but a word ring his ears 👂 which make him angery

Ha ya galti anirudh na hi ki thi mana kudh deakha ha anirudh ko saja milni chahiya said bondita

Ani open his eyes in jrak 😡

Ani 😡 : tum to mara bachpan ki dost thi firh bhi mara jagaha kisi or ka saath diya or mujha galat kaha tumhari bajaha sa ma aapna parivaar sa kayi saal door raha tum mara payar ka kabil nahi srif nafrat ki kabil ho I hate 😡 you bondita

He hold a glass 🥃 and broke in his hand

Bon house

She come down wiping her tears 😢

Bon : ma aap sab kuch tayari kar raha kaha ja raha ha aap log

Sum : beta mana bataya tha na tara suraj dada ka liya  ladki deakhna ha ek jagha sa bhut aacha rista aaya ha ladki ka parivaar kolkata ma rahta ha ham saab bhi Kolkata ja Raha ha

Bon ( mind ) : kolkata ha ya sahi rahaga kolkta chala jana chahiya mujha kam sa kam vo anirudh to nahi. Hoga vaha mujha parasaan karna ka liya

Bon : thik ha chal ma

Sumati : kya thik ha ma or tara bua Ji phupha Ji or tara suraj dada ja raha ha Tu yahi rahagi

Bon  😱 : kyaa ma akali ma Tu thik to ha na itni badi havali ma bilkul nahi mujha daar lagta ha

Sum : iska bhi mana intazam kiya ha Tu roy chodhariyo ki havali ma rahagi trilochnan Ji kuch kaam sa bahar gaya ha or binoy.babu aapni business meeting ma busy ha to anirudh somnath or batuk ka kahaana ki bhi dikkat jaygi kuki vaha koyi nahi ha to mana trilochan Ji sa baat ki ha Tu unka yaha rahagi tujha bass unha khana banaka deana ha itna to tu kar lagi yaha vasa bhi rahati to pura kaam karna padta vaha srif chaar logo ( 4 people) ka khana banana ha 

Bon : ma maa kya koyi nokrani ho Jo unka yaha kaam karugi ek ladki hoo to bass sabka kaam sunti jao sir kilaka

Sum : ha duga ma todi aakal do iss ladki ko are jab tu choti thi tab somnath bhi to tari madad karta tha padhayi ma to kya tu unko khana banaka nahi da Shakti

Bon : par ma maa aakali kasa

Sum : tu aakali nahi ha kuch din ka liya ruhaan rahana aa raha ha vo bhi tara saath roy chodhari havali maa rahaga

Bon : par

Sum : par var kuch nahi mujha daar ho rahi ha tu bhi saman la or ja......

Ani house

Som and batuk standing on a door for welcome some one

Ani : tum dono yaha drwaja par kyu khada ho

A female voice come from behind

Girl : mara swagt karna ka liya

Ani : tum yaha

Girl : ma yaha nahi hogi to kaha hougi chachundar sab tari bajha sa hua ha

And she pick the pillow and throw on anirudh

Batuk to som : dada mujha lagta ha hama chalna chahiya varna yashmin didi or anirudh dada ki fight ma ham fash jayga

They run from holl

Yashmin : aaj tu mara haat sa bachna nahi wala anirudh

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Yashmin : aaj tu mara haat sa bachna nahi wala anirudh

Ani : magar yashu mana kya kiya ha

Bon house

She was in gadarn she walk irritatingly

Bon : ha duga ma aab ma kya kara aagar anirudh ka ghar ma jana ha.......
....nahi nahi ma nahi ja shakti aagar ma vaha gayi to pata nahi kya hoga

A meal voice come

Boy : kahta ha khubsurat ladkiyo ka chara ma parasani aachi nahi lagti balki khubsurat si muskan aachi lagti ha

Bondita troun

Bon ( happily ☺😘) : ruhaan....

And run 🏃 and hug him titley

And run 🏃 and hug him titley

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Ruhaan : kasi ho jaan

Bon : tumsa milna ka baad tumhari jaan ma bapas jaan a gayi

Ruhaan : to phir chinta kiss baat ki aab ham jaha rahaga saat rahaga

Bon brok the hug

Bon : chinta to koyi nahi bass ek hi chinta ha vo anirudh

Ruhaan : kya ussna tumha abhi bhi parasaan karna nahi choda vo uss baat ko lekar abhi tak.....

Bon : ha ruhaan magar mujha iss baat ki chinta nahi ha mujha pa gussa karna naraj hona chilaan ya to aab aam baat ho gayi ha magr mujha tumhari chinta ha tum uska saamna aaoga to pata nahi vo kya karaga ek kaam karta ha ruhaan ham roy chodhari havail hi nahi jaata ha maa ma sa jhut bol dugi ki ham gaya tha

Ruhaan : jab hamna koyi galti ki nahi to.darna kya ham roy chodhari havali jarur jayga

Ani house

He hug yasmin she also hug him and she cry 😭

Ani : to itni sa baat ka liya gussa tha mara baacha

Yashim 😭: haa....

Ani: I am sorry...and love you

Yashim : love you too

Recap : face to face

anidita SsWhere stories live. Discover now