chapter 14

558 16 5
                                    

*Going back from the venue*

Bela is extremely tired, she rests her head and sighs

Basim who is driving takes a quick look at her

"Kya howa thak gayi ? Tum tou bohat excited thi apni bestfriend ko ghar le kr ane pe? Itni jaldi bus hogyi ? Pura ghar sar pe uthaya howa tha

Bela makes a face but makes no sound

On the unexpected silence basim stops the car on the side

"Bela? Kuch howa hai?"

"Nahi basim bus dar lag raha hai"

"Darr kyun lag raha hai tumhari rukhsati thori na howi hai"

"nahinn yaar dar lag raha hai ke kahin is sab naye rishte se humari dosti na kharab hojaye"

Basim sighs and holds her hand

" dekho tum logon ke itni purani dosti hai, uspe thora yaqeen rakho, theek hai na, aur tum na karna us pr zulm bari bhabiyun wale tou nahi hunge masle shuru" basim laughs out loud

Bela tries to give him a stink but ends up joining him

Basim starts the car

"Chalein ab? Wait kar rahe hunge sab, yahan tumhare emotions hi kabu mai nahin a rhe wahan abba jee ne mere emotions hi khtm krdene hain agar 5 minute aur kate howe tou"

Both of them laugh.

*Bela manzil*

Everyone was gathered around the newly wedded couple who sat on the lounge sofa being the center of attention and looking at a bowl filled with milk and topped with rose petals

Vicky: ye kya hai bhae iska kya karna hai

Sofiya laughs not looking up

Khala ami: beta abhi rasmay hungi na sari, ye tou pehli hai abhi

Bela: han vicky ab tumhari aur sofiya ki race lage gi ke kon pehle dhoondta hai ring

Vicky looks at his mom

Sajjo: ae pairi rasma uthay te nae hundi baujee enj hi dulha dulhan chale jande

Baujee: uthay te sajjo shaadiyan wi inni zarori nahi hundi, tu beli kara rasmay

They start finding, vicky finds it first but doesn't take his hand out and shoves it towards sofiya making her win

Ashiq hussain: chalo jee ab goda pharayi ki bari shuru hoja jooth

esha: what is goda pharaiyi ?.

khala ami: beta jee, dulhan ka dewar bhabhi se pese mangta hai

Basim sits and they start chanting on their demands, vicky hands sofiya some money to give to basim and they all laugh it out

after that, they let the couple get some sleep amd everyone retired to their rooms.

The next day

KNOCK KNOCK KNOCK

basim throws a cushion at bela in sleep

Bela: kya hai yaar basim somay do

Basim: mai tou tumhe puri zindagi sone dun lekin ye jo bahir qayamat a rahi hai isko mai mahi sambhal sakta sorry

Bela : ab kya hogya hai yaar acha dekhti hun mai

Ashiq hussain: ah bela uth gayi chalo acha hogya ye sir basim ashiq hussain kahan hain unse 1 baje ki appointment thi meri

Basim: abba aj tou sonay dain raat ko itni late soye hain

Ashiq hussain: nae tou ye valime ka intezam tumhara mama a kr dekhega?

Basim: han tou unhi ke bete ki shaadi hai

*khaala ami enters*

Khaala ami: haye beli shukar hai tu uth gayi koi mahi utha dulhan ke gahr wale nashta le kr anay wale hunge meri madad tou kara de zara kitchen mai

Basim gets up

Basim: ammi meri baat sunain ye baat sahi hai ke vicky ki shaafi hai aur humai madad karni chahiye hai lekin mamu mami mehmaan nahi hain ye sab cheezain unko khud handle karni chahiyr hain, bela ki bhi abhi kuch arsa pehle hi shaadi howi hai aur ap usko kitchen mai ghussa Dengi aise tou na karen na

Bela: zyada senti hone ki zarorat nahi hai mai karlungi, khala  kahlu ap chalen mai aur basim atay hain

Ashiq hussain: jeeti raho is jooth oe bhi haath phair diya karo isko bhi koi akal ajaye

Bela laughs and they leave

Basim: tum humesha aise qurbaniyan deti rehna, unko khud handle karna chahiye hai humari abhi shaadi howi hai we need to spend some time together

Bela : hojayega basim samjha lenge unko bhi

Basim: nahi bus hum nahi ja rahe hunare apne bohat kaam hain yaar tumne parlour nahi jana tayar hone aj

Bela : khair hai mai ghar mai hojaon gi na

Basim : dekho lagti tou tum har haal mai mujhe achi hi ho lekin mai tumhare sath koi ziyatti nahi hone dunga chalo mere sath cheezqin rakho apni

In the lounge

Sajjo mami : tussi duwan kithay turan lage ho

Basim: bela ko parlour le kr ja raha hun

Sajjo: acha mujhe bhi lejao mene bhi koi denting panting karwani hai

Basim: mami apke samdhan a rahe hain ap kitchen mai ja kar denting painting karen pehle uske baad apko bhi chor aunga aur zara ammi ko bhi bhej den aj ap aur nikki mami kitchen sambhalna

Sajjo: haw haye how rude of u basim

Basim: no mami how lazy of you

Sajjo: haw haye










You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Apr 27, 2023 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Ishq Jalebi Where stories live. Discover now