In Rajveer's room
Naveen: baatayega tu active volcano 🌋 ban ke kyu ghum raha hai room main.
Abhi: Gunny Raj thik hai unki tension mat lijiye.
Gunny: main jaanta hu abhi itne se bhai ko kuch nhi hone wala 😅 main toh ye soch raha hu us Mogambo sabak kaise shikahu.
Naveen: mera bas chalta toh kab ka boom se ura chuka hota main usse. Waise sabak kisliye shikhana hai usse.
Gunny: aaj bhai ke ghirne ki wajah wo Mogambo hai. Wo bhai ko hurt karne ka try kar raha hai.
Abhi: par aap ye kaise keh sakte hai ye sab us mogambo ne kiya hai.
Gunny: jab ham sab waha se ja rahe the tho maine uske chehre pe smile dekhi thi.
Naveen: wo smile to maine bhi dekhi tha aur mujhe bhi uske behavior main kuch fishy laga tha.
Gunny: Navu tune kuch der pehle kya bola agar tera bas chalta toh tu kya karta uske saath.
Naveen: main toh kabka usse boom se ura chuka hota.
Gunny: toh kyu na mogambo ko ham boom se milwate hai.
Naveen: saam tak uska itjaam karta hu main.
Gunny: try karna ki bara wala mile.
Naveen: main kabhi bhi fuski boom nhi laata.
Abhi: aap dono kya karne ki soch rahe ho.
Gunny: jaada kuch nhi karne wale hai ham Gunny bas KMA main Diwali is baar kuch mahino pehle hi manegi.
Naveen: main saaman lene ja raha hu.
Gunny: main jara bhai se mil lu.
Abhi: ham kaam ki kar lete hai.
Gunny: Bhai ne jo cameras aaj install kiye unhe check kiya.
Abhi: abhi toh nhi kiya hai par kar lete hai. Waise aap aur Naveen kya plan kar rahe ho.
Gunny: aaj ke plan ki guj pura KMA sunega. Waise mujhe mogambo ke room main bhi camera hai na.
Abhi: haa Naveen ne install kiya tha.
Gunny: aaj toh mogambo ko koye nhi bachha sakta.
At infirmary
Shalini comes back with the medicine and saw them staring each other.
Shalini: Raj ye gunny abhi tak aaya nhi.
Shalini words bring them back to their senses. They both were embarrassed by their sudden action.
Raj: busy hoga kahi wo.
Naina: ma'am main chalti hu.
Shalini: Naina......
YOU ARE READING
Pyaar Toh Hona Hi Tha
FanfictionThe is based on Kanchanjunga Military Academy where soldiers are trained to serve the nation.The story narrates the plot of six youngsters who comes from various backgrounds to take admission in the academy. These youngsters are Naina Singh, Amardee...