Shapit haveli (I)

72 11 21
                                    

Last part: misbhir, shima and nierohi are way to haveli

Mishti: (hugging abir) sab thik ho gya abir

Abir: (kiss on her forehead and hold her hand) sab thik ho gya

Nagma: abhi sab thik nhi hua hai bro patrlekha Or pashupati ko khatam karna baaki hai

Neil: par pashupati ko toh ham ne kaid kar diya hai na

Nagma: unhe kaid karke jo hamare purwajo ne galti ki thi woh hamein nhi karna hai hamein iss shapit haveli se nizaad (freedom chahiye)

Abir: nagma sahi keh rhi hai waise tumne iss kitab ko khola tha na kaise ham khatam kar sakte hai unn dono ko kuch pataa chala?

Nagma: pataa nhi bro bohot ajeeb likha hai iss main kuch samjh nhi aa rha hai

Abir: mujhe do (he read loudly)jaana hoga ussi shapit haveli main jahan hua thi shuruvat aana hoga unn sabhi ko saath mil kar hi kar paaynge unn dono ka sarvanash hoga tabhi yeh jab sooraj hoga nikalta lagani hogi tabhi unn dono ko aag hoga haveli bhi shrap muqt Or milegi purawajo ko bhi azaadi

Neil: kya kya likha hai kuch samjh nhi aa rha ab iss ajeeb si paheli ko kaise samjhenge Or problem solve karenge

Shivin: chup kar yaar sochne de

Mishti: par kya soche yeh sab samajh ke bahar hai shivin

Abir: sochte hai na ek baat toh saaf hai hamein ussi purani haveli jaana hoga wahi sab khatam hoga

Nagma: par saath kise aana hai kisi ko mention nhi kiya hai yahan

Shivin: mil kar keh rha hai kisko kiske saath mil kar

Nagma: (she look outside) aaj amavasya ki raat hai aaj aatmao ki shakti badh jaati hai Or aaj hi ke din unn jaise logo ko khatam bhi kiya jaata hai

Mishti: aaj hi ke din arundati bua Or veer mamu ne unn dono ko khatam kiya tha or aaj hi ke din hamein bhi wahi karna hai kya ham kar paaynge ham toh unn jitne bahadur bhi nhi kaise karenge ham

Abir: mishti (side hug her) bhoolo mat ham bhi unhi ki pidhi (generations )se hai agar woh kar sakte hai toh unke bacche bhi kar sakte hai par yeh paheli?

Nagma: guru jii help kar sakte hai hamari jaldi chalo

Arohi: lo pohoch bhi gye ham

Mishti: Tu kitni tez car chala rhi thi itni jaldi pohoch gye ham

Arohi: I am best you know (nagma hit her on head) aahhhh

Nagma: best ki bacchi chale andar?

(Arohi nodd  everyone go inside but when they enter everywhere is just a darkness)

Abir: itna andhera kyn hai yahan? Bade papa badi maa maa

(then he look in haveli he can see all over only blood)

(Someone put a hand on his shoulder and just took them in a room)

Nagma: yeh sab kya ho rha hai virat bhai? har taraf yeh khoon kaisa kiska khoon tha woh

(Yes the person who put his hand on abir shoulder is virat)

Virat: sab badal gya nagma sab badal gya badi maa

Mishti: kya hua badi maa ko or bade papa kaha hai

(Suddenly someone start banging the door)

Patrlekha: kholo darwaza aaj ek ek ko khatam kar dungi koi nhi bachega sabke sab marenge main badla lekar rahungi jo tumhare logo ne kiya uska badla tum logo se lungi sabka khoon pee kar amar ho jaaongi kholo darwaza

shaapit palace (Completed) जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें