Veer uske paas jaata hai aur uske shoulder par haath rakhta hai
V: beta...maaf krde muje
A: aap muje mera 1 saal vapas kr sakte hai...nhina...
V: beta sambhal apne aapko
A: pichle ek Saal se khudko sambhalkar hi rakha hai maine
He got up and went to his room...he got a call...the call was from a man whom ahaan has hired for knowing what happened to ishqi one year back
A: Hello
Man: Hello sir...aapne jo information nikalvane ko boli thi vo maine pata krli hai...cctv footage aur logo se puch tach ki maine tab sach pata chala hai
A: Kya pata chala
Man: uss raat jab aap apni car se jaa rahe the tab Miss Ishqi bhi aapke peeche peeche bhaag rahi thi but fir aapki speed fast ho gyi toh Miss Ishqi bhi ruk gyi, phir vo apni hi dhun mein chali jaa rahi thi...tabhi kuch gundo ne unhe dekha toh vo log unke paas jakar unhe tang krne lage...vo kaise bhi krke unse durr bhagi lekin vo log ne unhe pakad liya aur vo log unke saath zabardasti krne ki koshish kr rahe the but vo unko maarke bhagi lekin unme se hi ek gunde ne unke sar par rod maardi aur phir vo sadak par chal hi rahi thi ki vo Mr Vikram Oberoi ki car ke saamne aa giri and unka accident ho gaya...phir vo log unhe hospital le gaye and doctor ne unhe bola ki chot unke brain ke ek hisse par lag chuki hai jisse vo apna past bhul gyi aur unki mental condition ek chote bacche ki tarah ho gyi lekin agar koshish kre toh vo phirse theek ho sakti hai...tabse vo Oberois ke saath reh rahi hai...
Ahaan was more shocked after listening to this...he was now more shattered n feeling guilty...tears were continuously flowing from his eyes
Man: Sir are u there?
A: ya...thank you main rakhta hu ab...
He cuts the call...
Ahaan ko kuch samaj hi nhi aa raha tha ki aakhir hua kya...use vaha ghutan hone lagi...vo fauran apni car lekar kahi bahar chala gaya...vo bas khudse yahi bol raha tha ki usne sab kuch khatam krdiya...uski vaja se aaj Ishqi ki aisi halat hui hai...kash usne uss din apne pyaar par bharosa kiya hota to aaj situation kuch aur hi hoti...bas yahi soch sochkar vo car chala raha tha use kuch yaad aaya toh vo car turn karleta hai...vo ek apartment ke saamne jakar khada rehta hai...ye Vahi apartment tha jaha ishqi raha krti thi...usne kaise bhi krke flat ka lock Toda aur andar gaya...
Usne dekha ki pure ghar mein bas dhul hi hai...vo aage badha toh sabkuch pehle jaisa hi paya...vo sweet box bhi vaisa hi pada tha bas uspar kuch keede the...uski nazar table par rakhe kuch papers par jaati hai...vo unn papers ko uthakar padhta hai toh use pata chalta hai ki vo ishqi ke America ke kisi job ke offer ke papers the...
Use phir ishqi ki baat yaad aati hai aur vo apni aankhe band krleta hai
Flashback starts
I: ab aa rahe ho Ahaan...kabse wait kr rahi thi tumhara...ye lo pehle ye sweets khalo tumhe ek good news deni hai...
Phir use vapas vo sab yaad aane lagta hai
Flashback ends
Tears made its ways...
A: maine sab barbaad krdiya Ishqi...tumne to mere liye America mein jab tak job dhundi taki hum saath reh sake aur maine kya kiya...
He saw the sofa and remembered something .
Flashback starts
I: ab bologe bhi Ahaan...kabse muh sadakar baithe ho
A: papa muje America bhejna chahte hai...vaha ke company mein kaafi loss ho raha hai issliye
YOU ARE READING
HUMSAFAR 2 [Completed ✅]
Fantasy#1 in India on 15/03/24 In a big mansion, a young man was invited with his family to one of the clients...everything was going smoothly. They all were doing dinner...after sometimes a young lady was playing and coming from stairs...they all were go...
![HUMSAFAR 2 [Completed ✅]](https://img.wattpad.com/cover/299711065-64-k55826.jpg)