Promo

631 32 3
                                    

Pyaar Kiya Hai

Sumedh:- Pyaar ek jimadari hai jisse nibhana Hota hai.

Shreya:- pyaar toh ek ahsaas hai jisse jeena Hota hai

Sumedh:- jeena ki wajha pyaar nahi hota

Shreya:- lekin jaha pyaar nahi waha jeena kesa

Sumedh:- lekin pyaar jeena ki wajha kesa ban sakta hai?

Veer:- Pyaar ke liya Rishton ko nahi toda jata Amrita

Amrita:- lekin agar rishta galat ho toh

Veer:- galat sahi ka pyaar se kiya lena dena hai

Amrita:- lena dena jaha galat ho waha pyaar nhi hota Veer

Adi:- pyaar mein hak kiya rishta ha. Kiya care karna pyaar nahi hota

Riya:- care karna ke liya bhi hak hona cahiya

Adi:- lekin kuch Rishton mein hak nahi dekha jata

Riya:- bina hak ke toh Riya Brar chocolate bhi nahi leti kisi ka pyaar kesa le le...

I am sorry Shreya lekin mein abhi pyaar ki jimadari lena ka liya tayar nahi hun
Sumedh said.

Shreya:- kahi jimadari ko pyaar ka Naam dekar khushiyon ko takleef nhi de sakta

Sumedh:- khushiyan dena ke liya jimadari ko nibhana bhi aana cahiya

Veer:- mein tumhara liya apna Beeji bauji ko nahi chod sakta.

Amrita:- or galat ka saath dekar pyaar ko chod sakta ho tum agar yeah tumhara pyaar haina Veer toh mujhe nahi cahiya tumhara pyaar

Riya:- jaha hak na Milana waha pyaar nahi dhundna cahiya..

Dilpreet:- mein kabhi apna aap ko maaf nahi kar paunga 

Sanjot:- kiya hamara parivaar hamesha aisa hi rahega rab ji

Randeep:- bhaishab ka dil toda hai mena unpar vishwas nahi kiya mena

Nimart:- vishwas!!! aaj maan bhaishab pe vishwas hai or jab woh dard denga toh vishwas ko totne mein wakt nahi legaga

Anupama:- kash yeah parivaar ko koi jod pata koi toh hota jo in Rishton mein aayi darar ko mita pata

Mandeep:- Rishta Kanch ke glass jesa hota hai agar jud bhi jayana toh bhi darar nazar aati hai

Sumedh:- mera liyaa pyaar zimmedari ha

Shreya:- lekin mera liya pyaar ek feeling hai

Veer:- jo Rishton ko jodta hai woh pyaar hai

Amrita:- galat Rishton ko jodna pyaar nahi hota

Riya:- jaha hak ho wahi pyaar hota hai

3 Rishta ek shabd soch..

5 jindagi ek shabd feelings...

Ek parivaar jaha ke logo ki soch alag alag hai baatein unkahi hai, jasbaat khamosh hai, 5 log 5 alag soch alag feelings kiya kabhi yeah rishta ek ho payaga...

Hope you'll like the chapter
Do vote and comment your reviews
And share with your friend circle
Radhe radhe..





 ∘◦ 𝐃𝐢𝐥 𝐤𝐢 𝐛𝐚𝐚𝐭𝐞𝐢𝐧  ◦∘       Where stories live. Discover now