۰۪۫ ۪۫. Father Son ۰۪۫ ۪۫
Dp:- Areyyy Chupppp
All shut ghar ke bade ke samne kisi ki na chala
Dp:- kiya kar raha ho aisa kun lad raha ho putter tum logo ne hame yaha kun bulaya tha
Sumedh:- wo aaj valentine day haina toh celebrate karne ke liya.
Dp:- accha
Riya:- Haan toh aap log ready ho jaiya
Mandeep:- ham toh ready hai
Amrita:- hamne kuch chits banai hai couple game hai lekin 2 teams hongi. Team A team B
Veer:- dono teams ke beach music competion hoga
Sanjot:- isme toh bada maza aayaga
Veer:- Haan lekin saja bhi milagi
Nimrat:- saja milagi matlab
Riya:- jo team haregi usse saza milagai simple
Shreya:- Har chit mein no hai yaha couples hai MaAn, Diljot, Ramrat, Chiram
Making everyone confused
Sumedh:- Kiyaaa...
Shreya:- Arey Mandeep Ka Ma or anupama ka An toh hua MaAn, Dilpreet ka Dil or Sanjot ka jot Diljot or
Sumedh:- samjh gaya... samjh gaya...
Adi:- 4 couples hai 2 team hogi jisme 2 couples honge 4 no hai ham jo 2 no bolenga woh 2 couples 1 team mein honge
Param:' thik se samjh nahi aaya
Riya:- aap chinta mat kijiya bass ek chit lijiya
They give the four chits to four couple
Sumedh:- so No 1
Param:- ji hamara (With excitement)
Chicad:'Haan Haan
Sumedh:- dusra no hai 4
Randeep:- hamara!!!!
Veer:- cool toh team A mein hai
Param ji, Chicad ji, Rana uncle and nimrat auntySumedh:- or Team B mein
They look toward Maan, Anu, Sanjot and Dp and they also look at eachother Mandeep goes from there. Sumedh goes behind him Dilpreet feel sad he think bcz of him the day will get spoiled
Mandeep sitting in beach sumedh came and sit beside him
Sumedh:- Yo partner
Mandeep didn't said anything
Sumedh:- don't you love me
Mandeep chuckled...
Mandeep:- how can you think like that ladshab bachpan se tujhe Kitna pyaar kiya hai mena
Sumedh:- aap mujhse itna pyaar kun karta ho
Mandeep:- tune hi toh pita banaya hai
Sumedh:- jesa Aapne dadu ko.
Mandeep look at him
Sumedh:- mena mumma se bhi jada pyaar apko kiya hai. Apse sab kuch sikha hai. Papa jesa mera liya aap important ho wesa apka liya Grandpa
Mandeep:- but unka liya mein nahi hun
Sumedh:- prove hai apka pass
Mandeep:- prove? Prove ki kiya jarurat hai
Sumedh:- aap mujhe or Amu ko bohut pyaar karta hona mujhpe or uspe apko pura vishwas hai trust haina toh jab apko pata chala ki Amu hoshiyarpur mein hai toh aap bhi gussa ho gaya the na apne bhi kuch socha nahi wesa hi dadu ne kiya apma or unhone mein farak kiya hai papa we have different opinions different thinkings after all there has 3 generations Dadu ki generation jo sochti hai ki beta ne kisi or se shadi karli bina bataya, aapki generation jaha ek beta apna papa se isliya nafrat karta hai kunki uska papa ne usse samjh nahi uspe trust nahi kiya or meri generation jaha mujhe aisa lagta hai ki ab yeah ladaai ko khatam kardo kisi or ke liya nahi apna bachon ke liya..
Mandeep:- Sumedh
Sumedh:- Veer or Amrita ek dusre se pyaar karta hai Dad..
Mandeep get shocked
Veer:- Hamne itni planning ki lekin Maan uncle
Amrita:- what do you mean mera dad ne sab kharab kar diya..
Veer:- mera kehna ka woh matalb nhi hai
Sumedh:- papa apka dadu or chachu ke is hate and misunderstanding ki wajha se Riya Amrita or Veer suffer karenga..
Sumedh:- papa Amrita or Veer kabhi ek nahi ho payaga agar sab thik nahi hoga kunki shadi ke baad Veer ko Amrita ke sath shayad New York jana pade or aisa hua toh grandpa hamesha ek tut jayaga Veer unka budhapa ka sahar hai
Mandeep:- Veer sahara hai Lekin Rana
Sumedh:- Rana chachu toh unhe kafi saal pehle chod kar chala gaya the tyohar pe bhi bohut muskil se aata the
Mandeep get shocked to listen this
Dp:- yeah sab meri wajha se ho raha hai
Kiya ho raha hai guys!!!
Mandeep came with sumedh with smile
Mandeep:- mein phone call kiya attend karna gaya aap log toh chup ho gaya game nahi khelna kiya
Everyone smile
Amrita Riya look at sumedh he wink at them they both sister smile and hold eachother hand
Sumedh:- yeah parivaar ek jarur hoga in 2 generation ko ab yeah tisri generation in 2 generation ko ek karegi..
The third generation
Hope you'll like the chapter
Do vote and comment your reviews
And share with your friend circle
Radhe radhe..
YOU ARE READING
∘◦ 𝐃𝐢𝐥 𝐤𝐢 𝐛𝐚𝐚𝐭𝐞𝐢𝐧 ◦∘
Fanfictionthe story is revolves around 5 lives their connection, their feelings, their thoughts, their struggle and most important their pain..