Shot#9:The Painful Past

56 5 5
                                    

PS: RishTa+DevPreeta scenes only

Rishab brought Preeta to the beach. They sat near the waves, he knew the beach is her favorite place.

R: Preeta, tumhe maine yahan la kar theek toh kiya na? I mean tum crabs se darrti ho phir bhi...

She chuckled.

Pr: crabs, hahaha

R: kya hua?

Pr: crabs toh bas ek bahana hai Rishab, aisa nahi hai ke main bilkul nahi darrti crabs se, darrti hoon. Lekin yahan Goa mein maine bohat memories banaai thi us ke saath, mujhe woh sab yaad aa jata hai, ab woh mujh se door chala gaya toh is liye main yahan aana nahi chahti thi. But trust me, mujhe yahan phir se aa kar, ek bohat achha dost mila hai, woh dost tum ho Rishab.

R: main?

Pr: haan tum, aur woh Karan bhi, lekin main tum se ziada open up ho paai, pata nahi kiun, I feel so comfortable around you, tum aas paas hotay ho, toh ek sense of comfort aata hai, jaantay ho maine ye Dev wali baat kabhi apni closest friends se bhi nahi ki, main kabhi kar he nahi paai, shayad kismat mein yahi tha ke ye baatein main bas ek he insaan se kar paun gi, woh insaan tum ho. Thanks Rishab. Tum hotay nahi toh main abhi is waqt apna dard kis se baant'ti? Mere paas toh koi hota he nahi

R: par ab toh main hoon na?

Preeta smiled.

Pr: haan, tum ho

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Pr: haan, tum ho

R: lekin exactly hua kya tha Dev ko? Woh kiun door ho gaya tum se?

Pr: halaat he kuchh aisay thay, main, Devanshi, Simar, Suhana aur Shivani sab 6th mein dost banay thay, bas 10th tak saath thay, phir college ke time sab alag ho gaye, main yahan aai thi Goa mein, is baar akele, I mean us se pehle bachpan mein aai thi, tabhi crabs ka scene hua aur phir aane ka mood nahi hua. Akeli aai, kiun ke unusually Goa ka dil kiya, shayad is liye ke us se milna, us se pyaar hona, likha tha, yaheen Goa mein aa kar he college se parha. Yaheen pyaar hua tha.

 Yaheen pyaar hua tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Flashback:

Preeta was walking around in the college carrying books in her arms and a bag hanging on her shoulder. Dev who was standing hiding behind a wall, saw her and pulled her close. As he did that, the books in her arms and the bag on her shoulder fell. She pouted.

Love In Goa (completed) Where stories live. Discover now