Let's continue........
Ks - amaaa yeaa 😳
Ss - ooooo woowww😯😯 kitna pyaara lagraha hay☺️... ( she adore) pic bhi kitne pyaare aye hay....
Vs ( excitedly) - sachh.... Mujey bhi dekhao...
Ks - amaa kya hay yea sab vani...humne apko kaha tha doggy math laiyea ga...vihaan koo Allergy hoo jate hay...ap firbhi leh ayey...
Vs - meh kiu launga karu.. Meh nehi laya isey...
Ks - acca ap nehi layea...toh asmaan seh tapka hoga woh bhi subha subha...
Vs - sacchii yaar meh nehi laya...mere jab akh ( eyes) khuli toh vihaan dog ke saath Khelraha tha. . Mujey laga tum layi hogi...
Ks - kaa...( ks goes near vahi) vahi choro usey ( but vahi is not leaving,,) mumma ney kaha naa ( he looks at ks making puppy eyes 🥺)
Vahi - mu...mmmaa..
Ks - ap accey bacchey hoo na... Chor do usey ( ks sweetly said... But just than she notice a mark on the back of the dog.. Ks become shocked..)
Un terrorists gang koo pehchanney ka aur ek chis hay.....joh bhi chis yea jaga unki target hota hay woh uspeh ek sign banatey hay,, yea us gang ka apne personal sign hay...aur yea woh janbuch key kartey hay.....
Vs - karuu...kehley doh na usey..keu jidd karrahi hoo. ..
Ss - haa madam.. Rehney dejay naa...
( ks come out of her thought)Ks ( shout) - vihaannnnn.....chorooo humney kaha naaa..
( ks hit on his hand aur vahi dog koo chor deta hay...but he become highly scared,,, started crying loudly and hide his face in ks chest,, tighten his fist in ks cloth...ks pick him in her arms and stand)
( vyom aur santu bhi bohot jyada shocked hojatey hay... Ps,,kr aur sai bhi awaj sunkey room meh atey hay)
Ks ( shout) - dihaan kaha hota hay apka vyom....apko koi parwa hay kisi ke... Ap soh rahey thay,,koi akey kuch bhi rakkey chala gaya aur apko pata bhi nehi chala...apne itne careless kesay hosaktey hay.... Woh bhi humare betey koo lekar....
( vs is shocked not only because ks is shouting but also ke ks never call him vyom.. He is not understanding how to react)
Ps - huwa kya hay karishma... Keu itna chilla rahi hoo tum....
आप पढ़ रहे हैं
Distance🥺 - Vyoshma
FanfictionAksar hum dur hokar bhi ek dusre koo mehsus kar patey hey,,,,,, Per pas hogar bhi ek dusre koo samaj nehi pate.... Yehi toh khasiyath hay risto ke,,,, Ke durr janey per hi saath rehne ke kimath pata chalte hay... Pp credit - @unwrittenones❤️