ᴛʜᴇ ᴀɢʀᴇᴇᴍᴇɴᴛ ❤️

511 56 12
                                    

Next part!!

𝔸𝕟𝕦𝕓𝕙𝕒𝕧'𝕤 ℙ𝕖𝕟𝕥𝕙𝕠𝕦𝕤𝕖

Author

Haseena and pankhuri reached there

" Good morning Miss Malik " Adi wished her

" Good morning " she wished him back
Waise aap sir ke Bhai hai " she asked Adi

" Main aapke Sir ka  dost bhi hun, bhai bhi hun aur assistant bhi hun " he said

" Tum thak Nahin jaate itne sare kam Ek Sath karke " pankhuri asked with a fake smile

" Pankhuri " Haseena shut her

" Koi baat nahin Miss Malik , koi toh hai Jo mujhse Mere tone mein baat kar sakta hai " Adi said with a smile

" Oye Mr... Don't try to be over Frank samjhe " Pankhuri warned him

Anubhav

I heard chaos from the living room and decended down to see Haseena with her friend

" Jai Hind sir " she saluted me

" Jai Hind " I replied " manana padega you are very punctual " I said calmly

" Vah kya hai na sir tajurba kahta hai hamara ki jo log samay Ke pabandh Nahin hote samay unke liye paband Nahin hota " she said with a smile

" Aapki sense of responsibility hamen pasand aayi " I said

" Aap dono baithiye na " Adi asked them to sit , both sat opposite me

" Toh Miss Haseena jaisa ki aap janti Hain Ki pichhle  dinon ham per  attack huye hai aur isiliye Aapko hamari protection ke liye yahan Bulaya gaya hai " I began with the conversation

" Yes Sir, hamen pata hai " she said

" Isiliye ham aapke sath Ek agreement sign karna chahte hain " I finally came to the point

" Kaisa agreement sir? " She asked me

" Adi " I said and he took out the agreement papers

" Rule number 1- jab tak sar chahen aap unki protection ke liye rahengi
Rule number 2- Apne Thane ka kam aap yahan se kar sakte hain lekin aapka koi bhi staff member yahan nahin aana chahie
Rule number 3- Aapko Bina koi sawal Kiye sir ke sath har jagah Jana hoga
Rule number 4- aap ghar per ya kahin per bhi sar ke sath civil dress mein jaayengi, uniform mein nahi " he was reading when Haseena interrupted him

" Ek minute, ham ek police officer hai aur as a officer hi aapki protection ke liye appoint kiye gaye hain to fir civil dress " Haseena asked me

" Ham Nahin chahte kisi Ko pata chale ki aap hamari protection ke liye hamare Sath hai " I answered

" Kyon aapko bura lagega Agar Ek lady officer aapki protection karegi, aapki Male ego hurt hogi Shayad " Pankhuri taunted me

" Dekhiye Miss aap inse Aise baat nahin kar sakti " Adi said to her

" Oh really! Aur aapke sir Aise faltu sa agreement sign karva sakte hain yah jante hue ki unhone personally Haseena ko appoint nahin kiya hai, police department ne use yahan bheja hai " Pankhuri said

Haseena

" Pankhu chup Ho ja " I tried to calm my bf

" Lekin yah kya baat hui ki yah Jo bolenge ham sab man lenge kya " she said angrily

" Dekhiye Miss...humne police Commissioner  se baat karne ke bad hi agreement banvaya hai , aap chahe to confirm bhi kar sakti hain " Anubhav sir said to her

" Koi baat nahin sir aap baki ke rules or conditions Bata dijiye aur iski taraf I am sorry " I said , he nodded

" Rule number 5 - aap chutti nahi le sakti until it's emergency case
Rule number 6- jab tak sir ka order na ho aap unke personal space Mein enter nahin kar sakti
last and the most important condition
Rule number 7- Aap sir ki permission ke bina penthouse se bahar nahi ja Sakti " Mr Kumar completed the agreement rules

" Ye lijiye Haseena, sign it " Anubhav sir forwarded me the pen

" Haseena sign nahi karegi , Tu chal yahan se main commissioner sir se request karungi ki vah inke liye kisi Aur office Aur Ko dhundh le " pankhuri said snatching the pen from me

" Pankhu, pen de. Ye humari duty hai isiliye hum Mana nahin kar sakte. Commissioner sir ne bahut Vishwas karke hamen yah responsibility Di hai " I tried to calm her

She helplessly gave the pen and I signed it

" Aaiae main aap donon ko aapke rooms dikha deta hun " Mr Kumar said

We both moved with him

" Ye raha aapka room Miss Malik " Mr Kumar said as we were standing in front of the room
" Sir ke baju wala hai kyunki Anubhav sir ko aapki zarurat kabhi bhi pad sakti hai " he added

" Aaiye Miss main aapko aapka room dikhata hoon " he said

" What you mean, main Haseena ke sath nahi rahungi " pankhu asked him

" Ji nahi " he replied making her furious .
" Woh kya hai na sir ke orders hai ki unke paas wale kamre mein sirf Miss Malik rahengi " he added

" Lekin Main uski bf hoon , tum jakar apne sir se bolo ki mujhe yahin rehna hai " Pankhuri said

" Dekho main aisa nahi kar sakta , tum chalo main tumhen dusra room deta hoon " Mr Kumar said but my dear friend was adamant

" Mr Kumar aap ek baar baat kar lijiye sir se ya phir hum puch lete hai " I requested him

" Thik hai main baat karta hoon , btw Miss Malik Anubhav ko aaj ek jagah speech ke liye jana toh be ready " he informed me

" Thik hai " I nodded slowly

" Main staff se bolkar aapka saman arrange karwa deta hoon " he said

" Tumhare ehsaan ki koi jarurat nahin hai. Hum khud kar lenge " pankhuri said

" Maine ye baat Miss Malik ke liye boli , tum chaho toh khud bhi kar sakti ho " Mr Kumar said . I don't understand why they are fighting so much!!

To be continued.....

P͜͡R͜͡E͜͡C͜͡A͜͡P͜͡

The Attack

So Haseena has signed an agreement for Anubhav's protection! Pankhuri is unhappy with her decision as she has created a dislike for Anubhav in her mind and heart.

How was the part?

Did you like it?

Don't forget to vote and comment 💗

Thank you

His Hired GunWhere stories live. Discover now