🖤 ʙʀᴏᴋᴇɴ ❤

464 54 23
                                    

Next part!!!

Author

𝔸ℕ𝕌𝔹ℍ𝔸𝕍'𝕊 ℙ𝔼ℕ𝕋ℍ𝕆𝕌𝕊𝔼

" Vadhu ki taraf se kanyadan ke liye
aaiye " Panditji said 

Pushpa ji came forward

" Kanyadan Kanya ka nahi vishwas ka daan hai jo ladki ke gharwale ladke toh dete Hain " he said " Main , Vadhu ki Maa ka naam " he asked

" Pushpa Singh " Pushpa ji said

" Pushpa Singh apni beti , Haseena Singh " he was interuppted by Pushpa ji

" Haseena Malik " she said

" Haan Haseena Malik ko , var ka naam " he asked

" Anubhav Singh " he replied

" Anubhav Singh ko saunp rahi hai " he said

Pushpa ji kept Haseena's hand on his

" Lo bhai Anubhav aaj se haseena tumhari huyi " she said

Both smiled. She did the kanyadan

" Ab aap dono pheron ke liye khade ho jaiye " he said

Anuseena stood up and take seven rounds around the holy fire of the havan kund.

Both sat back

" Ab Vadhu ke gale mein mangalsutra pehnaiye " Panditji said

Anubhav took the mangalsutra and looked into her eyes for permission, she blinks assuring him. He made her wear the mangalsutra. He then took a pinch of vermillion and put in her hairline. Some vermillion fall on her nose , he indicated her but she didn't understand. He wipe it with his fingers.

" Vivah sampann hua , aaj se aap dono pati patni huye " he said

Anuseena smiled at each other. Karishma Singh reached there.

" Kahan reh gayi thi aap, kabhi toh time se aaya kijiye. Dekhiye Haseena ki shaadi bhi nahi dekh paayi aap " Pushpa ji said

Karishma Singh looked at Anuseena and was shocked to see Anubhav

" Kahin hum jo soch rahe hai woh sach toh nahi hai " she said to herself

" Kya soch rahi hai aap " Pushpa ji nudged her

" Kuch nahi pushpa ji. Hum aaye " she said and went to Haseena and Anubhav

" Aa gayi aap Karishma. Kal se kam aaj ke din toh aapko samay se aana chahiye tha na " Haseena complained

" Woh madam sir, ek bahut bade case ke liye gaye the hum " she replied  " maaf kijiyega hum nahi aa paaye " she said

" Koi baat nahin, duty pehle " Haseena said  " inse miliye ye Anubhav hai humare husband " Haseena introduced him  " Aur Anubhav ye ks hai , Pushpa ji ki Bahu, humare thaane ki SI aur humari acchi dost " Haseena said

Anushma looked at each other, Anubhav's eyes get moist but Karishma had a look of displeasure on her face

" Namaste sir " Karishma Singh greeted him " jai hind " she saluted

His Hired GunWhere stories live. Discover now