🖤 ʜɪs ᴘᴀsᴛ ❤️

329 53 67
                                    

Next part!!

On special demand of KhushiKhatri116.

Author

Five Days Later

Anuseena were having coffee together in their room when Haseena said

" Humne kabhi aapse pucha nahi par aapka koi Bhai Behan nahi hai " Haseena suddenly asked

Anubhav grew conscious hearing her question.

" Nahi " he replied shortly

" Jhoot mat boliye. Karishma Singh aapki behan hai, jaante hai hum " she said shocking him

" Aapko kaise pata " he asked

" Unhone ne hi bataya tha kuch dino pehle " she said giving him another shock

Flashback

A Day after Haseena got to know the truth

𝕄𝔸ℍ𝕀𝕃𝔸 ℙ𝕆𝕃𝕀ℂ𝔼 𝕋ℍ𝔸ℕ𝔸
𝕁𝔸ℕℙ𝔸𝔻 𝕃𝕌ℂ𝕂ℕ𝕆𝕎.

Karishma was sitting in her desk looking at the photo of their family. It was Anubhav, Ajay, her and their parents.

" Aapne Aisa kyun kiya Bhaiya...janta ne itna bharosa karke aapko apna neta chuna tha aur Chand rupyon ki lalach mein unka bharosa todne chale hai " she said sadly " sirf itna hi nahi khudko bachane ke liye aap Madam sir ko bhi dhoka de rahe hai " she said angrily

" Anubhav!! " She heard Haseena

She stood up, surprised.

" Ye Anubhav ki photo hai..aapke paas kaise " Haseena said

" Woh..woh " Karishma fumbled

" Boliye Karishma Singh, Anubhav ki photo aapke pass kahan se aayi " Haseena asked " Aap unhe pehle se janti hai " Haseena said

Karishma gulped

" Boliye Karishma Singh " Haseena asked holding her shoulders.

" Haan..kyunki woh humare " she took a deep breath " Bhai hai " he spoke with closed eyes

It came as a thunderclap for Haseena

" Kyaa!! Anubhav..aapke Bhai hai " Haseena said , shocked

" Haan woh humare bade Bhai hai " Karishma Singh said

" Humare cabin mein aaiye " Haseena said plainly

ⒽⒶⓈⒺⒺⓃⒶ'Ⓢ ⒸⒶⒷⒾⓃ

" Baithiye Karishma Singh " Haseena said pointing to the sofa and Haseena sat beside her " Agar Anubhav aapke Bhai hai toh unhone humein kabhi kyun nahi bataya " Haseena said

" Kyunki hum ek dusre se baat nahi karte " she said

" Kyun " Haseena asked

" Kyunki woh insaan bachpan se selfish hai madam sir " Karishma Singh said fisting her hand " unke alawa humara ek aur Bhai hai aur humesha se Anu Bhaiya ko jyada pyar mila as compared to Ajay Bhaiya. Bhaiya ko na bachpan se logon ki attention paane ki aadat hai. Jab Papa the tabhi unhone decide kar liya tha ki unke baad Anubhav Bhaiya unki jagah lenge Ajay bhaiya nahi jabki Ajay Bhaiya bhi utne hi kabil the " Karishma Singh said

His Hired GunWhere stories live. Discover now