Abhimanyu didn't understand what Akshara was saying. Harshvardhan also couldn't understand why was Akshara saying this.
Ab: Akshara iye tum kya keh rahi ho
Har: Ha Akshara tumse kisne kaha ki Abhimanyu Or Arohi ki shaadi ho gayi
Ak: Dekhiye ab aap log iye naatak band kijiye or jaayiye yaha se isse pehle main phir se kisi ki zindagi main kaala saaya banu please chale jaaiye
Ab: (holding her shoulder) pagal ho gayi ho kya tum kya keh rahi ho kisi ki zindagi kharab nahi ki tumne balki maine tumhari zindagi kharab ki hai Akshu i am really really sorry mujhe maaf kardo Akshu maine bo sab gusse main kaha tha maine us din apna bhai, apne babies, or tumhe bhi kho diya tha please mujhe maaf kar do or tumse kisne kaha ki maine Arohi se shaadi ki hai bolo kisne kaha(while crying)
Ak: Maine 4 saal pehle tumhe Abhir ke baare main batane ke liye phone kiya lekin tumari maa miss manjri birla ne phone uthaya or kaha ki tumne Arohi se shaadi kar li hai or tum dono bahut khush ho Tum, arohi or ruhi ek happy family main nahi aana chahti thi baapas phirse bahi blame bahi taane nahi hai mujhme itnti himmat Abhimanyu nahi hai.
Akshara crying badly as she sat down on floor . Abhimanyu help Akshara as she sit on the sofa and Harshvardhan makes drink her water.
Har: Abhimanyu manjri ne aisa kyu kiya
Ab: mujhe nahi pata papa ki maa ne aisa kyu kiya lekin jo kiya bohot galat kiya uska jawaab maa ko dena hoga
Ab: or Akshu maine kisi se shaadi nahi ki Abhir ki kasam main sirf or sirf tumse pyaar tha, karta hoon , or hamesha karta rahoonga. 4 saal pehle tumhare jaane ke baad main bhi ek zinda laash ki tarah jee raha tha rooh ke aane ke baad thoda theek hua lekin mahadev ko mujhe saza deni thi to mujhse meri zindagi hi cheen rahe (sadly chuckled) khair chodo lekin Akshu please mujhe maaf kar do I am sorry chalo theek hai tumhe time chaiye to lelo lekin please mujhe mere bete se milne do please (crying badly)
Ak: Theek hai Abhimanyu tum Abhir se mil sakte ho tum uske papa ho bo hak. Main tumse nahi cheen sakti
Ab: Thank you Akshara.
Har: Beta tum goenkas se baat nahi karti I mean bo log tumse milne nahi aate
Ak: unko kaha padi hai main kaha hu kaisi hu zinda hu ya mar gayi
Har: Akshara aisa kya hua ki tum aisa bol rahi ho
Ak: Abhimanyu tumhe phone karne ke baad maine bade papa ko call kiya tha shayad unse galti se call recieve ho gay unko Or sabko ghar main lagta hai ki maine phir se ek baar arohi ki khushiyaan cheen li humesha ki tarah bo log nahi chahte ki main baha aau kyunki arohi ko bura lagega uss din aaj tak na maine unse koi contact kiya naa unhone. Bas uske baad mera Abhi hi meri duniya hai usi ke liye jee rahi hoon.
Har: I am sorry Akshara
Ak: no uncle aap kyu sorry bol rahe it's okk ab to blame, taane sabki aadat ho gayi
Ab: Akshara bo..
Abhimanyu didn't complete his sentence as Abhir voice coming....
Abh: mumma... Mumma (while crying)
Ak: kya hua baby aap ro kyu rahe ho.
Abhir settled himself on Akshara's lap and hugged her tightly.
Abh: mumma aap mujhe kabhi chod kar mat jaana
Ak: haa baby mumma kahi nahi jayegi dekho yahi hai kya hua aap ro kyu rahe? Koi bura sapna dekha kya?
Abh: nahi mumma bo main so ke jab utha to main tia se baat kal raha tha to bo bol lahi thi ki golu ki mumma star ban gayi (Crying badly)
Ak: Baby it's ok rote nahi mumma kahi nahi jayegi aako chhod kar
Abh: plomise
Ak: pakka promise
Abhir see Abhimanyu standing there he quickly get off Akshara's lap and go to Abhimanyu. Abhimanyu picks Abhir in his arms and Abhir hugged him tightly.
Abh: papa aap bhi plomise karo ab aap mujhe or mumma ko chhod kar kahi nahi jaoge.
Abhimanyu felt like ground slip beneath from him.
He can't promise to Abhir.
Abhimanyu didn't understand what to say.Ab: papa bolo na
Abh: beta main aap ko or mumma ko chhodkar nhi jauga
Abh: papa plomise karo
Har: Are abhir mujhse nahi miloge main aapka dadu ko aapke papa ka papa
Harshvardhan picks Abhir in his arms and hugged him.
Abh: dadu aap bhi mele saath football kheloge (innocently asked)
Hars: ha haa kyu nahi jaroor khelege
Abh: yayyyyy Akshu ab mele pass bhi family hai main, mumma, papa, or dadu yayyy
Ak: Abhirrrr
Abh: soory mummaaa
Ak: Accha chal ab tera school to miss ho gaya lekin ye nahi ki padhai nahi hogi jaldi se breakfast karo or phir main padhaugi
Abh: mumma no padhai aaj main, papa, dadu vedio games khelege
Abhir said excitedly all of them laughing .
Ak: Accha theek hai chal ab breakfast karle bhook lagi hogi naa . Uncle Abhimanyu aap bhi aaiye naa
Har: Ha ha kyu nahi aaj main bhi apne pote ke saath khauga
All of them settle on dinning table and have breakfast.
After breakfast Abhir and Harshvardhan goes to room as Abhir want to show his toys.
Akshara and Abhimanyu were in kitchen.
Ak: bolo kya kehna hai
Ab: Akshara please mujhe maaf kardo ek. Last chance dedo Abhir ke liye please. Maana maine bahut galtiya ki hai or uski saza mujhe mahadev already de chuke hai
Ak: dekho Abhimanyu maine tumhe already maaf kar diya hai kyunki main jaanti hoon uss din bo tum nahi tumhara gussa bol raha tha isiliye maine tumhe call bhi kiya lekin chhodo usko par maine Abhir ki zindagi main aane ki permission di hai or bo tumhara haq hai lekin main abhi tumhe apni zindagi main jagah nahi de paugu itna aasan nahi hai. I hope you understand.
Ab: Thank you so much Akshara ki tumne mujhe maaf kar diya or kya hum filhaal ke liye Abhir ke liye dost ban sakte hai I mean if you are comfartable. If you are not...
Ak: okk
Abhimanyu happily hugs Akshara tightly.
Sukoon.
Both of them feel each other .
Home.
After freaking 4 years Abhimanyu is genuinely happy..
Abhimanyu realised what he has done immediately break the hug.
Ab: oopps sorry
AK: it's okkk
So guys tell me how's the chapter...
Thank you.
You writer
Ishika....