Chapter 14

1.6K 89 9
                                    

Meerab wants to fetch something from the up but can't get her hand.She brings a tool and rode on it.

Murtasim comes there and said;

Murtasim:Teri himmat kaise hui is halat mein upar chadne ki.
Meerab:Mujhe Kuch chahiye waha se.
Murtasim:To Mujhe bata deti.Mein lee aata yaar.
Meerab:Kuch nahi hota.
Murtasim:You have to take care of yourself.You are pregnant now.
Meerab:Pata hai.Chilla chilla ke bolne ki koi Jarurat nahi hai.
Murtasim:Jarurat hai duffar.Aab utar yaha se.

Murtasim holds her hand and bring her down.

Murtasim:Aaj ke baad upar chadna band.Ayenda na dekho upar chadte huye.
Meerab:Ok nahi chadungi.

Murtasim lift up her and lying down on bed.He sat lean on her.

Murtasim:Apna Pehle se Aur dyan rakhna hoga.Samaj aayi.
Meerab:Mein kyun apna dyan rakho.Tum ho na mere dyan rakhne ke liye.
Murtasim:Mein to hu Lekin jab ghar pe nahi rahunga tab khud ka dyan rakhna.
Meerab:Ok.Murtasim sun na.
Murtasim:Bol.
Meerab:I love you.
Murtasim: I love you too.

Murtasim kissed on her lips.

Then suddenly someone knocked on the door and Murtasim going to open it.

Dayan and Ujala comes to meet them.

Dayan hugs Murtasim and Ujala hugs Meerab.

Dayan:Samaj nahi aa raha kya ban raha hu mamu yaa chachu.
Ujala:Machu sound good.
Dayan:Tu bhi khud ka rishtan tei karle khala yaa phupho.
Ujala:Mein to khala hu.Murtasim ki ek lauti sali.
Murtasim:Hai sali saheba.
Ujala:Bole dulha bhai.
Dayan:Agar tu khala hai to mein bhi chacha hu.Meerab bhabi ke ek lauta devar.Kaise hai bhabhi ji.
Meerab:Bilkul sahi hu Devarji.
Murtasim:Chal hum bhai bahar gappe marte hai.Behne ko yehi chod deta hu.

Dayan and Murtasim left from the room.

Ujala sat next to Meerab and said;

Ujala:Maa banne ka ehsas Kaisa hai?
Meerab:Bohot khubsurat.Aisa ehsas pehle kabhi nahi hua.Aur is ehsas ko mein puri tarike se mehsos karna chahti hu.
Ujala:Murtasim ka kya reaction hua jab usko pata chala woh bap bannewala hai?
Meerab:Pehle shakal bohot shocking tha.Bechare ko Yakeen nahi aaya woh bap bannewala hai.
Ujala:In salo mein murtasim bohot badal gaya hai na.Woh Pehle ger Zimmedar tha Aur aaj dekh kitna Zimmedar ban gaya hai.
Meerab:Shaadi ke baad kafi badlav aaya uska.
Ujala:Apne mohabbat ka izhaar kiya tujhse?
Meerab:Haa.Maine bhi keh diya hai apni dil ki haal.
Ujala:Tujhe nahi pata tum dono ko sath dekhne ke liye maine kitne dua mangi thi.Allah tumhare darmiyan mohabbat Aur badai aur bas badta hi jai.
Meerab:Tu sahi kehti hai Niqah mein bohot taqat hai.Aur miah biwi ke bich mohabbat Allah paida karti hai.Aur iska sahi example hum hai.

Ujala smiles.

Meerab is arranging their closet then she gets a message from Murtasim;

"Kuch siriyan chadke chad pe aa jao.Tumhare intezar mein hu."

Meerab takes her phone and goes towards the terrace.

She finds the terrace is well decorated with light.

Murtasim comes there and hugs her from back.

"Happy 620 days of our togetherness"

Meerab:Dekhte dekhte waqt kaise gaya pata bhi nahi chala.
Murtasim:Tumhare sath waqt bohot haseen guzra.Kash baki Zindegi bhi aise sath hasi khushi guzar jai.
Meerab:Tumhare sath maine Zindegi ki bohot utar charav dekhe hai.Humne khushi ke pal bhi sath guzare hai Aur gham bhi dekha hai.
Murtasim:Musibat ka samna bhi sath kiya.Judai ka ghum bhi jhela.
Meerab:Kyun ki yehi Zindegi hai.Hum har ek chiz se bohot kuch sikha hai.Zindegi to aisi hi hai kabhi khushi kabhi ghum.Socho na agar Zindegi mein sirf khushiyan hoti to Zindegi kitni boring ho jati Bilkul Waise hi agar sirf ghum hota to Zindegi annoying si ho jati.Emotion ke varieties ke wajah se Zindegi Itni khubsurat hai.Ghum hai to hum khushiyon ke ehmiyat ko samajte hai.Humare bich judai aaya to ek dusre ke liye Mohabbat ko Aur acchi tarha se samaj paya Aur yeh realised kiya hum ek dusre ke begair nahi reh sakte.Musibat ayi to rishtan Aur majbut bana.Jo kuch bhi hua acche ke liye hi hua.
Murtasim:Bilkul sahi kaha tumne.Jo hua acche ke liye hua.

Murtasim brings a pendant made with gold and wear it on Meerab.

Murtasim:Kaha tha na sab kuch kharid ke dunga jab mein qabil ban jaonga.
Meerab:Mujhe pata tha tum de sakte ho.Tumhare qabiliyat pe Mujhe kabhi shaq nahi hua.

Murtasim kissed on her neck.Meerab feels restless and she about to go from there.Murtasim holds her hand and grabs her lips.

In the room.

Meerab lying down on bed in hugging murtasim.

Murtasim:Ek baat kahu.
Meerab:Bolo.
Murtasim:Tu jab Pehle aise pakad ke soti thi na to mere liye control karna mushkil ho jata tha.Ji karta tha usi waqt kuch kar dalu.
Meerab:Phir control kaise karta tha?
Murtasim:Bohot mushkil se.Lekin jis din control nahi kar pata to Tujhe kiss karta tha.Ek din to..
Meerab:Kya?
Murtasim:Maregi to nahi?
Meerab:Bol to Pehle.
Murtasim:Maine teri dupatta hatake tere neck pe kiss kiya and puri body touched bhi kiya.

Meerab hits on his chest and said;

Meerab:Besharam Begairat.
Murtasim:To tu kyun pakadti thi.Tere chune se to mera body heat pe aa jata tha.And man can't control it.
Meerab:Sab se Pehle apni zuban pe tala laga.Kuch bhi bol deta hai besharam.
Murtasim:Sharam dekhata to tu kabhi maa nahi ban pati.

He touched her belly and said;

Murtasim:Yeh to meri besharami ka natija hai.

Meerab pinch on his hand and he takes away his hand;

Murtasim:Jangli billi.
Meerab:Apne harqat thik kar.
Murtasim:Nahi karta.
Meerab:Karna hoga.
Murtasim:Nahi karunga tu kya kya karegi duffar.

And their arguments to be continued.

Meerab is coming downstairs but suddenly She slip on the stairs.

[Put your valuable feedback guys]

𝙌𝙞𝙨𝙨𝙖 𝙚 𝘿𝙞𝙡Where stories live. Discover now