Part 9

105 6 13
                                    

Scene starts in Rishi's office,
Rishi was sitting in his cabin with an angry face. Rishab was sitting infront of Rishi with a smile.
Rishab: Toh main conform samjhu?
Rishi: NAHI!
Rishab: Rishi.......meri baat sunn....dekh main tujhe firse samjhata hoon......Lakshmi jo hain......
Rishi: Main samajh gaya ki Lakshmi qualified hai aur is capable of working lekin tu use apne kisi aur dost ke office mein job dila de na. Mere office mein kyun?
Rishab: Kyunki tujhse saga mera aur koi dost nahi hain iss duniya mein yaar Rishi. Aur I really think ki tujhse accha boss koi nahi ho sakta.
Rishi sighed.
Rishi: Dekh Rishab...main kisi ko bhi job de sakta hoon......Lakshmi ko chod kar.
Rishab: Arrey yaar Rishi....tu mere liye itna nahi karega? Please na yaar....mere khaatir.....Lakshmi ko yeh job de de...please Rishi....please......
Rishab looked at Rishi with his puppy eyes.
Rishi: Okay fine.....Lakshmi job kar sakti hain yaha.
Rishab: Thank you yaar......I love you...truly.
Rishi: Haan bas bas....bachpan se tu aise hi mujhe emotional blackmail kar leta hain aur main maan jaata hoon teri harr baat.
Rishab: Vo toh meri khasiyat hain.......aur tu pighal jaata hain....yeh teri khasiyat hain.
Saying this Rishab laughed out loud. Rishi giggled as well.
Rishab: Waise....main tujhe ek baat batana toh bhool hi gaya.....mumma papa ki 50th anniversary aa rahi hain. Toh...uske liye humein kuch plan karna chahiye.
Rishi: Karna toh chahiye....let's have something grand.
Rishab: Haan grand toh karna hain lekin kya kare?
Rishi: I guess......
Rishab: Ek minute...yeh dekh.......yeh theme kaisa hain?
Rishi: Punjabi theme? Idea toh bohot creative hain. Yahi rakhe?
Rishab: Haan why not?
Rishi: Toh main aaj hi event managers ko bol deta hoon......
Rishab: Mere dhyaan mein hain ek event manager.
Rishi: Okay...fir use bula le.
Rishab: Pakka?
Rishi: Haan pakka......
Rishab: Okay......
Rishi: Aur teri vo Lakshmi.....usko bol dena kal se aa jaaye.
Rishab: Okayyyy........
Rishab left happily.

Next Day,
Rishi came back home. He was in the office for the whole night last day.

The decorations were on their way of getting completed.
Rishi went to his room and saw Lakshmi there.
Rishi: Tum yaha kya kar rahi ho?
Lakshmi: Vo main......
Rishi: Kya kar rahi ho?!
Lakshmi: Arrey shaant ho jaao...main toh bas yeh kapde rakhne aayi thi.
Rishi: Main nahi pahen ne waala yeh sab.
Lakshmi: Arrey theme ke saath match kar raha hain. Aur sirf tumhe nahi diya hain.....har kisi ke liye ek ek laayi hoon.
Rishi: Main fir bhi nahi pehnunga.
Lakshmi: Dekho Rishi...I know that you hate me and I accept that lekin mere liye tum apna mood kyun kharab kar rahe ho...hain na? Agar tumne nahi pehna yeh toh fir party ke theme ke saath tum match hi nahi karoge aur aunty ko bhi bura lagega.
Rishi: Tumhe kab se dusron ki feelings ki parwah hone lagi?
Lakshmi didn't said anything.

Rishi smirked.
Lakshmi: Kab hua yeh nahi pata lekin ehsaas ho gaya ki agar aap dusron ki feelings ki qadar nahi karoge toh koi aapko feelings ki bhi parwah nahi karega.
Saying this Lakshmi left.
Rishi got fresh quickly.

Evening,
Rishab: Mom........saari arrangements ho gayi hain. Aapko pasand aayi na?
Rishab's mom: Mujhe toh bohot pasand aayi. Waise kiya kisne hain?
Rishab: Lakshmi ne.........
Rishab's mom: Really? That's really nice......she is very talented. I am proud of her.
Rishab smiled hearing this.
Rishab: Aur pata hain......idea for Punjabi theme bhi Lakshmi ka hi tha.
Rishab's mom: Really impressive. Waise vo hain kaha?
Rishab: Vo bas aa rahi hain taiyaar ho kar.
Just then Rishi came down.

Rishi came to Rishab

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rishi came to Rishab.
Rishab: Wow! Kya lag raha hain yaar tu.
Rishi: Thanks......tu bhi handsome lag raha hain.
Rishab: Thanks par yeh tu ek smile ke saath bhi toh bol sakta tha na?
Rishi: Haan bol sakta tha lekin...I don't like smiles.
Rishab: Mom yaar...kya hoga iss khadoos ka?
Rishab's mom: Ab yeh toh iski biwi hi jaane. Waise Rishi....tumhari shaadi bhi toh honi chahiye....tumne kya socha hain uske baare mein?
Rishab: Kuch nahi socha hain isne ab tak mom. He feels ki shaadi barbaadi hain.
Rishab's mom: Aisa nahi hain Rishi.....
Rishi: Aisa hi hain aunty. I don't ever want to get married.
Rishab: Har koi shaadi ke pehle aisa hi bolta hain. Ek baar shaadi kar le.....fir dekhna....apni biwi se durr jaane ka mann hi nahi karega.
Rishi: Impossible.......main toh.......
Rishi was about to speak more when suddenly Lakshmi entered. Rishi was stunned seeing Lakshmi.

A word escaped Rishi's mouth without his will

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

A word escaped Rishi's mouth without his will.
"Beautiful"....said Rishi mesmerized seeing Lakshmi.
Rishab: Haan? Kuch kaha kya tu ne Rishi?
Rishi: Nahi..I didn't tell anything.
Rishab: I thought that you gave a compliment to Lakshmi.
Rishi: Main Lakshmi ko compliment.......
"Kabhi nahi dega kyunki uska sirf mujh par haq hain."said someone.
Everyone turned around only to see Malishka there.

Rishab: Malishka? Tum yaha? To be continued

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rishab: Malishka? Tum yaha?
To be continued.........

Guilty Love (Completed)Where stories live. Discover now