" Part 1 "

698 30 10
                                    

It's a beautiful morning...Birds are chirping...Then a Mansion was shown ....

Luthra Mansion...

A girl is preparing breakfast for everyone ..then suddenly a boy comes from behind and back hugs her ....

Girl:Karan

Karan:kya baat hai babydoll pehchan liya tumne mujhe

He leaves her...

The Girl is revealed to be Preeta...

Preeta:kaesi baatein karte ho tum Karan tumhare alawa mujhe kon aake aaise gale lagaega

Karan:haa wo bhi hai

Preeta:kher chalo ab warna Kavya aajayegi ...

Karan:hmm...waise mujhe tumhe kuch batana hai

Preeta:haa kaho ....waise aaj The Karan Luthra bahot kush lag rahe hai

Karan:baat hi kuch aaesi hai Preeta

Preeta:acha ..toh phir batao

Karan:haa ...Preeta maine na ek trip plan Kiya hai ...ham tino tum maine aur hamari Kavya ...sath mein jaenge ...

Preeta:kahan

Karan:Jaipur ...wo Jaipur mein mujhe kuch kaam bhi hai ...toh bas mein chahta hu ki tum aur Kavya bhi mere sath chalo ..ham todha family time spend karlenge ...waha dad ke dost rehte hain ... Kashyap Uncle unki ek haveli hai aur maine unse baat kar li hai ham waha rahenge ....Wo Kashyap Uncle abhi US mein hai ....but ham waha reh sakte hai ....toh

Preeta:ham ja to sakte hai Karan...but Kavya ki phadai

Karan:Preeta yaar abhi toh holidays hai Kavya ki toh please mana mat karo mera bahot mann hai ki tum dono bhi mere sath chalo ....please

Preeta:acha thik hai chal lenge

Karan: thankyou Preeta

Preeta:par jaana kab hai hamhe

Karan:kal subhe

Preeta:kal aur tum ab bata rahe ho mujhe Karan ...pata hai kitna kaam hoga ham Teeno ki packing mujhe karni hogi ...

Karan:are relax mein tumhari help karwa dunga tumhari packing mein ...thik hai

Preeta:hmm ...ab chalo bahar

Karan:haa chalo sab ko bata dete hain

Preeta:haa...

Karan takes apple from fruit basket.... Then they both goes outside....

Everyone are sitting on dinning table Karan goes and sits beside Sameer ..

Preeta started to serve tea to Everyone

Preeta:dadi ye aapki chai

Bani dadi:Haan putar la

Preeta:Mahesh papa aapki

Preeta:rakhi maa ye aapki aur kareena bua ye aapki

After that she goes towards kritika and Rishabh

Preeta: rishabh ji ye aapki chai

Rishabh smiles than takes tea from her

Preeta: kritika tera orange juice

Kritika:laaiye bhabhi

Preeta:Sameer tumhaari chai aur shrishti ye le teri chai

After that she was about to sit but

kiera😈Where stories live. Discover now