After sometime Preeta opens her eyes ...she is in someone else's house...beside you a man is sitting and looking worried....
Ravi : aap thik toh hai ? Maaf kijiye mujhe aap ko behosh karna pada ...agar mein aapko behosh nhi karta toh wo shaitani Shakti aapke sharir per kabja kar leti ...
Preeta: aap kon hai ?
Ravi: I am Ravi ...mein janta hun meri maa ne aapko mere paas bheja hai ...wo Kiera aapke parivar ko marna chahti hai ...jese usne mere parivar ko mujhse china tha
Preeta: aapke parivar ko bhi Kiera ne maar Diya
Ravi: saalo phele meri maa ke mana karne ke bavjut mein us ghar mein gya...mein meri patni Meri bachi aur meri maa ham us ghar mei reh rahe the ...phir achanak mujhe business ke silsile mein bahar Janna pada ...meri biwi Maya Roz us ghar mein kisi ke hone ki shikayat karti thi ...aur meri beti Priya bhi ajeeb harkate karne lagi thi ...7 din baad jab mein trip se lota...toh meri maa ki body Ghar ke bahar padi thi...aur Ghar ke andar meri biwi aur bachi ka kisine behrehmi se Katl kar diya tha ...us raat jab mein us ghar mein ruka toh maine us shaitani gudiya ko aur us ghar mein basi har ek aatmao ko mehsus Kiya ...us Kiera ne mujhe bhi Marne ki khoshish ki ...
Preeta: toh phir aap jinda kese bache
Ravi: wo Kiera kamzor logo ko toh aasani se apna shikar bana sakti hai jese bache ...lekin aapke aur mere jaise logo ko wo sirf Dara sakti hai hamare sharir per kabja nhi kar sakti ...rat bhar chipte chipate mein subah us ghar se bahar aa gya ...aur meri maa ki aatma ne mujhe yaha rehne ke liye kaha
Preeta: toki tum Kiera se bach Sako ...lekin Kiera jus kisi ko bhi Marti hai uski aatma wo Ghar mein ked kar leti hai toh tumhari maa kaise aajad ghum Rahi hai
Ravi: unki dead Ghar ke bahar hui thi isliye wo Kiera unhe Jed nhi kar payi ...saalo se mein us Kiera ke baare mein janne ki khoshish kar raha hun...mein meri patni aur beti ki aatma ko mukt karwana chahta hun ..isliye Kiera ke baare mein sab jaana chahta hun ki usse kese khatam kiya jaye
Preeta: kya us Kiera ko khatam karne ka koi rasta hai Ravi
Ravi: Kiera ko usi tarah khatam karna hoga jis tarah uska Janam hua hai
Preeta: matlab kya hai tumhara
Ravi: Kiera ke maa baap ko shadi ke 12 saal bad bhi koi bacha nhi ho Raha tha...uski maa bache ki chat mein pagal si ho gyi thi isliye unhone kale jadu ka Sahara liya ...un logo ne wo Ghar kharida kyoki us ghar ke niche kaafi aatmaye thi ...phir unhone ek navjat bache ki Bali chadai aur phir unki icha puri hui ...lekin wo nhi jante the ki shaitan is duniya mein aane ke liye unki nada le Raha tha ...unki bachi shaitan ka Roop thi ...Kiera ko takat ke liye khoon ki jarurat thi isliye usne logo ko marna shuru kar diya ...ek din ek aadmi ko marte hue Kiera ko uske papa ne dhekliya ...usne Kiera ko maar Diya halki unhe aur unki biwi ko bhi apni Jaan gawani padi ...unhone usse maar kar ek gudiya mein khed kar diya ...Kiera ko sirf ek sharir chaiye Preeta usne phele unki beti ke sharir ka istemal Kiya phir us ghar mein jaane wale logo ka ..
Preeta: lekin aapko ye sab kese pata chala
Ravi: mein us Kiera ko jalane gya tha...tab mujhe uske papa ki dairy mili...aur mujhe Kiera ke baare mein pata chala ...usse ushi kale jadu wali jagah per jalana hoga ...jis darwaje se wo is duniya mein aayi thi us darwaje ko hi jalana hoga ...
Preeta: agar ham us aatma ko khatam kar sakte hai toh jaldi chaliye ...kal hamara us ghar mein satva din hai kal wo Kiera mere pati aur meri beti ko maar degi ...
Ravi: hame Jo bhi karna hai bahot soch samjhkar karna hoga ...hamare ek galat kadam tumhare parivar ki jaan le sakta hai
Preeta: toh kya karna hoga hamhe

YOU ARE READING
kiera😈
FanfictionSo it's a different story on preeran and their daughter kavya luthra ... In this story Karan didn't fall down from the bridge ...he is with preeta when she is pregnant and they both enjoyed that time ...they both raised kavya together ... Kavya call...