"Episode 10"

560 21 7
                                        

Umeed entered in the room along with a cup of tea and kept it on the table. Farjaad came out from bathroom, in his night suit. Umeed sat on the bed and looked at him. Farjaad took a cup and sat on sofa.

Farjaad: "Umeed, ap apne liye chai lekar nahi ayi?" He asked curiously.

Umeed: "nahi, mera abhi dil nahi chah raha"

Farjaad: "kya hua, koi pareshani hai?"

Umeed: "nahi, koi pareshani nahi hai"

Farjaad: "hmm"

Maid came there along with Ahmed, Farjaad kept the cup and extended his hand towards Ahmed, he jumped in his arms and Farjaad kissed on his cheeks. Maid rushed out from the room and Ahmed was smiling and giggling. Umeed smiled at them.

Umeed(inside): Laiba, tum aur Rayyan bhai mere sath nahi ho to kya hua. Mein aur Farjaad milkar bht ache parents prove honge, ham dono kabhi bhi Ahmed ko tumhari kami mehsos nahi hone denge"

Farjaad(inside): "don't worry Rayyan. Tumne Umeed aur Rahim ka jis tarah khayal rakha tha isi tarah ab mein bhi Ahmed, Umeed aur Rahim ka khayal rakhonga. Mein aur Umeed apne dono bachon ke parents bht ache banegen, i promise"

**********************

Farjaad was smoking in balcony, looking outside. Umeed entered in the lawn along with tea, walking peacefully. Farjaad looked at her, she also looked at him.

Farjaad: "Umeed, ap lawn mein kya karahi hain, bahar bht thand horahi hai"

Umeed: "nahi, itni bhi nahi horahi"

Farjaad: "ap chai peerahi hain, isliye apko feel nahi horaha"

Umeed: "chai nahi coffee hai"

Farjaad: "jo bhi hai, lekin abhi thand horahi, ap andar ajain"

Umeed: "ap neeche ajain na, kitna acha mausam horaha hai. Walk karte hain"

Farjaad: "ok"

Umeed: "lekin ye cigratte phenk kar ayiga, mujhe iske smoke bht allergy hai" She commanded.

Farjaad leaves from balcony and Umeed again started walking, Farjaad came in lawn and Umeed smiled at him, They started walking.

Farjaad: "apko thand bht achi lagti hai?"

Umeed: "nahi, i mean kabhi kabhi"

Farjaad: "Ahmed sogaya?"

Umeed: "hmm, sogaya tabhi to mein itne aram se walk karahi hun"

Farjaad: "pora din apko tang karta hoga, kitna thak jati hongi ap?"

Umeed: "nahi, adat hai mujhe. I mean, Laiba ke jane ke baad meinay hi Ahmed aur Rahim ko sambhala hai"

Farjaad: "Laiba ki yaad arahi hai?"

Umeed: "mein ise bhoolti kab hun, hamesha ise yaad karti rehti hun" she replied in slow voice.

Farjaad: "i know, mein apka dard samjh sakta hun. Meinay bhi apne bhai aur parents ko khoya hai, ham dono ki story almost same hi hai" he said in a soft tone.

Umeed: "han, meri life to teen saal pehle hi badal gai thi jab meri ami aur abu ki death hogai, phir ek bhen thi jo mujhe chor kar chali gai, shayad mere apne dreams aur sab kuch ek sec mein khatam hogaye, zindagi mein sirf ek bhai aur beta hi hai jiske sahare mein jeerahi hun" Her eyes filled with tears, Farjaad feels her pain.

FARMEED: "Tum hi ho❤️"Where stories live. Discover now