pal mein badal gaye rishton ke rang

119 11 0
                                    

Bon;khaana lga du barrister Babu
Ani:haa bondita
Ani:😋 kya khaana bnati ho chalo ab tunhari baari ye lo khaao
Bondita mann mein sochti hai
Bon:app aach mein bohot acche hai barrister Babu app mujhse Prem nhi karte phir bhi mera itna saath de rahe hai 😭
Anurudh mann mein sochta ha
Ani: mein jaanta hu bohat takleef mein ho tum iss samay kaash mein tumhare liye kuch kar paata mein tumhe aise nhi dekh sakta hu bondita kyuki mein tumse .....🥺
Ani: mein bihari ko bulata hu
Bon: par kaka sasur ji 😢
Anurudh,s flashback 🤔
Kaka Tera humse aur iss parivaar se koi rishta nhi hoga
Flashback ends
Ani: arrey haa kya kare ab
Tabhi bihari ata hai
Bihaari:ham andar aa jaaye chote maalik?
Ani:aao na bihari
Bihari:ajj bade Malik ne thik nhi kiya bondita maalkin k saath paise ka abhimaan aa gaya hai unmein. 😭
Ani: bihari 🫂
Bon:🥺
Bihari: mein koi madad kardo kya apki??
Ani: par kaka ??
Bon: arrey kya kar lenge vo naukri se nikaal denge hum khud iss ghar k ram sita k jaate hi gaao chale jayenge nhi rehna yaha 😭🤧
Bon:app sach mein bohot ache hai bihari babu😭
Ani:pta hai bondita jab meri maa durga MAA k paas chali gayi toh mein bihari k saath hi khelta tha mujhe khaana bhi bihari hi khilata tha mere liye bahut kuch kiya hai isne 😭
Bihari:🤧🥺
Bon:😭
Ani: chalo bihari ye palang alag alag karne hai zara
Bihari:ji chahiye 💯
Anirudh aur bihari bed uthate hai
Bed k niche ek chuha hai
Bon: Pati babu chuha a.......aaaaaaa😱
Bondita bhaag k anirudh k galle lag jaati  hai
Bon:🫂 barrister Babu chuha usse bhaga dijiye please
Ani: bondita,🙈 bihari hai 🤦
Bon: arey,🙈 s.... sorry
Bihari; mein chalta hu chote maalik
Ani: thank you bihari 🫂
Bon: thank you bhaari babu
Bihari:🙂
Bon: apko mujhpe bohot gussa aa raha hai na barrister Babu??app daant lijiye mujhe
Ani:aisa kyu keh rahi ho tum bondita
Bon:vo mein apke gale.......🙈🙈 aur pehle bhi ajj mein baar baar apke galle lag kar royi I am sorry barrister Babu
Ani; kyu kya tum mujhe apna nhi samjhti??bolo
Bon: nhi iss samay sirf app hi hai jo mere hai app hi mera sab kuch hai
Ani:toh tumne mere gale lag kar kya galat kiya bondita?? mujhpe adhikaar hai tumhara tum patni ho meri bondita tumhare alawa kisi  ladki ko ye adhikaar nhi diya maine ki mere aas paas bhi ghum sake💯
Bon:ek Kami ki wajah se admi ki niyat badal jaati hai par app ....🥺🤧
Ani:vo admi admi kehlanene k layak nahi hote bondita 💯
Bon: mein kuchi dino mein school jaaungi vacation khatam ho jaayenge
Ani: school jaayegi toh dhayan kisi aur taraf jaayega varna udaas rehti hai
Bondita tabhi kadwa kadha laati hai aur peene lagti hai
Ani:roko bondita mat piyo isse tumhe kadwi cheezon se ulti aati hai
Bon:ab mujhe iss kadve kadhe ko peene aur kadwi baatein sunne ki adat daalni padegi
Ani: bondita 🥺🤧

Adhi raat ho chuki hai anirudh achanak se dekhta hai bondita apne bed pe baithi kuch soch rahi hai aur uski ankhon se ansu beh rahe hai
Anirudh Mann mein sochta
Ani: kya haal kar liya meri bondita ne apna aisa lagta hai ki ye meri bondita hai hi nahi 😭
Bon: barrister Babu
Ani:haa bondita??
Bon:time kitna hua hai
Ani:12:00 bje hai bondita
Bon:naa jaane subah kab hogi mujhe ghutan ho rahi hai iss raat mein 😭
Anirudh bondita k paas jata hai
Ani: bondita 😭🫂
Bon: mujhe nahi jeena barrister Babu 😭🫂dum ghut ta hai mera😭
Ani: nhi bondita aisa mat bolo 🫂😭 mein kya kru kaise tumhe iss dukh se ubharu 😭🫂
Bon: mujhe neend nahi aati hai barrister Babu raat ko jaise hi soti hu bure sapne aate hai aur dar lagta hai
Anirudh bondita ka sar apni gudd mein rakhta hai
Ani: mere hote huye tumhe darne ki koi zarurat nahi mein hu na tumhare pass??
Bon:ji🥺
Ani:ab araam se so jaao bondita 💯kal ham ghar dekhne jaayenge hmm??
Bon:ji theek hai

Subah ho gyi hai anirudh uth chuka hai
Ani :badi mushkil se soyi thi bondita sone deta hu
Bon: good morning barrister Babu
Ani: arrey bondita tum uth gayi so jaao abhi aur
Bon: apko kya ho gaya subah subah x🥱 hamesha se appne mujhe jaldi jaagna seekhaya hai
Ani:haa par kal tum bohot mushkil se soyi thi isliye
Bon:kal raat maine jo bhi kaha mein aisa kuch nahi karungi mein strong banugi mein apki takat banugi kamjori nhi mein life mein move on karne ki koshish karungi
Bon: shabash bondita 🥺 mein tumhare saath hu bondita
Bon:vo aurvedic kadha acha hai mujhe acha laga vo peeke roj peeungi mein
Ani: theek hai
Anirudh mann mein sochta hai
Ani: please meri bondita ko theek kar dijiye Durga maa mein kabhi appse kuch nahi manguga😭
Ani:sab theek ho jayega bondita 🫂😭
Bon: arrey app ro rahe hai barrister Babu 🥺 kya ho gaya app strong ho bohot
Ani: mein strong hu par mein tumhe aise nhi dekh sakta hu bondita 🥺
Bon:app chinta na Karo mein sambhal jaaungi dheere dheere aur ye savikaar kar lungi ki mujhe periods kabhi nahi ayenge 💯😭 ajj akhari baar dil khol kar rona chahti hu mein rona chahti hu....😭
Anirudh bondita ko gale laga leta hai
Ani:🫂😭ro lo bondita mann halka karlo apna aur agge badho jaanta hu ye bohot mushkil hai ye tumhare liye kaash kuch aisa ho ki tum theek ho jaao bondita 💯
Bon:ab mein kabhi theek nahi hongi kadva sach hai ye 🥺 barrister Babu chodiye ye batein ye btayiye ajj naashte mein kya khaayenge??
Ani: tumhare haath ki coffee aur mere haath ka sandwich saara kaam tum hi karogi kya??
Bon:haa jaanti hu agar ghar ladka ladki dono ka hai toh kaam bhi dono hi karenge
Ani:haa💯
Bondita mann mein sochti hai
Bon: aapke liye apna dard bhi chupa legi ye bondita barrister Babu 😭
Aise hi kayi din beet jaate hai
How was the chapter guys 💓 hope you like it 

Pal Mein Badal Gye Riston Ke RangWhere stories live. Discover now