pal mein badal gaye rishton ke rang

39 5 0
                                    

Sanju dada app parlour waale se bol doge hame jaldi free karde
Ani theek hai mein bol ke ata hu ☺️
Bon chal hum samaan nikaal lete hai
Sanju haa
Anirudh andar jaata hai
Ani ansh tu 🥺
Ansh anirudh 🥺
Ani kaisa hai tu
Ansh tu jaa yaha se baat mat kar mujhse  maine kaha tha ki vo sudamini achi nahi hai tunne phir bhi ussi se shadi karne ka faisla kiya
Ani ansh sun toh
Ansh tu kehta tha ki jab main apna beauty parlour kholne ka sapna pura karunga toh tu apni patni ko lekar ayega ready hone ke liye par mein uss Dayan ko tayar nhi karunga haa
Bondita ati hai
Ansh mere customer aa gaye tu Jaa
Bon kya hua barrister Babu
Ansh app jaanti hai inhe
Ani ye bondita hai tumhaari baudi
Bon:🤗
Ansh chal jhoothe jhoot bolne se hamari dosti nhi ho jayegi mam app ayiye
Ani arey 🥺
Bon bhaiya mera naam hai bondita anirudh Roy Chaudhary
Ansh iska matlab tunne
Ani haa maine soudamini se shaadi nahi ki hai bondita se ki hai
Ansh tu uss Dayan se bach gaya mere bhai 😭🫂
Ani 🫂kaisa hai tu

Ansh mein theek hu 🫂
Ani le meri Dulhan Ko saja de mein hamesha apna Vada nibhata hu
Ansh ayiye baudi 🤗
Bon 🤗 mein vo saara saaman le ayi jo appne bola tha
Ansh isse vapas kar do
Bon par kyu
Ansh maine Vada Kiya tha ki iski dulhan ko mein sajaunga please baudi sab mein karunga ajj bhi aur shaadi ke din bhi
Bon par bhaiya
Ani dekh tu
Ansh tu chup kar
Bon par bhayiya don't mix professional and personal life
Ansh par baudi
Bon nhi bhaiya 🤫
Ani bondita se koi nahi jeet sakta hai
Ansh a... acha theek hai 🤗
Ani theek hai mein chalta hu ajj court mein thoda sa kaam hai free hoke call kar dena hmm 🤗
Sanju theek hai dada
Bon suniye bahar ka mat khaayiga maine tiffin rakha hai bag mein
Ani theek hai
Ansh tu ye deserve karta hai anirudh 🤗
Ani bohot dhayan rakhti hai bondita mera bohot achi hai
Ansh 🤗baudi ayiye
Bon ji ☺️
4 ghante baad
Sanju tu kitni achhi lag rahi hai bondita
Tupur didi 😍
Anirudh ata hai
Ani bondita 😍
Bon 🙈
Ani m.. meri bondita kaha chupayi hai tumne ansh😜
Sanju 🤭

Tupur 🤭
Ani bondita 🗣️
Bon yahi toh hai bondita barrister Babu
Ani arrey maine toh pehchana hi nahi bohot achi lag rahi ho
Bon sachi mein 😍
Ani haa 💯🤗
Bon thank you bhaiya ji ☺️
Ani kamaal kar diya tumne yaar
Ansh 3 4 din Baal khule chodne hai
Bon par kaka sasur ji
Ani mein baat karunga kaka se ab chale
Bon thank you bhaiya 🤗
Ani tujhe aana hai shaadi ki rasmon mein
Ansh mein toh aaunga hi baudi ko tayar karunga na 🤣
Ani arrey haa 🤣chal theek hai chalte hai
Ansh mein mehandi aur facial k liye Ghar hi aa jaaunga 🤗
Bon arrey wah thank you bhaiya mere liye jaise som dada hai vaise hi app hai
Ansh arrey 🤗

Sab Ghar aate hai
Kaka bahu
Ani vo kaka
Kaka bahu sar par pallu nhi le sakti yahi na hamare ghar mein...
Ani 😟
Bon 😟
Kaka beti pallu nhi leti 🤗
Ani 😍
Bon 🥺🤧
Kaka samaan bandh liya beta
Bon ji🤗
Kaka kuch der baad nikalenge
Bon ji 🥺
Kaaki ati hai
Bon nupur😍😘mela bacha kaisa hai
Ani baby 😘
Nupur 😭
Kaka usse teri shakal pasand nahi hai 🤣
Bon 🤭 Susu kar diya chalo change karte hai
Ani acha ye baat hai
Batuk ata hai nupur my baby 😘
Bon dur hatto Susu kiya hai
Batuk ye dekho hum kapde le aye ache hai na
Bon kapde toh ache hai par tumhari shakal 🤣😭
Sab 🤣🤭

Battuk baudi 😩
Kaka saara saaman le gaye bihari
Bihari 💯
Kaka chalo bahu jaata samay iss taraf muh karke jaana Lakshmi k aate huye pair hi ache hote hai
Bon ji ☺️ Bhaari Babu Sabka dhyan rakhna
Bihari ji ☺️
Bon:app apna dhyan rakhna samay par khaana aur acidity ki medicine le Lena bhaari Babu inke liye kam masale waala khaana bnayiyega kuch din aur subah coffee samay se de Dena aur shaan kar dena
Kaka chota sa bacha nhi hai bahu
Bon nupur se thode hi bade hai agar khaana na khaaye toh daantna
Ani mein sirf tumhari daant khaaunga 🥺
Bon 🥺🤧
Kaka arrey yahi saath hi jaa rahi hai bhavuk kyu ho Raha hai anirudh
Ani kabhi gayi nahi na aise toh
Kaka 🤗🥺
Ani tum bhi dhyan rakhna apna hmm padhai
Bon app chinta na Karo mein roj padhai karungi
Ani arrey nhi mein bol Raha hu ki padhai na karna enjoy karna🥺
Kaka shukar hai bhagwan ka
Tupar chale didi
Ani suno bondita ye tumhare liye
Bon phone 😟
Ani haa tumhe zarurat pad sakti hai kabhi som Ghar par nahi hua toh
Kaka le Lo bahu🤗
Bon ji ☺️
Kaka aa jaana bahu
Bon ji
Kaka chale jate hai
Bon mujhe ajj toh yaha hona chahiye tha apka dhayan rakhne k liye kam se kam agar phir se pain hua toh
Ani nhi hoga
Bon app toh kissi ko btate bhi nahi ho🥺
Kuch kar bondita
Bondita thoda aage jaakar gir jaati hai
Bon ah 😩 bondita ko lag gayi kaka sasur ji 🗣️
Ani bondita 🏃‍♂️ kya hua chalo doctor k pass chalte hai 🥺
Bon 😉
Ani haww 🤭
Kaka kya hua bahu 😧
Bon bohot choot lagi hai kaka sasur ji 😩dard ho raha hai
Ani k .. kya hua dekhao Zara
Bon choot lagi hai barrister Babu 😭🫂
Bondita anirudh k kaan mein bolti hai
Bon mujhe pata hai apko gussa aa raha hai bondita par mujhe ye karna hoga ajj mein Bhaari Babu ko Bta du ki apka dhayan kaise rakhna hai kal chali jaaungi
Kaka chalo ab khadi ho jaao bondita bahu abhinay band karo ab
Ani 😟
Bon 😟
How was the chapter guys hope you like it please comment in comment box

Pal Mein Badal Gye Riston Ke RangWhere stories live. Discover now