Anirudh Ghar ata hai
Kaka:aa gaya tu anirudh bahu kaha hai sab theek hai na
Ani:haa kaka sab theek hai ajj bondita ka annual function tha usne top kiya hai bondita aa jaayegi thodi der mein
Kaka: toh itna udaas kyu hai
Ani: nhi kaka theek hu mein
Kaka:pta nhi tha jhoot bhi bolta hai tu,🥺
Ani: bondita ne apna inaam isliye thukra diya kyuki Maine uska bharosa nahi kiya 😭 itni mehnat ki thi usne raat bhar jaag kar padhti hai vo kaka khaana bhi nahi khaati kabhi kabhi phir bhi 💔itni lagan hai usmein aur mein sab kuch jaante huye bhi iljaam lga diya uspe 💔
Kaka:🥺🤧
Bondita ati hai
Ani 🥺🤧
Kaka:b....bahu aa gayi tum 😍
Bon: ji ☺️
Kaka: anirudh ne btaya ki tum phir se awal ayi ho bohot khush hai hum tumhare liye 😍
Bon:☺️
Kaka: hamari Bahu ka tohfa le aao
Bihari roshogulle laata hai
Bon:wah rosshugolle 🤤 mere liye 😋
Kaka:haa bahu😍
Bon:😋
Kaka: hamari Bahu ko khush karna mushkil nahi hai anirudh
Ani: acha natak kar rahi hai bondita 💔
Kaka:m .. matlab
Ani: bondita khush hone ka Natak kar rahi hai kaka taaki koi udaas na ho 🥺🤧
Ani:🥺🤧
Bon;pait bhar gaya chal ab kal ki tayari kar le bondita
Ani: mein madad karta hu
Bon: mein apna kaam khud Karti hu kaka sasur ji
Bondita chali jaati hai
Anirudh Mann mein sochta hai
Ani: tumhari ye narazgi meri jaan le legi bondita 😭
Bon:kal jaldi uthna hoga bondita jaldi kar 🏃
Ani: ye lo meri gha
di le lo alarm lga lena
Bon; nhi chahiye 🥺
Kaka: ye kya kiya bihaari bahu k kamre mein samaan rakh diya ab vo kaha soyegi
Bon: mein study mein so jaaungi
Kaka vaha bhi samaan rakh diya hai
Bon: guest room mein chali jaaungi mein 😊
Kaka:haa😊
Bon vaha toh chipkali hai 😩
Ani: tum mere kamre mein aa sakti ho agar theek lage toh vaha do bed hai
Kaka:ek hi raat ki baat hai bahu kal samaan utha liya jayega so jao anirudh k kamre mein
Bon:: ji ☺️
Bondita dhoodh garam kar rahi hai anirudh saamne khada hai achanak bondita ka haath garam bartan par lag jaata hai
Bon:ah 😩
Ani:🏃
Bon:aoch 😩
Ani:jal gaya na haath dekhao mujhe
Bon: kuch nahi hua hai bondita ko
Ani: chup chap yaha baitho
Bon:😥
Anirudh bondita k haath par baraf lga hai
Ani: araam mil raha hai bondita??
Bon: ji 🥺 app meri itni chinta na Kiya Karo mere liye pareshan na hua Karo koi apni zimmedari nibhane ke liye aisa karta hai kya app mujhe padhana likhana chahte ho toh mein karungi par app mere liye chinta na Karo
Ani 🥺🤧
Bon: mein hostel chali jaungi app khush rahenge mere Bina khush rahenge app💯 kabhi gussa nhi ayega apko
Ani 🥺🤧💔
Bondita jaane lagti hai
Bon:app meri madad karoge please
Ani:haa haa bolo na bondita
Bon:jab mein hostel chali gayi toh aap yaha sabka dhyan rakhna
Ani; itni chinta hai toh mat jao na bondita tumhe maine takleef di hai na toh mein chala jaata hu
Bon: taaki phir se iljaam lga diya jaaye ki meri wajah se app ghar se gaye?? mein aur nahi seh paaungi
Ani bondita 🥺😭
Bondita chali jaati hai
Anirudh aur bondita kamre mein hai
Bon: kitna thanda hai yaha
Ani:😍
Bon:AC chal Raha hai wow 😍
Ani: maine pehle hi ac on kar diya tha tum araam se so jao hmm😍
Bon;😥
Aadhi raat ho chuki hai bondita neend mein bol Rahi hai
Bon:m.... maine kuch nahi kiya barrister Babu 😭
Anirudh bondita k pass ata hai
Ani:bo.... bondita 🥺
Bon: maine nakal nahi ki 😭
Anirudh bondita ko gale lga leta hai
Ani:🫂😭bas shaant ho jaao bondita 🫂 sab theek hai 😭
Bondita jaagti hai
Bon:a ..app🥺
Ani:vo tum theek ho na bondita 🥺😥
Bon: mein theek hu shayad koi bura sapna aya hoga isliye dar gayi sorry apki neend kharab ki 😔
Bondita uthkar Paani peeti hai
Bon:hah😌app so jaayiye
Ani: tum theek ho??🥺
Bon:hmm😥
Bondita so jaati hai
Ani: kya halat kardi Maine apni bondita ki 💔😭
Subha ho gayi hai
Kaka: Bahu uthi nhi dekh ke ate hai
Ani: bondita utho kaka aa jayenge
Bon:bs 5 minutes aur 😴
Ani Aise toh daant padegi isse kya karu
Bon:😴
Ani: arey ye ek badam Wale roshogulla kiske hai
Bondita uth jaati hai
Bon: bondita k 😋
Ani: good morning bondita ☺️
Bon: morning 🥱How was the chapter guys hope you like it
![](https://img.wattpad.com/cover/331961293-288-k762703.jpg)